Chapter 27

929 61 17
                                    


It was the time of the day, the birds were chirping on the trees and some were flying in the sky and the sun was shining over the hospital where Muskan was standing and was angrily looking at Abhay who was smiling. Priya holds Muskan's arm. Muskan looked at Priya and she hugs her. Priya was afraid. Abhay smirked and Muskan gives him deadly glares.

Muskan: Tum yahan kya kar rahe ho?

Abhay: aray ye kya baat hoi. Main to apni pyari biwi ke liye phool laya tha.

Abhay showed the bouquet. Muskan glared at him. Abhay came and he stood at the other side of the bed. Priya hid her face in Muskan. Muskan looked at her.

Abhay: kaisi ho, Priya, meri jaan.

Priya was clinging to Muskan.

Abhay: ye kya, Priya, ase milta hai koi apne pati se.

Muskan: Tum pati nahi balke ek dhabha ho pati ke naam per.

Abhay looked away.

Abhay: anyways, dekho main ye flowers laya hun apni biwi ke liye. Ab tum dono decide kar lo ke kon lega ye. Hone wali biwi ya phir ho chuki biwi.

Abhay chuckled and Muskan glared at him.

Muskan: maine tum jaisa ghatiya insan apni puri life main nahi dekha.

Abhay: aur dekhogi bhi nahi kyun ke main akela hi hun. One and only peace.

Abhay smirked. Muskan glared at him. Abhay kept the flowers on the bed.

Abhay: chalo, Priya, main tumhe lene aya hun.

Priya shook her head.

Muskan: Priya tumhare sath nahi jaegi.

Abhay: woh meri biwi hai.

Muskan: jis per tum hath uthate ho.

Abhay looked at Priya.

Abhay: Priya, chalo warna tum janti ho...

Muskan: warna kya? Han? Warna kya? Phir se hath uthaoge. (Muskan warned Abhay) Sochna bhi mat. Samjhe.

Abhay: theek hai to tum mera proposal accept kar lo aur main isay azad kar dunga.

Muskan: kabhi nahi.

Abhay: to theek hai Priya mere sath jaegi.

Muskan: Abhay jao yahan se warna main security ko bulaongi.

Abhay: Priya, chalo mere sath warna main papa se baat karunga.

Priya got worried.

Muskan: acha hai karo baat unhe bhi to pata chale ke tum kya kar rahe ho.

Abhay: maine kya kiya hai jo kar rahi hai yeh kar rahi hai. Itna chota sa kaam diya tha tumhe mamane ka woh bhi nahi howa is se.

Muskan glared at him.

Abhay: lekin main tum dono ko ek aur mouka de raha hon meri baat man lo.

Muskan: kabhi nahi.

Abahy got angry.

Abhay: Priya, tum janti ho na papa ki health ke bare main. Ek choti si baat bhi un ke liye jan lewa ho sakti hai.

Priya got worried.

Abhay: Agar unhe ye pata chala ke tum hospital main ho aur Muskan ke sath us ke ghar gai ho to kya hoga.

Muskan: us ki fikar tum mat karo uncle se main baat kar lungi. Tum ye socho ke agar unhe yeh pata chala ke tum Priya ko kaise treat karte ho aur woh hospital main kyun thi to kya hoga. Tumhara to khel khatam ho jaega na.

KismatWhere stories live. Discover now