chapter 83 C

116 5 24
                                    

Chapter 83 C :-
Megha :- 5000 per saali.

Ray :- ok, ye lo meri pyaari saaliyon ke paise.

Debu :- or ye meri taraf se bhi.

Girls :- thank you jiju!!!!

(And ab issibke saath wedding track finish)

Next morning
Karuna ji's house

Karuna :- vivaan khushi Neeti!!! Jaldi aao bachchon nahi toh school ke liye late ho jaaoge.

Vineeshi (Vivi Neeti khushi) :- aa gaye mummy.

Anu :- Karuna ji ye lijiye aapki chai.

Payal :- or dadaji ye aapka naashta or chai.

Dadaji :- bahu ye dono kitne achche se dhyaan rakh Rahi Hain mera. Mujhe bohot khushi hui ki mere dono poton ki inse shaadi hui.

Anayal :- thank you dadaji.

TC :- vivaan khushi/didi Neeti jaldi aao!!! Hume late ho raha hai.

Neeti :- aa gaye. Mummy naashta nahi kar rahe hum, hume late ho raha hai bye.

Vivi :- haan maa aap bhaiyya ko dekho ki wo ready hue ya nahi. Aaj unka bhi toh college hai.

Karuna :- theek hai beta, apna dhyaan rakhna.

Vineeshi :- ji maa/mummy.

Phir wo sab school chale jaate hain.

At school
Vivi :- khushi didi aap apni class mein jayiye, agar koi bhi aapko pareshan kare toh mujhe batana.

Khushi :- vivaan tujhe chinta karne ki zaroorat nahi hai.

Aaru :- khushi wo toh bas ek responsible bhai hone ke naate bol raha tha.

Ayan :- hey friends!!!

TC :- hey Ayan hey chahat.

Chahat :- tum logon ko pata hai ki aaj hamari class mein do new students aa rahe hain.

Aaru :- new students?? Lekin abhi kuch din pehle Tak toh koi irada hi nahi tha na?

Ayan :- haan wo mujhe bhi pata hai. Hume bhi kal hi pata chala.

Vivi :- achcha. Didi aap class mein jaao. Ok

Khushi :- theek hai!! Byee friends milte hain phir lunch time mein.

TC :- bye.

Glimpse :-
New entry + virohi jealousy

Childhood Love (Virohi Fanfic)Where stories live. Discover now