Rajveer Ki Lagi Class

698 50 16
                                    

At night 🌃
Rajveer was just on the way to his room his phone ringed. The caller had called him with a private number.

He picks the call.

Kya baat hai Captain aajkal kuch jada hi action main ho.

Rajveer: mera jo kaam hai main wahi kar raha hu.

Lagta hai apni jaan ki bilkul bhi fikar nhi hai tumhe.

Rajveer: jaan ki fikar tab hi katam ho gyi thi jab maine oath li thi soldier banne ke baad. Ki kuch bhi ho jaye main desh ki raksha ke liye main kuch bhi kar sakta hu.

Tumari baato se toh tumara fan ho gya main Captain. Mana tumhe tumari jaan ki koye fikar nhi hai par apne dosto ki toh hai.

Rajveer: tum jo bhi ho unka kuch nhi bigar sakte jab tak main zinda hu.

Abhi bhi time hai Captain peche hat jao warna anjam bahut bura hoga.

Rajveer: kis kaam se peche hat jau main jis kaam ke liye tum sab ne meri posting yaha karayi hai.

I am impressed Captain mujhe nhi laga tha tum ye pata laga loge.

Rajveer: intelligence ka main kaam karta hu main toh ye pata lagana mere liye koye bari baat nhi hai.

Kuch jada hi ur rahe ho Captain apni Intelligence ke dam pe agar itni hi takatwar hai tumari Intelligence toh hamhe aaj tak pakar toh nhi payi hai. Mera irada kisi ki jaan lene ka nhi tha par Captain tumne hamhe majbor kar diya ye karne ke liya aab tumare saath saath tumare charo dost bhi marege.

By this the man cut the call.

Now slowly Rajveer's fear was becoming true. Now because of him his friend life is now on stack. He had a relief also that they didn't know about his family. He never wanted his friends to join this mission because he had invested 6 months in this and in this months he know all the destruction which this mission can cause. Now his main focus to secure his friends.

He clear the thought which were coming in his mind and moved toward his room again. He know that if he will be tensed they will get to know about this call so he pretend to be calm and entered the room. The movement he entered the room all four of them were staring him and he felt there graze on him.

Rajveer: kya baat hai tum charo mujhe ghur kyu rahe ho.

Gunny: ham ghur isliye rahe hai ki hamhe viswas nhi ho raha ki aap itna badal kaise gye bhai jo baat aap pehle in tino se share nhi kar pate the wo mujhse jarur share karte the par aaj mujhe pata chala ki main galat tha.

Naveen: tujhe bas yahi lagta hai ki tu hi realtions ke mamle main selfish hai agar tu aisa sochta hai toh tu bilkul galat hai Veeru.

Abhi: Naveen inhe mahan jo banna hai saari problems ye akele hi face karege hamhe thori na baatayege.

Rajveer: aab maine aisa kya kar diya jo tum sab itna barak rahe ho.

 Pyaar Toh Hona Hi ThaWhere stories live. Discover now