chapter 46

145 8 9
                                    

Read till the end!!!!!
----------------------------------------

Chapter 46 :-
Vivi :- hehehe dadu dekho main wapis aa gaya. Main mummy se milke aata hun.

Zafar :- dadu? Ye Chhota balveer thoda satka hua lagta hai mujhe kaal. Ab hume chalna chahiye.

Kaal :- tum sahi keh rahe ho Zafar.

Phir wo dono wahan se chale jaate hain or kaallok pohoch jaate hain.

Shaurya :- chalo ye toh gaye ab mujhe upay bhi mil chuka hai ki vivaan ki kaise theek karun.
(Telepathy) balveer aap jaldi se veerlok aayiye. Ray or dooba-dooba ko bhi laana.

Balveer (telepathy) :- theek hai shaurya.

Telepathy finished.

Bharat nagar scene
Debu :- Ray bhai sun.

Ray :- haan kya hai bol?

Debu :- Ray wo shaurya ne hum dono ko or dooba-dooba ko veerlok bulaya hai.

Ray :- dooba-dooba? Wo kahan se aaya?

Debu :- haan wo hi toh. Chalo usko awaaz lagate hain. (Shouting) Dooba-dooba kahan ho tum? Mere saamne aao.

Tabhi vivaan (DD) saamne aata hai or bolta hai

DD :- kya hua balveer?

Ray :- vivaan? Vivaan tum isse kaise pehchanne lage? Tumhari yaddash toh chali gayi thi na?

DD :- nahi Ray main vivaan nahi hun. Main dooba dooba hun. Mujhe shaurya ne vivaan ka roop lekar jaane ki bola tha.

Debu :- humare saare sawaalon ke jawaab ab hume veerlok mein hi milenge.

Ray :- haan tu sahi keh raha hai. Chalte hain hum veerlok.

Veerlok scene
Vivaan baalpari ke pass jaata hai or bolta hai.

Vivi :- mummy!!!! Dekho main aa gaya. Ab batao mujhe kya milega? Or purple and orange didi kahan hai? Mujhe unke saath khelna hai.

Baalpari :- vivaan aao main aapko ek cheez deti hun.

Baalpari vivaan ki ek ball deti hain or kehti hain

Baalpari :- vivaan beta aap isse khelo lekin isko kahin khona mat.

Vivi :- par kyun mummy?

Baalpari :- kyunki ye ball mere bade bete ki hai.

Vivi :- bada beta?? Yaani mera bada bhai? Kahan hai wo? Mujhe unte shaath thelna hai.

Baalpari :- Vivi beta wo na abhi bohot dur hain. Wo bohot Kami se aate hain. Lekin jab bhi aayenge main unko bol dungi ki wo aapke saath khele.

Vivi :- sachchi na mummy?

Baalpari :- muchchi.

Glimpse :-
Bvr or veerlok ki band baji, everyon happy, engagement done, preparation for wedding.


Author's note
Please use this hashtag everywhere
#WeWantBalveerWithSameCast , and if you won't do it then that will means that you don't want to see the same old cast as balveer returns, means no vivaan no Aarohi ni bharat nagar no ananya or kaal no Ray or no faries. Please it's a humble request to all the fans to use this hashtag everywhere. Please. A request from an author and a fan of balveer to other fans of balveer.

Thank you for reading it.

Childhood Love (Virohi Fanfic)Where stories live. Discover now