dinner date 🥀

39 4 0
                                    

After some days...
Pravin praniti ke room me jata h...

Praniti : are aaj aap wo apna blue wala polythene nhi pehne

Pravin : PPE kit 😑

Praniti : hn wahi wahi 😅

Pravin : tum ab fit and fine ho gayi na isiliye

Praniti : hn to

Pravin (in a sad manner) : aaj tum discharge ho jaogi

Praniti : kya...

Pravin : kya hua tum khush nhi ho

Praniti : nhi nhi main to bohat khush hun... Apne ghar jaungi mummy papa didi se milungi, Alisha se milungi, mummy ke hath ka khana khaungi... Parr...😔

Pravin : par kya...

Wo apne bed se uthti h..

Praniti : par kya... Ma..ma..main miss karungi...

Pravin : kisko

Praniti : nurse ko... Bohat achi nurse h mujhe 2 baar maggi khilaya tha unhone apse chhupake... Oops ye kya bol diya

Pravin : kya... Kitna mana kiya tha phir bhi kha li

Praniti : hn to mera mann kr rha h

Pravin : acha thik h... Aur ?

Praniti : wo jo dusre taraf dadi ma h unhe bohat miss karungi... Bohat ache dost ban gaye the hum

He walk towards her...

Pravin : aur

Praniti : aur..aur.. hn wo jo chhoti bachhi h na shilpi... Bohat hi cute bachi h... Hamesha bolti h didi apke baal bohat sundar h 😂😂

He walks closer to her

Pravin : aur

Praniti : aur yahan ka khana... Kabhi nhi bulungi ki yahan ka khana kitna tasteless h

Pravin : oo madam apko covid hua tha... Khana to tasteless hi lagega na

Praniti : acha esa kya 🙄

He walks more closer to her

Pravin : aur kuch miss nhi karogi ?

Praniti : kya tabse aur aur laga ke rakhe h... Apne kaha na 10 min me nikalna h.. main ja rhi hun apne saman lene

She leave...

Pravin : Ek min mene kab kaha 10 min me nikalna h..  oo hello... Praniti ruko...

He leave...

In evening...
Pravin dropped her at her house..

Praniti : ghar ke andar nhi ayenge

Pravin : nhi aur kabhi

Praniti : to aap abhi ghar jaenge

Pravin : nhi wo set me thoda kaam tha to jana padega

Praniti : par abhi to itni der ho gayi h

Pravin : Hn bas chota sa hi kaam h

Praniti : ohh

there was complete silence...

Praniti : Pravin mene aaj tak apko bohat hurt kiya h, na jane kitna dukh pahanchaya h...

coffee sips: feeling of l♡veWhere stories live. Discover now