Part 14

2.9K 174 29
                                    


Continuing the last part

Kairav- Mujhe pta hai apko company ki deal se itna fark and rahi baat rishte ki toh mujhe abhi nahi karna lekin agar apko lagta hai ki aap yeh sab karke mujhe aur akshu ko dukh poocha rahe hai toh mai apko bta do ki luv-khush chachu ko hamre baare mai sab kuch pta hai and hum unse touch mai rhte hai.. so aap hame nahi unhe aur jyada sharminda kar rahe hai..

Everybody shocked listening him bcoz luv-khush stained all their relations after naira death never returned but they usually come home for kairav and akshu but after kartik wedding with sirat they never come nor they accept her and they broke all their relations even they don't even know where they are how are they?

Mimi- tumhe hamre dono bacho ke baare mai pta hai? kha hai vo dono? thik toh hai na..(feeling emotional)

Akhil- unhe sab pta hai...(trembling)

Aarohi- kon hai yeh luv-khush jiske baare mai mujhe aaj tak kuch nahi pta hai .. na mene unhe kabhi dekha hai na unke baare mai suna hai jinke liye sab itne emotional ho rahe hai ...

Vansh- vo isliye aaru bcoz tum unke liye koi manye nahi rakhti ho.. vo tumhe apni family ka hissa nahi mante hai..

Aarohi- (pissed) vo hote kon hai mujhe apni family ka hissa na manne vale .. mai goneka's ki princess ho.. one of the best.. Aarohi Goneka and now soon to be Mrs. Birla

Swarna- (slowly) unke liye hamesha se hi unki naira maa sab kuch thi aur uske baad naira ki parchai akshu unki princess.. unhone kabhi apni wives ko bhi naira ki jagah nahi leni di.. vo sabse alag thi...

Mimi- (emotionally) sirf ek naira aur kartik the jihone poore akhil ke pariwaar ko sambhala tha jab isne unhe choda tha(looking towards akhil)

Aarohi- toh ab sab bol rahe ho ki mere chachu bhi hai aur unke baare mai mujhe aaj tak kuch nahi pta..

Manish- unhone kabhi sirat ko nahi aapna mana tha .. jis din sirat se shaadi hui thi uss din hi vo saare rishte todke chale gaye the.. bcoz naira ki jagah kisi ko bhi nahi dena chahte the...

Aarohi- (arrogant) phir toh accha hua ki naira aunty ke saath-saath unki perfect image bhi ghar ke bhar chali gayi and hum chen se reh paye... and vo aayenge bhi nahi..

Swarna- tum nahi decide karogi ki ghar mai kon aayega aur kon nahi..?

Mimi- manish beta ab toh itne saal ho gaye hai .. sirat toh rahi nahi hai aur ab toh aarohi bhi chali jayegi toh unhe unke ghar vapis bula lete hai..

Akhil-(twinkling with hope) sach mai ma.. vo apne ghar vapis aayenge...

Vansh- vo nahi aayenge.. aap hope mat karo..

Aarohi- bilkul sahi bola vansh bhayia ne vo iss ghar mai kabhi vapis nahi aayenge.. mai ab bhi yahi ho and yahi rehne vali ho.. aur mai unn logo ke saath iss ghar mai rehne vali jinhone kabhi meri mom ko pasand nahi kiya... aur mujhe accept nahi kiya.

Akhil- (to aarohi) aaru tumhara mtlb hai ki tum mere beto ko iss ghar mai welcome nahi karogi.. even though i supported you with everything

Aarohi- I never said that i will support you .. but i will not support them who don't accept me..

Swarna- Accha chalo thik hai iske baare mai kal baat karenge.. ek dum se saare decision lene ki koi need nahi hai .. hum kal aaram se iss baare mai baat karenge...

Aarohi- sure why not.. vasie bi vo toh aane nhi vale hai... and hum kairav bhayia ki shaadi ki baat kar rahe the jo unhone khai aur ghuma di..

Swarna- koi nahi aaru kal baat kar lenge uski bhi...

Home- Abhira Ffजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें