Qayamat

1K 78 9
                                    

So isme koi nakli qayamat nhi n ks hi h ekloti aur asli qayamat jo logo ki help kar rhi hai not only with maar peet but with logic also and no one has any problem with qayamat except hm. She wanted to know the face behind that mask. People are more convinced towards qayamat rather than mpt and hm was worried for that as in this case people can lose trust on police.

In mpt

hm- hame samaj nhi ara kon h ye qayamat aur kyu kar rhi h ye sab
ps- jane dijiye na ms hmara kaam aasan hi to kar rhi h
ss- shi kha pj ne ms aap kyu tension le rhi h
hm- pj ss vo kon h kha se aai h kis maksad se karr h ye sab hame nhi pta ham kese vishwas karle uspe kahi kalko kuch galat hogya to hampe naam aiga ki ek anjaan ladki itne samay se jurm mita rhi h aur keseko pta tk nhi ki kon h use pakadna zaroori h vese ks kha h
ks and billu were listening to this from the window
ks- ms bhi na baal ki khaal nikalne p tuli hui h mpt pratiyogita jeet gya kmse km ab to ye shikayat aur chaan been band kre
billu- km ms ek baar piche padgyi to itni asani se nhi choregi
ks- ise bat ka to darr hai
billu- lekin aap keseko bta kyu nhi deti
ks- nhi bille abi bhot kam h bhot log h jo police k pass nhi aate darte h in sb chakkar se aur kai apni reputation k vjhse police thane aana hi nhi chahte hmara maksad un sabhi logo ko insaaf dilana h aur ye ham qayamat banke hi kar skte h
billu nodded
ks went inside
ks- jai hind ms
hm- jai hind ks kha thi aap subh se
ks- kya btae ms vo billa kesese 7000 ki udhaari karke aya to hmse bola ki usne iske pese nhi die ham gye to pta chla mamla ultaa hai us bichare ko abii pese. dilva k aae h bs
hm- acha thik hai ks qayamat ke bare m kuch pta chla
ks- nhi ms
ms- aap sab is case ko itna lightly kyu kee rhe hai smj nhi aara hame ks hame qayamat chaie jaldii
ks- ms vo koi mujrim thodi h jo aap is trh use dhundne k lie load le rhi hai desh ki rakshak hi to hai
hm- hogi pr hmare lie ek anjaan vyakti h jise hame pakadna h ks aapko jldi kuch krna hoga
ks- jii ms
hm went to her cabin
ks pov- ab ka kre ms to bhul hi nhi rhi jbtk inko qayamat nhi milegi ye shant nhi baithengi  aur agr hamne kuch nhi kia to ms pkka anu bhaiya ki help lengi aur un tak ye mamla gya to hmara bachna namumkin ho jaega ek kam krte hai bhaiya se jake unke vichaar jante h is bare m fur kuch sochenge
ks went to hm cabin
ks- ms vo ham weekly report dene dsp sir k office ja rhe hai
hm- ham de ainge ks
ks- nhi vo hame bhaiya se kuch kam bhi h to isliee
hm- acha thik h jaiye
she left
in headquarters
ks- jai hind sir
as- jai hind ks
ks gave him reports he checks nd kept it aside
he saw ks standing there
as- ks koi kam h apko?
ks- hmm hnn sir vo ham ye puchna chahte h ki apke kya vichaar h qayamat k bare m
as- jo koi bi hai desh ki seva kar rhi h mujrimo ko pakad rhi hai ye achi bat hai
ks- to ek bat btaiye use pakadna zaroori hai kya
as- dekhiye ks qayamat bhale hi sb acha kar rhi hai lekin apne pehchaan chupa ke, islie use dhundna zaroori h taki kalko koi unpe hamla. na kre ya unki pchan ka galat faida utha k kuch galat na kar de
ks- hmm aap shi hai islie ms use pakadne k lie itni chintit hai
as- jii aapko jldi use dhundna hoga aur ham personally isme hj ki help krenge
ks- kyaa nhi nhi aap kyu ham hai naa
as- aap baki cases me bi viyast rhengi ks qayamat ko pakadne k lie ham kuch sochte hai
ks pov- mar gyee
ks- hame btaiye kya plan h apka
as- are abi ham to soch le phle
ks- huh hnn. jii sir jai hind
as- jai hind
she left

