aye villian part 2

564 61 20
                                    

Thanku so much guys for your love. Well target complete nhi hua hai so if you want next chapter then complete the target . Yeh os na kafi time se half hai so socha complete kr dete hai but m na iska storyline bhul gyi hu so sorry if you not like it. Sorry for my mistakes so let's start

Ridhima : haan see my dole and show him her hands and said mere dole na bhut strong hai strong dole wali ridhima se koi nhi bach sakta ek punch me usko uski chand tare sab dikha dungi and angre burst out laughing and rolling on floor and mummer crazy and playful hit her head and ridhima pout

Angre : now go food peck nhi krna

Ridhima : haa haa bhai m toh bhul hi gyi and run from but the whole scene  is seen by our manju vansh rai singhania joh ki ridhima ke uper bilkul fida ho chuke hai

Vansh : interesting very interesting uh jungli billi meri jungli billi and go to angre

Vansh : angre I want all the information of ridhima in one hour you get that and angre nods

Then vansh see ridhima peck the all food and go form there vansh see this and stat following her with angre

In car

Angre : boss hum ridhu ka picha ku kr rhe hai

Vansh sternly  : ridhima se ridhu kab hui angre

Angre : boss ab voh

Vansh : hmm tell me

Angre : boss actually m ridhima ka bhai ban gya hu na so isliye and told him everything

Vansh : bhai ho phir bhi you can only allow to call her ridhima Or bhabhi and angre see him with wide eyes open mouth

Vansh : close your mouth angre varna makhi chli jaygi and angre close his mouth

After some time they stop in front of orphanage and see ridhima come out from cab and with the help of driver she take food in orphanage and they also come out from car and see her silently and come in orphanage and see manager and ridhima is serving food to childrens

Ridhima : maa aap na mandir ke pass  wale logo ko bhi bhula lo voh bhi khana kha lege ( all in orphanage call manager to maa)

Maa : ridhima you are an angel sab logo ki fikar hai tumhe per apne bare me bhi socha kro beta subh se tumne bhi toh kuch nhi khaya hai humesha tum apne se phle hume khilati ho humesha apni half se jada salary tum in bachcho ki studies and orphanage ki zarurat per lagi deti ho beta kya tumhara maan nhi krta kudh ke liye kuch laane ka hmm

Ridhima : maa aap bhi na yeh sab mere apne hi toh hai meri family hai ab m apni family ki help nhi krungi toh kisi ki krungi or rhi baat meri toh m meri life bhut enjoy krti hu so stop worrying for me

Vansh and angre listening them silently and they feel proud on ridhima

Maa : beta ab na time aa gya hai ki tu apne baare me soch or kisi ache se ladke se sadhi kr le

Ridhima : maa aap na tension mat lijiye meri ok or rhi baat ladke ki toh abhi meri umar hi kya hai maa

Vansh : vase kabhi kabhi bado ki baat maan leni chiye

Ridhima : oye angry bird tum yaha kya kr rhe ho

Vansh glare her and ridhima ignore him and ask angre

Ridhima : bhai aap yaha kya kr rhe ho

Angre thought : tumhara picha agr yeh bol diya toh yeh angry bird or uski massuka mujhe chodge nhi soch angre soch and ridhima shake him bhai

Angre : huf

Ridhima : bhai aap thik hai na and angre nods

Vansh : itna bhi kya soch rhe ho angre hum yaha donation ke liye aye hai

Maa : aye na sir ridhima kya kr rhi hai tu aise kon baat krta hai

Ridhima with pout : maa meri kya galti hai sab iski angry bird ki galti hai  aap isse baat kro m jaake bacho ko dekhti hu and go from there

Maa : sorry sir voh na dil ki buri nhi bas todha bachpana hai uss me meri ridhima toh lakho me ek hai

Vansh smiles : I know aunty and i love her dekhiye aunty mujhe guma phira ke baat nhi krna aata mujhe ridhima se sadhi krni hai and angre and maa is totally shocked

Maa : what if you hurt her

Vansh : I will never hurt her aunty never in my life mujhe na apni maa ke alwa iss duniya me kisi se pyar nhi hai or ussi maa ki kasam kha khta hu m rhte kabhi bhi ridhima ko kabhi thodi si bhi problem nhi hogi or haa ridhima sirf meri hai m usko kisi or hone nhi dunga or aaj se iss orphanage ki zimmedaari meri aaj bacho ki har jrurat m puri krunga or orphanage ki bhi kisi bhi chiz ki jurat ho aap mujhe be jhijak hoke bolna m aap ko juth nhi bolunga m mafia ka king hu or businessman bhi m ridhima se sucha pyar krta hu or usse bhut khush rakhuga

Maa : mujhe time chiye ridhima se bhi baat krni hogi vansh nods and singh the check and give and order angre to maintain the security of orphanage and their needs and go from there and outside ridhima is listening everything and vansh see her

Ridhima : I want to talk you and vansh nods

Ridhima : not here

Vansh : let's go hum na bhar chalte hai

Ridhima : let's go and both to beach

That's it for today hope you all like it vote and comments kr dena

How's the chapter did you like it

Tell me ridhima ka reaction kya hoga

Well next post love us curse and bless ki hogi please read it 



Os and Ts Where stories live. Discover now