ENOUGH NOW

2.5K 123 11
                                    

WHAT THE HELL IS THIS AAROHI GOENKA UPTO. IF SHE IS NOT HAPPY THAT DOESN'T MEAN SHE WILL DESTROY OTHER PEOPLES HAPPINESS AS WELL. AAROHI WAS EARLIER SELFISH, JEALOUS AND INSECURE AND STILL SHE IS SAME. TO THE PEOPLE WHO THINK AAROHI'S JEALOUSY IS RIGHT AT HER PLACE THAN SORRY TO SAY UT ISN'T. PEOPLE SAY AAROHI LOST HER PARENTS & INSTEAD OF PROPER COUNSELLING GOENKAS PAMPERED HER. BUT MY QUESTION IS DIDN'T AKSHU LOST HER PARENTS AS WELL?? IF GOENKAS SPOKE IN FAVOUR OF AKSHU AND TRY TO MAKE HER UNDERSTAND WILL AAROHI LISTEN TO THEM?? NO SHE WILL ONLY START BADMOUTHING AKSHU AND BLAME HER.

SO STARTING THIS OS WHERE AAROHI THREW THE PLATE AND TOLD EVERYONE IT WAS AN ACCIDENT BUT IT WASN'T. JALKUKDI KAHI KI.

______________________________________

AAROHI -  i am so sorry meine yeh jan buch k nahi kiya tha woh dance karte karte lehenga thali ko laggai aur thali ghirgai

MAHIMA (sternly) - Aarohi are you sure tum dance kar rahi thi

MANJIRI - chahe jyase bhi huwa ho yeh sahi nahi huwa

AAROHI (in convincing tone) - i am sorry aunty mein janti hu lekin meine yeh janbuch k nahi kiya

NEIL (suspiciously) - dance toh sab kar rahe thye lekin koi bhi thali k aaspas nahi pocha tum kyasi pochi

AAROHI (angrily) - tum kehna kya chahti ho meine yeh proposely kiya hain

NEIL - tumne proposely kiya hain ya nahi yeh toh tumhe pata hoga na Aarohi

MANJIRI - neil nahi beta jo hogaya so hogaya

MAHIMA (glaring at Aarohi) - nahi manjiri yeh itni bhi choti baat nahi hain ki isse najar aandaz kiya jaye aakhir yeh thali ghiri kyasi

MIMI - aapsagun toh hogai

HARSH - yeh nayi baat thodi hain aapsagun toh pehle hoti aarahi hain

AAROHI - mein manti hu meri galti hain lekin meine yeh janbuch k nahi kiya it was just an accident

ABHI - are you sure it was just an accident

AAROHI (loudly angrily) - oh god mein kitni bat kahu it was just an accident meine janbuch k nahi kiya actually i think problem thal ghirne ki nahi hain problem yeh hain ki yeh mujhse ghirgai right. Agar kisi aur se ghiri hoti toh koi baat nahi aur baat yehi khatam hoti

AKSHU - bas bahot hogaya Aarohi bas kar aab toh meine aapni aakho se sekha hain tujhe thali ghirare huye

AAROHI - Akshu tujhe koi galatfehmi huyi hain

AKSHU - galatfehmi toh mujhe aabtak hoti aayi hain ki tu kabhi sudar sakti hain. Tu pehle bhi khudgarz thi aur aab bhi khudgarz hain

AAROHI (angrily) - mein khudgarz  toh tu kya hain Akshara. Tu bhi toh khudgarz hain na.

AKSHU - Aaaru

AAROHI (in heavy voice) - Kya Aaru Akshu kya Aaru. Behen kehti hain na mujhe toh tu aapni behen k bare mey bhulgai. Sirf tu nahi yaha mojud har ek insaan bhulgaya yeh sochna ki mujhpar kya bitrahi hogi. Mein MD k exam dene gai lekin waha fraud hogaya. Wapas aayi dulhan ban k tayar thi lekin mera dulha bhag gaya kis k sath tere sath. Agar tu mujhe behen manti na toh yeh sab nahi karti Akshara

AKSHU - haa waha meri galti thi ki mein Abhi k sath chaligai lekin sab jante huye bhi tune riste k liye hami kyu bhari Aarohi

AAROHI (loudly) - bhulgai rista leke kon aaya tha khud Abhimanyu Birla aaya tha mera haat magne bade papa se. Pehle toh bahot utavla hora tha mujhse shaadi karne k liye. Har ek rasam mey khud samil huwa nachrah tha na. Lekin shaadi k dil kya hogaya bhag gaya na. Yeh bhi nahi socha ki yaha mandap mey koi uska intazar kar rah hoga. Yeh nahi socha ki log samaj mujh par ungliya uthayegi. Aray yeh toh paraya tha lekin tu bhi bhulgai thi Akshara

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें