First day of Mentorship program

611 48 14
                                    

All cadets and mentor got ready because today is the first drill of Mentorship program that is trust drill which will describe the trust between Mentor and Protégé.

All the member were assembled at the ground.

Bhargav: ye hai mentorship program ki first drill jisse trust drill kehte hai. Is drill ko complete karne ke liye mentor aur protégé ko ek dusre pe bharosa hona chahiye. Jaisa aap sab janye hai bharoasa ek tarfa nhi hota hai isliye protégé ka apne mentor par bharosa kafi nhi hai kyuki koye bhi equation one side nhi ho sakta isliye mentor ko bhi apne protégé par pura bharosa hona chahiye.

Is drill main pulley ek side pe hai 20 kilo ka weight jo apke mentor ke upar ghirega aur rassi ka dusra hissa Suri ji haath main hoga. Turn by turn har Cadet ka mentor is weight ke neeche aayega aur protégé ko rassi ko pakar ke apne mentor par ghir rahe wait ko rokna hai. Agar protégé samay pe rassi nhi pakar pata hai toh mentor ke pass apni jagah chorne ki izazat hoge wo waha se hat sakte hai.

Protégé agar drill pura nhi kar pata hai toh mentor ke pass re counselling ka option rahega aur agar wo protégé ki mentorship chorna chahe toh chor sakte hai. Suri ji cadets ko demonstration dejiye.

A watermelon 🍉 was kept under the weight. Suri ji leave the rope the weight started falling down and it falls on watermelon and it got blasted. By this the cadets got horrified.

Naveen: apni haddee thorwane ka full prove plan kiya hai Mogambo ne.

Abhi: demonstration isse janbhuj ke dekhaya hai kyuki ye jaanta hai cadets ye dekh ke seham jayege.

Rajveer: jo bhi kaho obstacles race se toh achha jo issne hamhe saath kiya tha.

Gunny: Bhai hai toh ye kutte ki dum kabhi sudhar nhi sakta hai.

Naveen: waise is baar ye Mogambo kisi ka mentor kyu nhi bana.

Gunny: kya Navu tu iska pechli baar ka experience yaad aagya hoga aur is baar ke cadets toh hamhe shock kar dete hai toh ye 😅 Mogambo in kaise bharosa kar sakta hai.

Rajveer: iska is baar kisi ka mentor nhi bana mujhe digest nhi ho raha hai kahi ye apni band bajane ki planning ke saath toh nhi aaya yaha.

Abhi: aap tino faltu main tension le rahe hai.

Naveen: ye tera kuch nhi bhigare Abhi par hamara bhigadne se pehle sochega bhi nhi.

Gunny: iska 4th target Sherry hone wali hai.

Rajveer: uski tension mat le. Par main sure hu iska pehle target toh main hi hu.

Suri ji announced the first pair Caption Abhimanyu Rai Chauhan aur Cadet Yadhuvansh Sahni.

Abhimanyu goes and stands under the weight. He finds that Yudi is nervous.

Abhi: (to Yudi) Cadet just cool down take a deep breath. Don't be tensed about the results.

Abhimanyu makes Yudi calm.

 Pyaar Toh Hona Hi ThaWhere stories live. Discover now