S 7- TS: Speak Out..

1.6K 222 18
                                    

Karishma busy with the call, while Haseena entered into the house, she looked Karishma, who busy with call, & she walks to her with guilty face, & stood in front of her, Karishma looks her once & stay continue with her call, Haseena looked her once, & without wait for some more moment, she hugged Karishma tight, Karishma close her eyes for moment, but she not respond to Haseena, she continued her call, Haseena tight her grips of hands, Karishma sadly smiled, & cut her call mid, & she respond to Haseena, she too hugged her back, they stay long for a moment, Karishma caressing her hand on Haseena's back..

Haseena says with soft tone- I am sorry!

Karishma not break the hugged & says- no, not this time!

Haseena coming out from the arms, & looked Karishma with poor eyes, & Karishma says with cold tone- tumhare ghar hai, tumhe gussa aata hai, toh har baar mujhe ghar se niklaogi, bina mere koi galati ke, tum lekar aayi ho mujhe iss ghar mei, aur tumhare mann mei aata hai tab tum mujhe nikal deti ho, pyar hum doono karte hai, bahot kuch share karte hai, lekin jab bhi gussa aata hai, tab tum sidha mujhe khud se alag karti ho, sirf alag hi nahi sidha dur karti ho, aur yeh jatne par majbur karti ho ke meri koi vasta hi nahi hai, tumse, aur tum bas mujhe iss ghar mei iss liye lekar aayi ho, kiu ki tumhe yaha par akele rehne par takleef hoti hai, yaa phir tumhare iss ghar ki rakhwali karne lekar aayi ho, aur issi beech yahi sabit karti ho ke koi rishta hi nahi hai tumhare aur mere beech mei..

Haseena says with soft tone- aisa nahi hai!

Karishma says with firm tone- aisa hi hai, kiu ki tumhare liye hum doono ka pyar hi mazak hai, aur issi wajah se tumhare mann mei aata hai, waise hi tum usse used karti ho, aur saath mei mere emotions ke saath bhi, is I am garbage to you, yaa used & throw chiz, huh!

A tear rolled down from Haseena's eyes, Karishma asked with stern tone- Haseena hum doono ek dusre ki zindagi share karte hai, mai manti hun, tumhara job ghar walon ke liye risky hai, aur jo kuch bhi hua mere saath, woh galat tha, lekin isska yeh matlab toh nahi hai na, ke jo hua, woh doobra hone wala hai, ek baar hua hai, isska matlab yahi hai, ke humein usse sikh nahi mili hai, aur aage se humein yeh yaad toh rahega, ke humein kya nahi karna hai, tumhe mujhe inn sab baaton ko samjhna tha, lekin tumne kya kiya, ek khatre ka samna kya kiya toh sidha dur kar diya, aur issye kya mila, baatao mujhe, kya mila, yeh sab karke..

Haseena shook her head & said- I understand..

Karishma cut her mid & says with firm tone- no, you not, bas iss waqt ke liye hi samjhne ka kaam kar rahi ho, kuch dinno baad phir se kuch hoga, aur phir se tum yeh sab karogi, phir se mujhe ghar se nikalogi, phir se kuch dinno ke liye mai hospital aur tum tumhare office, aur phir se tum hospital ke chakkar lagaogi, yeh dekhne ke liye, ke mai thik hun ya nahi, yeh drama nahi toh kya hai, issye pyar yaa samjhdari nahi bolte hai, issye na sirf aur sirf bewkoofi bolte hai..

Haseena shook her head in yes, Karishma stare her for moment & asked- Haseena meri bhi feelings hai, mujhe bhi hurt hota hai, tumhara chota sa chota change behaviour mere daily life par asar karta hai, jitna stress wala kaam tumhara hai, utna hi mera hai, 3 mahine ke liye bed par thi, aur tumhra uss waqt ka change behaviour mere liye kitna takleef bhara tha, woh sirf mai jaanti hun, uss har ek pal mei mujhe kitne khayal aaye hai, woh sirf mai jaanti hun, kuch hadd tak na mujhe yeh bhi laga, ke shayad mai tum par boj hun, aur woh baat tumne shayad mujhe uss waqt tumse dur kehne ke liye boli thi, lekin mere liye uss waqt woh baat sachai thi, uss pal ke liye, ke mai boj hun!

Haseena says with fresh tears- aisa kuch bhi nahi hai!

Karishma shook her head in no, & says- Haseena aaj mai yaha par iss wajah se nahi aayi hun, kiu ki mujhe ghar nahi hai rehne ke liye, mai aaj yaha par iss liye aayi hun kiu ki tumhare har ek uss baat ke piche kuch na kuch aur baat hai, yeh mujhe lag raha tha, aur iss wajah se aaj mai yaha par hun, lekin humesha ke liye nahi..

Maddamsir: TS- HEART Surgery..Where stories live. Discover now