part -16❤

755 76 4
                                    

Ramadan Mubarak sab ko.... 😍 Allah sab ko khush rakhay healthy nd fit rakha.

Toh back to the story .

After breakfast... Sid nd sana sana ki village gumnai nikal jata hai.  Village ki har ek ek chiz sana sid ko dakhta hai.
Sid be sana ki company enjoy karta hai.
Sid bhut sare pic nd selfie click karta hai. Sana ka sath be selfie click karta hai.. In time mai dono ek dusra ko or jada jan pata hai... But secret crush secret rakhta hai.

Sid apni picture apni Instagram and Twitter account pa post karta hai..
#punjab_dairy.

Khat ghum k  gar ata hai.. Nd fresh up hota hai. Tab tak lunch time ho ja ta hai..gar ki  Sab ek sath lunch karta hai nd chit chat karta hai. Sid sana ki grand parents ka sath bhut masti karta hai... Kohi dakh kY bata nhi paya ga oh gust hai. Pehali bar ruka hai.

Launch kar k sab ek sath gappa marta hai.. Mumbai nd Punjab ki bara mai bat karta rahta gai... Sid ko sana k family bhut pasand karta hai.. Sid ki look, personality sab kus sab ko passad ay ta hai... ( shukla ji tuh hai he asay sab ko fedaaa kar dai... He wants to do this)

Evening mai sid nd sana gabba jata hai. Sath mai bodyguards be... 2 2 celebrate ek sath guards be chaiya nh.. (But shukla ji kafi hai handle karnai ki liya firbe)


Sid or sana  normally batay karta hai... Works nd personal life.
Sid bata ta hai oh unki mom sai kitnh close hai... Sid 1st time asay without any work ghum nai ay gata. He missed his mom. Out of country be jata toh satha mai kus nh kus kam lakay jata.

Sana usko bata ta hai kasay uska last movie shoot hua. Kis ka sath  tha kasa tha... Everything.... ( shukla ji ko sab pata hai already)

Sana bata ta hai oh Mumbai gaya tha kus months pehla mv shoot ki liya. Jo recently released hua hai.. But Mumbai utnh ghum nhi payi.

Sid to sana... Tu muja Punjab ghuma asay sai.. Nxt time mai tuja Mumbai ghum dunga. Aya gi nh tu mera gaar.

Sana :- okkk.. Pakkka.. Meri movie ka kus shoot baki hai.. Complete kar ka aungi sure.

Bhono bhut sare panjabi khana order karta hai.. Nan, chicken tikka, lassie  etc. Sid lassie bhut enjoy karta hai. Asay he unka din jata hai.. Ghum ghum k.

Qismat(complete) Where stories live. Discover now