Ufff..ye narazgi!!!

1.1K 109 26
                                    

Here is the next part after a looonnngg time!!
Enjoy!!!

KS: aap bhi to aate hi hamare peechhe pad gayin..!

HM sighed

HM: sachmein kuch nahi khaana aapko?

KS: sachmein kuch bhi nhi khaana.. 😔

HM: theek hai.. ham aapko force nahi karenge

She came out of the room and went to kitchen

HM: pushpaji! Karishma Singh ko sabse zyada kya pasand hai?

PJ: bhaukal machana!

HM: nhi aise nahi.. khaane mein kya pasand hai?

PJ: mirchi!!

HM: pushpaji!! 🙄

PJ: wo to unke mood ki baat hai.. jab jo man karta hai wahi favorite ho jaata hai!

HM: hmm...

HM went to KS

HM: Karishma Singh!

KS: kuch nhi khaana hamko..!

HM: haan to ham kaha keh rahe hain kuch khaane ke liye.. ham to keh rahe the ki aap aaram karte karte bore ho gayi hongi na..

KS: bohut..! 😔

HM: to chaliye kuch karte hain..

KS: ka?

HM: kuch bhi..

KS: ka kuch bhi?

HM: ek kaam karte hain.. ham jo bhi bolenge, wo sun ke sabse pehla shabd aapke dimaag mein aayega.. aap bol dijiyega

KS: theek hai..

HM: hmm..
  Zindagi!

KS: Pyaar!

HM: Pyaar!

KS: Pariwaar!

HM: Phool!

KS: Khushboo!

HM: Khaana!

KS: Matar-Paneer!

HM smiled proudly to herself

HM: Bye!

KS: Bye!

HM left

KS: ek minute! ee ka tha?? 🤯

HM came to kitchen

PJ: nhi pata laga paayin na, unhe kya chahiye..

HM: pata laga liya pushpaji! 😎

PJ: haan?? Kaise?

HM: aapne tareeke se!😎

PJ: to kya khaana hai unhein? Abhi bana dete hain..

HM: nhi pushpaji! Ham bana denge.. aap jaiyye aur aaraam kijiye

PJ: theek hai!
PJ went

After sometime, in KS's room
HM entered with a tray of food

KS saw her
KS: kahan chali gayi thi aap achanak se? Aur...

HM: bas bas.. aur sawaal nhi, pehle khaana kha lijiye..

KS: par hamko kuch khaane ka man nhi hai.. 😩

HM: ek baar dekhiye to sahi..

As soon as she saw Matar-Paneer in the plate, she looked at HM, utterly confused

KS: aa..aap ko kaise pata...hamara ye khaane ka.....accha! Ab samjhe ham.. ye achanak aa ke jo chali gayi thein aap.. 🤨

HM: haan! Ab batein band aur khaana chalu..

Tere Jaisa Yaar KahaanOù les histoires vivent. Découvrez maintenant