exposed part 2

734 56 8
                                    

Saying this vo mini ka upar machis jala ka phak data ha

Mini.: ahhh... Pagal ho tum anirudh ya kya kiya

She run pick a bowl of water or aapna kapdo ma pani daal ka aag bujhati ha

Ani : ya kya kiya tumna mini aab ham ek kasa ho payga

Mini : ek my foot

Ani : mini

Mini : shut up anirudh mujha ka tumna pagal samjh rakha ha tumhara liya ma aapni jaan doogi

Ani : ya kya kaha rahi ho mini ham ek dusara sa payar karta ha na

Mini : payar my foot ma tumsa koi payar vayar nahi karti ya sab tumhara saat rahna ka natak srif tumhara paso ka liya kar rahi thi

Ani : mini tum jhut bol rahi hoo aagar tum mujh sa payar nahi karti to tumna abhi tak shadhi kyu nahi ki ha

Mini : kisna kaha anirudh tumsa ki mana shadhi nahi ki jiss din baba mujha London laka gaya tha ussi din mana green wood sa shadhi kar Li thi or tumha pata ha mara husband tumsa jada aamir ( rich ) tha

Ani : vo aamir tha lakin ma tumhari baat nahi maan shakta ki tum ussa payar karti ho varna abhi itna samay baad tum mara pass lutka bapas nahi aati

Mini : mujha vapas aana pada kuki mara pass paso ki kami ho gayi thi

Ani : tumna to kaha tha tumhara husband rich 🤑 ha fir kasa

Mini : ha jab tak vo jinda tha tab tak mara pass paso ki koyi kami nahi thi aab vo mar gaya

Ani : deakho mini mujha tumhari baat pa yakin nahi ham aabhi saath ma khayi sa kudkar maraga

He hold her hand she try to free her hand but he was dragging her out of room

Mini 😡 : anirudh mara haat chodo varna tumhara bhi vahi haal karugi Jo mana mara husband ka kiya tha

He leave her hand and troun his face

Ani : mini ya tum.kya bol rahi ho

Mini : sahi bol rahi hoo ma tumha kaya laga ma tumsa payar.karti hoo nahi na tumsa payar karti hoo mara husband sa sudamini aagar kisi sa payar karti ha to vo kudh sudamini ha or tum itni daar sa marna varna baat kar raha hoo na tum mara liya bhalayi maar shakta hoo magar ma tumhara liya ek kharoch tak nahi kha shakti srif tumhara liya nahi kisi ka liya bhi ya mini taklef nahi la shakti or rahi baat mara husband ki.to usa bhi mana aapna haat sa mara ha or.pata ha bajha kya thi ki usna mujh par haat uthaya tha itni si baat ka liya mana uski jaan la Li socho tumna mujha marna ki kosis ki ha ma tumhara saat kya karugi

Ani : socho sudamini tumhara husband ko tumna mara ha ya baat police ko pata chal jaya to kya hoga

Mini : police ko batayga kon yaha tum or srif ma hoo or aab mara saach janna ka baad tum bhi nahi jinda nahi bachoga kisi ko batana ka liya 

She pick the gun and about to shoot anirudh but some slap on her cheeks the gun fall on ground sudamini see that was bondita how slap her mini about to slap her but ani hold her hand

Ani 😡 : mari bondita ko chuna ki himmat bhi maat karna tum sudamini

Sudamini push them both fall on ground bondita was top of anirudh she pick the gun

Mini : tum dono lala majnu ka joda na kya soch tha ki sudamini tumhara jaal ma fash jaygi are tumdono pa mujha sak to ho gaya tha kash karka tumpa anirudh Jo anirudh chobis ghanta ( 24 hours ) bondita bondita karta ha ussa aachanak bondita sa nafrat kasa ho gayi or mujh sa payar isiliya ya gun ma aapni safety ya gun laka aayi thi our tum bondita bada pati pati babu karti gonna to maro aapna pati babu opps majnu ka saath

Anidita's ansh (Season 1) CompletedWhere stories live. Discover now