Leaving Mpt 6

900 67 14
                                    


a man came out of a room
ks was shocked to see that person, she fainted
amar catch him
amar- ks ks uthiyee
lady- are kya hogya inko
the man named raju got worried he came near her
raju- uthiye madam kya hua apko aap mujhse milne aai thi na behosh kyu ho gyi uthiye plzz
he sprinkled some water
ks gain consciousness
she immediately hugged that man everyone got shocked ( amar has never seen anubhav)
lady- madam ye kya kar rhi hai aap
amar- ks ye aap
ks- Anu bhaiya
amar got shocked
and others got confused
man- ye aap kya keh rhi hai
ks- anu bhaiya aapne hame nhi pehchana ( for a moment she forget everything what happed)
raju- nhii aap kon hai
ks- bhaiya hm jante h aap hamse naraz hai pr plz aise mat kahiye pehchaniye hmko
ks suddenly remembered the lady's words that he has lost his memory
ks got up
ks- aapko ye kaha mile
man- madam me machliya pakadne jharne ke pass gya tha vhi ye pade hue mile inhe 1 goli bi lagi hui thi hmne ilaaj kraya aur tbse ye yhi reh rha hai
ks pov- 1 goli Magr us din to hmne aur ms ne kai goliya chalai thi to 1 kese aur vese bi vo to on the spot margye the to ye ek min kahii vo anubhaiya ka duplicate aur ye asli hey bhagwan itna bada raaz itni badi chaal kesene bhaiya ko marke unki jagah lene ki sazish bnai thi pr vo zinda bach gye aur hamne us asli deshdrohi ko mara hmare bhaiya ko nhi hey bhagwan
ks- Anu bhaiya aap hmare bhai hmare chachere bhai kuch yad h
as- mujhe kuch yad nhi hai kuch bi nhi
lady- inki yaddash poori tarah ja chuki h madam zada zor dia to dikkat ho jaegi
ks- ham koshish krfe h ek bar aur ..bhaiya kuch to yad kariye aap agent hai negotiation specialist hai dsp hai kuch to yad hoga bhiayaa
as- ye sab kya hota h
ks- ufff acha haseena malik yad hai
as- ab ye mohtarma kon hai
ks- inko to kuch bhi yad nhi hai. amar sir ham inko yha nhi chor sakte ham inko apne sath leke jainge
lady- han han le jao hmare sir se bojhh halka ho.
man- pagal ho....kya bake ja rhi ho aur madam aap aap inko le to jaingi pr kya inka dhyan rakh paingi apni duty ke sath inko sahare ki zarurt h kuch uad nhi rhta inko
ks- hmare bhaiya akele hi kafi h ham inko thik karne k lie kuch bi krenge bhaiya plz inhe lijane dijiye aur apki patni inse itni nafrat karti h kese chor de inko yha ham anubhaiya chalenge na aap apni bhena ke sath
as looked at the man and he agreed
as-  han ham chale ge pr aap sach me hmari behen hai na khi aap koi
ks- rukiye
she showed as a picture of him and ks
ks- ye dekhiye bhaiya aap aur ham
as smiled
as- me saman pack karlu
ks- bahiya uski zarurt nhi h ..she smiled aap dhoti kurta nhi phente ham  sheher jake apke lie sara saman kharid lenge chale ab
ks pov- jo sakta h aone purane avtaar m ake inko kuch yad ajae khud ko aiyne me dekhke
They left the gaon and reached their police quarters next morning. Amar gave ks a leave to take care of as and make him comfortable.

ks room

ks- bhaiya aap aaram se rahiye thoda aaram kariye ham bank se pese nikalva ke late hai fir apke lie shopping krne chalenge
as- kj aap hamare lie
ks- bhena
as- ji bhena aap hmare lie nya samaan lainge ham apke lie bojh nhi hai?
ks- aap hamare bhaiya h sb apka hi hai bs apki yaddash vapis aa jae ek bar
as- lekin bhabhi to hame kuch nhi deti thi aur bojh samajhti thi
ks- bhaiya sab alg hote hai aap hmare bhai hai hmare lie sb kuch hai lekin unke lie aap mehman the bhaiya islie chaliye ab purana sb bhul jaiye aur hmare aane tak rest kriye
as smiled- jaldi aana bhena
ks- aate hai
she left
After sometime she returned and both did shopping and enjoyed the whole day. Ks was never this much happy in the past 1 year. She got her brother back, she cared for her and love her the most. Ks's love and care made him remember little things day by day.

3 months passed

Suddenly one morning
ks was making breakfast
as suddenly woke up- nhiiiiiiiiii
ks ran to him- kya hua bahiya
as- ks aap yha
ks- kaa
as- ek min ham sapna dekh rhe the
as- bhena bhena vo vo ek deshdrohi hai use maar dijiye maar dijiye use vo sb khatam
ks- shant ho jaiye bhaiya sb thik hai aapki yaddash vapis aa gyi
as- kya yaddash
ks- hnn bhaiya
suddenly as remembered how he fell down and a man saved him. How he stayed in the village and ks take him with her loved her and cared for her. She is the reason behind her gained memory as she tried to make him remember little little things.
As- bhena hame sb yad agya ye sb apki vajah se hua aap na hoti to ham aaj bi gaon me reh rhe hote apne logo se dur apni duty se dur bhena  ram bhaiya ne hame nya jeevan dia hmari jaan bachake aur apne nyi zindagi di kese shukriya kare apka bhena. he hugged her
ks- hame khushi hai bhaiya
ks pov- bhaiya sbse phle ab ms ke bare me aur hmare transfer ke bare me puchenge kya kahenge
as- bhena haseena ji vo kesi hai aur aap yha uttarkashi me kyuu
ks-  puchlia
as- kyaa
ks- kuch nhi bhaiya vo abi aap ki yaddash vapis aai hai aap itna load kahe le rhe hai thoda relax kriye ham bhi thane jate hai
as- ks apki aankhe bta rhi hai department ne apka transfer khud nhi kia apne kraya hai aur vo bi kese bade reason se bhena jo bi ho agar aap galat nhi hai to ham apka sath denge

Maddam sir OS and short storiesWhere stories live. Discover now