chapter 20

202 10 2
                                    

Chapter 20 :-
Ananya :- mom or zimporting nahi hota important hota hai.

Devki :- achcha ab tu mujhe sikhayegi? Itni badi ho gayi hai tu.

Karuna and Alina :- arre devki ji koi ni na!! Aap ye sab chhodiye or inko batayie.

Debanya and rayal :- haan bolo na kya batana hai hume.

Teeno ladies ek dusre ko dekhti hain phir apne bachon ki taraf or kehti hain

Ladies :- humne tumhari shaadi pakki karli hai.

Debanya and rayal :- achch---- KYAA??? Mom/mummy/maa/aunty aap ye kya keh rahi hain? Humari shaadi? Kisse?

Ladies :- arre bachchon itna hairan kyun ho rahe ho? Or tumhari shaadi usne hi hogi jinse tum pyaar karte ho, yaani ke Ray or payal ki or ananya or debu ki.

Devray :- par maa abhi hume shaadi nahi karni.

Anayal :- haan mom/mummy ye dono sahi keh rahe hain.

Karuna :- bolo nahi suno, agar tum logon ne hamari baat nahi maani toh main tum dono (looking at devray) se rishta khatam kar dungi.

Devki and Alina :- haan or hum bhi tum dono (looking at Anayal) se rishta khatam kar denge.

Debanya and rayal :- nahi nahi!!! Aisa mat karna. Theek hai hum tayyar haim shaadi karne ke liye.

With vivaan
Vivaan Veera ko lekar time machine ke pass pohoch Chuka hai or wo log present mein aane ke liye ready hain.

Vivi :- didi bhaiyya ab aap log apne past or mere present mein jaa rahe hain. I hope aap ko isme koi problem nahi hogi.

Veer :- nahi nahi hume koi problem nahi hai. Hume le chalo hume bhi dekhna hai hamara past.

Vivi :- theek hai bhaiyya.
Phir wo log time machine ke andar chale jaate hain or veerlok pohoch jaate hain.

Glimpse :-
Aarohi jealousy + rayal and debanya engagement + Veera in present + virohi cute moments

Childhood Love (Virohi Fanfic)Where stories live. Discover now