Part 3

292 40 14
                                    

shree 🙏🙏

let's continue,

Zafar went to see who was at the door, When he saw two familiar faces... Let's see who are they!!

Zafar- Arey Anubhav beta tum yaha, mummyji bhi aayi hai aapki.. Lekin beta Karan tho ghar pe hai hi nahi...

Maa- Arey Zafar bhaisaab sari baten aap aise hi darwaaz pe karlenge, anadar nahi bolaange hume.(said sarcastically)

Zafar- Maaf kijyega. Aaye na andar aaye. Boliye kya lenge aap.

Anubav- Nahi uncle kuch nahi. Wasie aap ne bola Karan ghar pe nahi hai kaha gaya hai woh.

Zafar- Haa woh aapne kisi rishtedar ko sation se recive karne gaya hai!!

Maa- Zafar bhaisaab ye washroom kaha hai!!

Zafar- Washroom woh first floor pe hai.

Maa- Jii! Dhanyawad.

By saying this maa left in search of washroom ohh oops in search of Haseena

Anubhav- Wasie uncle aap ne maa ko bola tha aapne kuch dress ke design ready karvaya hai kya hum dhek sakte hai, woh kya hai na Maa ka janamdin aa raha hai to bas unkeliye lena tha

Zafar- Haa-Haa beta chalo iss tharaf (kya aafat hai ye log to aaj chipak hi gaya hai ye kab jayenge aur mein kab us Haseena ki bachi ke sath......)

flashback~~

Anubhav- Maa! Maa! kaha hai aap.

Maa- Kya hua!!! Result aagaya kya aaya result mein pass hua ya nahi arey nalayak kuch to bol.(irritatingly)

Anubhav- priye matheshwari shaant hojaye.

Maa- Haa bolna tu mein kab se shaant hi khadi hoo.

And here he narrates everything what happened and all about the phone call and about Haseena..

Anubhav- Maa call aaya tha Karan ke phone se, tho shayad woh ladki Haseena bhi wahi hogi jahaa karan ko nayi-nayi naukri mili hoo.

Maa- Haa beta jaldi chal shayad Haseena kuch zyaada hi pareshani mein hoo. Lekin beta tera result uska kya hoga.

Anubhav- Maa kisie ki jaan se zyadaa zarori nahi hai humari results. Aur results hum waapis aane ke bad bhi dhek sakte hai. Abhi aap chaliye.

And the mother son duo left.

flashback ends~~

Zafar- Anubhav, kaha khoye hua hoo, dress ki design dhek lo. Wasie Gauriji kaha hai abhi tak nahi aayi.

Anubhav- Kahi nahi uncle bas thoda uljhaan mein padh gaye the ki kya lee maa keliye. Aur fhikr math kijiye maa shayad washroom dondh rahi hogi.

Zafar- hmmm.(arey fikr kisi hai mein tho chahta ho ki ye maa bete ki jdi ghar se jaldi nikle)

Here maa finally found the room were Haseena was locked." Haseena kya tum andar hoo" Maa said. Haseena heard it...

Haseena- Hum andar hai lekin aap kon hai??

Maa- Hum Gauri Singh hai. Anu ki maa hai hum.

Haseena- Aunty please hume bacha lijye hum hum yaha nahi rahna..(sobbing)

Maa -Haa betanhum usi keliye aaye hai. Accha yeh bato yeh darwaaza kasia khole.

Haseena- Aunty bhaar flower vase hai, wahi chaabi hogi, us se yeh darwaaza khol jayega.

Maa was successful in opening the door, called Anubhav. And said she found haseena and now was the time for big one............

to be continued!!!!

~Nischal 🧡🧡

please vote and comment it motivates me alott!!!

480 words!!



Meri sona--Ft Anuseena (On Hold)Where stories live. Discover now