next day in thana
hm- ks qayamat ka kuch pta chla
ks- nhi ms
hm- ho kya gya h apko ks apna man nhi h kam karne ka to bta dijiye ham apko chutti de dete h vese to apka network bohot strong hai pr ek ladki abtk haat nhi lagi apke
ks was shocked as hm was really angry this time
ks- ms ham kar rhe hai koshish
hm- aaj shyam tak ks hame vo chaiee
she left
ks banged her hand on table
ks- ama bhakkk ms smj hi nhi rhii kha se dhunde jb vo inke samne khadi h
bille- km kese nakli qayamat ko bnake ms k samne
ks- nhi nhi glti se bhi pta chla to gadbad ho jaegi ms hame kbhi maaf nhi kregi aur ek jhut ko chupane k lie ek aur jhut nhi blkl sakte hai aaj shyam ko hi ham ms ko sach bta denge
in cabin
hm on call- thik hai anubhav aisa hi karte hai
outside
ks got some information about fight, she took her qayamat attire and went there
she and billa got shocked to see no one there
ks- ye kya yha to sab thik hai
bille- lagta h sab ladke chle gye
ks- nhi kuch aur bat hai
suddenly
hm and as came in front of her and point a gun towards her
ks and billu get shocked
hm- aakhir aa gi gyi hmare samne aap chaliye abi ye mukhota hataiye
ks pov- kya kare bta de yhi nhi yha to bhaiya bi hai  in dono ko ek sath naraz krdia to gadbad ho jaegi bhaiya hi hai jo ms ko mnane m help karenge islie dono ko alg alg hi btana chaie
She turned and started running
hm- rukk jaiyeee ham shoot kar denge
as- hj aap
hm- aaj nhi anubhav aaj inko ham aise bhagne nhi denge
she shot on her lef and ks fall down
blood was oozing from her leg
billa tried to get her up but till then hm and as reached there
hm- bhot bach li aap aaj nhi
ks was in pain due to bullet
as- hj kafi khoon beh rha hai inko hospital leke chlte hai
hm- phle aaj inka chehra dekhenge( she was frustated due to the fact that everyone was favouring qayamat including mpt members) 
*kyuki bullet chu k nikli hoti h so jaan ka koi khatra nhi hota*

hm was removing her mask and ks was trying to stop her but as hold her hands and now hm removed her mask
anuseena- karishma singhh
hm- ks aap ye sb ho kya rha hai
ks- ham hi hai qayamat
both got shocked
as- to te shreeman
billu- i am billu the spy
as - ye sab
hm- sir phle inko hospital leke chalte hai
as- hnn jldi
they take her to hospital
after sometime she gained consciousness
all rushed in
hm- ks kyaa hai ye sab aapne ye sb kyu kiaa
as- bhena kyuu nhi btaya apko goli lag gyi kuch zda ho jata to
ps- kbhi to aone karnaamo k bare m btaya kriye dekha aaj kya ho gya
ks- ama bass aap log hame bolne denge
as- jii btaiye
ks- ham.jaan chuke the ki bulbul Pandey galat tariko se mpt ko hrane ki chaal chal rha hai islie hamne qayamat bnke cases solve kie aur use dhamkaya bhi fir usne apne cases mpt m bhejne band krdie lekin is beech log qayamat se jud gye ye qayamat ka naatak khatam krne k bad bhi hame hazaro phone aate the madad krne ham bhot koshish krte the samjhane ki ki vo police k pass jae magar kuch log samaj jate the aur kuch nhii jo nhi samjhte the hame unki madad qayamat bnke krni pdti thi kyuki hmne vachan lia tha kese bhi halat m apne deshvasio ki madad krne se peeche nhi hatenge fir chahe ham si ks bnke kare ya qayamat
all were looking at her
hm- ks magar aap sach bta deti hame ham apko mna nhi krte
ks- maaf kijiye ms pr aapke man m qayamat k lie shak dekhke ham ghabraa gye islie hmne pr hm aaj shyam ko btane hi vale the
as- bhena aaj k bad aisa kuch nhi krengi aap
ks- jii ham nhi krenge lekin qayamat hmesha rhegi un logo k lie jinko madad ki zarurat hai pr ham wada krte h apni 101% koshish krenge ki vo police k pass jae
as- wada kriye aap aisa khatra mol nhi lengi
ks crosses her finger secretly
ks pov- bhaiya ks kuch bhi kar skti h apne desh aur deshwasio k lie
ks- wada
as hug her and smiled
...

This is the end sorry guys i have no time to write... next mene. plot soch lia hai jese hi time milega i will write tabtak k lie bye byee

Maddam sir OS and short storiesWhere stories live. Discover now