ꜱᴛᴏʀʏ:- ʀᴇᴀʟ ꜱᴛᴏʀʏ ᴏꜰ ʙʜᴀʀɢᴀᴠɪ

121 16 25
                                    

Jai Shri LakshmiNarayan

_____________________________________________

After long time finally story is here
Requested by my bhrata Littlesmilingbean

Holi was done and After two days

Shrinivas was sitting in garden and worship Lord narayan.

He smiles

Shrinivas:- Prabhu Narayan

He look and find sumedh who was looking at him beside him Basant was also standing

Shrinivas:- aap log

Basant: ji aap yaha kiya kar rahe hai

Shrinivas:- apna Prabhu narayan ki sewa

Sumedh smile and sit beside him

Sumedh:- accha toh tumhe pata hai lakshmi swaroop Bhargavi ke barema

Shrinivas:- Haan Bhargavi devi lakshmi ka hi roop hai devi lakshmi ne rishi bhrigu ke ghar janam liya tha or devi sati ne daksh ke ghar or phir unka pita rishi bhrigu ne unhe shrap bhi diya tha

Sumedh make a frown face

Sumedh:- nahi narayan ne jab khyati ko mara tha tab rishi bhrigu ne sharap diya tha or phir Bhargavi ka janam

Shrinivas:- arey murkh prani!!

Basant chuckled sumedh glared at him

Shrinivas:- or bina mata ka koi kesa janam lega woh bhi prithvi pe

Sumedh:- lekin Shri ne toh

He pout

Shrinivas:- mein apko puri katha sunata hun toh baat yeah hai ki

Bhagwaan Vishnu or Bhagwaan Shiv dono ek hi hai isliya unka vivah or unki patni bhi devi Adhisakti hi ka roop hai pehle toh devi lakshmi or Devi prambha ke baad Devi lakshmi mein Bhrigu rishi ke ghar janam liya or Devi prambha ne Prajapati Daksh ke ghar janam liya

Both sumedh and basant Nod

Shrinivas:- phir Narad ji ne devi lakshmi ko narayan ke barema bataya or devi lakshmi ko narayan se prem ho gaya or ek din Asuron de devtaon se bachna ke liya

Sumedh:- Mata khyati ke yaha asraya liya

Shrinivas:- Haan or phir bhagwaan vishnu ne asuron ka anth karne ka liya mata ke pran le liya

Basant:- phir

Shrinivas:- phir

Bhargavi came and there and saw the scene

Bhargavi:- mata!!!

Bhargavi came and crying seeing her mother seeing her cry narayan also feel tears

Bhargavi:- yeah apka kya kiya, kun kiya apne aisa narayan kun, *narayan look at her* hamari mata toh keval apna dharm nibha rahi thi dharm nibhane ki itni badi saza kiya yahi niyay hai apka apna bhakton ke prati boliyaa na narayan

Narayan didn't said anything

Bhargavi was crying

Bhargavi:- Aaj hamara hi prem ne hamse hamri mata ko alag kar diya kun narayan hamara prem ke badla mein hame pida kun di apne

Narayan:- bhala narayan apni priya ko pida dena ka soch bhi kesa sakta hai Bhargavi, ham tumhe kabhi pida mein nahi dekh sakta priya tum toh hamari lakshmi ho

۰۪۫ ۪۫.𝐋𝐨𝐯𝐞 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐠𝐞𝐬 𝐄𝐯𝐞𝐫𝐲𝐭𝐡𝐢𝐧𝐠۰۪۫ ۪۫.जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें