Chapter 3

275 4 1
                                    

After dinner

Shiv aur Parvati apne room mein aate hain, Y/n bhi sone jaa chuki hoti hai. Parvati bed ki lights off karke bed ki doosri side per so jaati hai. Shiv bhi let'ta hai but so nahi paata apne past ke baare mein sochne ki wajah se...

Shiv: "Kaash pita ji ne uss din woh na kiya hota."

{Flashback}

Ahmed: "Mukesh, yeh tune thik nahi kiya. Meri company mujhe wapas karde."

Mukesh: "Nahi karunga, kya kar lega?" He smirked.

10 saal ka Shiv aur 13 saal Faraz apne apne papa ko ladte hue dekh rahe the.

Ahmed: "Sabse priye dost tha tu, par tune hi mere peeth peeche khanjar maar diya."

Mukesh: "Bandh kar apne yeh drama aur dafa ho jaa yahan se. This company is mine now."

Shiv: "Pita ji--"

Mukesh: "Chale jao yahan se"

Faraz: "Shiv, bol na apne abbu ko company wapas kardein."

Mukesh: "Tum dono ne suna nahi? Maine kaha, CHALE JAAO YAHAN SE ABHI!"

After few weeks

Ahmed police station mein FIR darj karna jaa raha hota hai lekin usse pehle vo wahan tak pohonchta...

Ahmed: "Chhodo mujhe! chhodo! Mmmhh!!"

Koi uske muh per haath rakhta hai aur kuch soongha kar gaadi mein dhakka deta hai phir gaadi start karta hai.

In a dark basement

Ahmed apni aankhen kholta hai aur khudko ek basement mein paata hai

Deze afbeelding leeft onze inhoudsrichtlijnen niet na. Verwijder de afbeelding of upload een andere om verder te gaan met publiceren.

Ahmed apni aankhen kholta hai aur khudko ek basement mein paata hai. Vo uthne ki koshish karta hai, lekin uske haath pair kusri se bandhe hue the. Tabhi kisi ke kadmon ki awaaz aati hai.

???: "Tch tch tch, kidnap ho gaye?"

Uss aadmi ki awaaz sunte hi Ahmed pehchaan leta hai ki vo kaun hai.

Ahmed: "M-mukesh?"

Mukesh: "FIR darj karwaoge?"

Ahmed: "Y-yeh kaise m-mazak hai? M-mujhe jaane do."

Mukesh: "Any last wish?"

Ahmed: "Mukesh, tum--"

Isse phele Ahmed kuch kehta bohot der ho chuki hoti hai...

Isse phele Ahmed kuch kehta bohot der ho chuki hoti hai

Deze afbeelding leeft onze inhoudsrichtlijnen niet na. Verwijder de afbeelding of upload een andere om verder te gaan met publiceren.
𝐒𝐡𝐢𝐝𝐝𝐚𝐭-𝐄-𝐈𝐬𝐡𝐪 ✔Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu