Bondita kya kar rahi ho jara dhira chalo
Kya aap bhi pati babu aap ko koyi or kaam nahi haa kya mujha bore ho raha haa
Kya tum bhi bondita sirf kaam hi karti rahati ho kabhi aaram bhi kar liya karo sirf aapna bara ma sochti ho jara baby ka bara maa bhi soocho ussa dard nahi hoo raha hoga kya tum itna kaam jo kar rahi hoo
Offo pati babu sirf 15 days hua ha mujh sa jada aapka nakhra suru hoo gaya haa
Lakin bondita.....
Kuch lakin nahi ma mohala ki kakiyu ka saath gossip.......
Kya gossip....🤨
Mara matlab baat karka aati hoo 😅
Deakho bondita ma baby ko lakar koyi risk nahi la shakta vasa bhi ya kakiyo ko shivaya gossip ka kuch nahi aata pata chala mari baby girl bada hoka easa hi gossip karana lagi or barrister chodaka gossip group join kar liya to nahi nahi samjh ma badlav kasa hoga maa eassa nahi hona dooga
Pati aap ko deakh ka mujha bhot gussa aa raha haa ikcha ho rahi haa aapko bhot maaru 😡
Ek minute tumha mood swings ho raha haa ruko bondita...just wait a minute aapna gussa thanda maat hona dana
He run to study and come with book
Haa bondita tumhara gussa kaam to nahi hua
Nahi aab to or badh gaya haa ikcha ho rahi haa 😡
Bass ha itna kaffi ha book ma likha tumhara gussa nikalna jaruri haa
To bondita ya takiya loo or mujha maaro or ha aaram sa takiya fakhna baby ko hurt nahi hona chahiyaPati babu 😡 I hate you
Ek minute bondita . ya kya haa bondita tum ya nahi bol shakti book ma likha haa ham jo bolta ha uska aasar baby padta haa aagar haam gaalt word bolaga to baby bhi gaalat sikhaga.....
Bondita pick a pillow and throw it on ani's face and run towards her room
Bondita ya kya tha tumhara haat dukh shakta thaa or tummy ma bhi jor pad shakta thaa....when he see her running he got panic attack
Bonditaa......in very loud voice and run 🏃 towards her and hug her tightly
Pagal hoo tum itna taaz kon dodta haa tumha kuch hoo jata too
Kya aap.mara liya dodh ka aaya 😢
Haa or kiska liya aata tumha kuch hoo jata too
Mujha laga pati babu aap aabhi bhi baby ka liya aayaga hoga
Bondita mari pahali baby tum hoo mara liya sabsa jada important tum eassa kasa sooch bhi shakti hoo ki ma baby ka chaakar ma tumha bhool jauga kabhi nahi easa kabhi nahi hoo shakta
Shotti.....
Shotti
Ani hold her face and go towards her lips and kiss it gently and after few seconds he broke the kiss
Bondita aab tum aapna room ma jao ma aabhi aata hoo and leave the place
But bondita got frizz in her place
Omg 😱 pati babu is such a good kisser I want more kiss....
And she towards hall to find anirudh
Ani was in his library and he was sitting on ground and hiding behind the book shelf
Yaa aachi jagaha haa yaha kaka or bondita mujha deakh nahi paayaga aab ma aaram sa baby ka grow ka bara maa padhuga or baby ka liya jaruri chiza note karuga baby aap chinta maat karna aapka baba haa naa aapko kuch nahi hona daga ma abhi bondita or baby ka liya time table banata hoo
YOU ARE READING
Anidita's ansh (Season 1) Completed
Romanceso hi guys ma bhot sa anidita ff padha ha har ff ma anidita ka baby hona ka baad story end ho jati ha magar mana soch ha ki ma ek easi story likhugi jisma anidita kasa pratrents banta ha or apni risponssbity puri karta ha vasa soch ha aagar anidita...