Dev Misses Sonakshi.

51 3 0
                                    

In the evening, Asha, Bejoy and Vikky were sitting in the garden and enjoying. Dev went to them and sat with them. Firstly, everyone stopped talking, but later, he mixed up well in the family. All were laughing, chatting and enjoying. Sonakshi was seeing all this from the window of her room and smiling.

Dev looked up to see sonakshi. Both smiled seeing each other. After some time, dev came to sonakshi in her room. She was still standing there near the window. Dev knocks the door and enters the room. Sonakshi looks towards dev.

Dev- aaj bahut achha laga. Itne time baad saara parivaar saath baitha, hasa. Mai bhi saath hasa. Tumhe pata hai hasne se khoon bhi badhta hai. Khoon saaf bhi rehta hai.

Sonakshi smiles.

Dev- par tum kyun nahi baithi hum sab mein??

Sonakshi (taking a deep breath)- Mai ghar ja rahi hoon.

Dev felt as if his heart was crushed. He didn't know what to speak. He neither wanted to stop her, nor let her go.

Dev- naraz ho kissi baat se??

Sonakshi shook her head.

Sonakshi- akal aa gayi. Tumhara saara parivaar ikattha hua, mujhe bahut khushi huyi.

Dev- tumhari wajah se toh ikattha hua.

Sonakshi- par mai kabhi apne parivar mein toh ikatthi baithi hi nahi. Kitna chhota sa word hota hai na "Sorry". Bade bade rishte bacha leta hai. Thank you Dev, tumhara aur tumhare parivaar ka, mujhe mere parivaar ki keemat samjhane ke liye.

Dev smiles. Silence prevailed in the room. After 1-2 minutes, dev spoke.

Dev- mujhe lagta hai tumhe kuch din aur ruk jana chahiye.

Sonakshi- nahi. Mujhe bhi toh kissi ko sorry kehna hai.

Dev and sonakshi look towards each other, but didn't speak anything further.
______________________

Next day, sonakshi enters her house and looks around. Baldev, sitting on sofa, was reading a book.

Sonakshi- Hi dad.

Baldev (happily)- aa gaya mera bachcha!! (Going towards her) Par tumne gadbad kar di. Ek din aur ruk jati na toh tuney apni maa se jeet jana tha. Par tu chaudvein (14th) din hi wapis aa gayi.

Sonakshi makes a rotdu shakal.

Sonakshi- dad, yeh 14 dino mein yeh zaroor seekha hai ke Maa baap SE nahi, maa baap KO jeetna zaruri hai.

Saying this, sonakshi tightly hugs Baldev. Radha Rani also comes out from the kitchen.

Radha Rani- chal theek hai phir. Phenk de apna yeh bag kissi sofe par. Hum khud hi utha leinge. Tu le full nazare. Enjoy.

Sonakshi- mumma!! Sorry Mumma. Iss se jyada kuch nahi hai mere paas kehne ko. Aap sorry se hi adjust karo.

Radha Rani looks everywhere but her. Sonakshi tightly hugs her.

Sonakshi (in hugging position)- tumhari beti hoon maa. Maaf nahi karogi??

Radha Rani smiles and wraps her arms around her. Everyone was happy. Sonakshi breaks the hug.

Radha Rani (lovingly slaps sonakshi)- Dramebaaz. Chal mujhe khana banane de.

Sonakshi- nahi. Aaj ke baad iss ghar mein saare kaam baante jaeinge. (Looking towards Baldev) vehle logon ko kaam aur (looking towards Radha Rani) kaam walon ko vehl mil jayega.

Baldev (annoyed)- o hello!! Vehla mujhe kaha han??

Sonakshi (making face)- Haan ji.

Baldev- phir theek hai. Agar apni maa ko kaha hota na, tujhe chhodna na hi tha maine.

Galwakdi -- The Hug Of Love.Where stories live. Discover now