koi mujhe attention dega?

58 9 0
                                    

Anirudh bhar aata hai to nokar hote hai bo akhbar padh rahe hote hai
Sarvent: aray bhai ye dekho roy Choudhary ki jo choti beti hai saswati uski sadhi kara rahe hai
Servent 1: humhe gyan dete the ki baal vivha ek kroth pratha hai or dekho ab khudh kar rahe hai a gaye na line pe
Anirudh sun kar shocked ho jata hai or baha se bhar chala jata hai tabhi anirudh ko Bihari milta hai
bihari: ap yaha kiya kar rahe hai
anirudh: tum yaha kiya kar rahe ho
bihari: mein banarshi sadhi lene aaya tha
anirudh in mind: sayad ye sarswati
Bihari: chote malik ap yaha jaldi chaliye barna saswati malik ki sadhi kara denge bade malik
anirudh: ek min ruko mein bondita ko le kar aata hu
anirudh bondita ko dekhta hai kitchen mein anirudh bondita ko le kar aata hai bondita ako bata ta hai anidita bihari ke saath car mein beth kar chale jate hai
anidita rc hawli pohoch te hai udhar surprise
trilochan kalindi hash hash kar bate kar rahe hote hai
anirudh and bondita look at each other with shocking face then look kaka Kalindi
bondita kairav bhaiya ko dekhti hai
bondita: kairav bhaiya(badd me bondu/ ye khe kar kairav bhaiya chale jate hai) bade papa( ek minute beta /bade papa bhi chale jate hai)
anirudh to abhi: bha..(baad mein)
bondita table pe chadh ti hai sab bondita ko dekhte hai
anirudh: bondita niche utro gir jao gi
bondita: ek min sakha babu or ap log yaha khana khane ke liye time hai yaha pe baat karne ke liye time hai yaha gale milne ke liye time hai yaha tak ki yaha mithai khane ke liye time par kisi ke pass humhe batane ke liye time nahi hai yaha kiya ho raha hai
mimi: ab bohot masti karli chalo ab bata do kiya ho raha hai barna inhe santhi nahi mile gi
bp: sahi khe rahe hai ap bata dete inhe barna khana ajam nahi hoga inhe
aaru: bondu ye dushmani khatam ho Gayi hai
anirudh: kaise
som told everything about thakur call and over dushmani
anidita become happy
bondita niche Utarti hai
bondita thakur maa ka haath pakad ke gumne lagti hai
thakur maa: aray ruk ja mera sar ghum raha hai
bondita ruk jati hai
bondita: sorry thakur maa par mein aj bohot Khush hu
akshu: khush to hum sab bhi hai
bondita akshira ko dekh ti hai
bondita notice karti hai akshira ki mang mein sindur hota hai
bondita: apne sadhi kar li
anirudh bhi notice karta hai
akshu: haa
anirudh: par ap to abhi bhai se pyar karti thi na to kyu apne kisi or se sadhi kar li?
abhi: aray tu gal....
anirudh: bhai ap dukhi mat ho
bondita: thakur maa apne jabardasti kisi or se sadhi kara di mein apse kabhi baat nahi karu gi
anirudh: ye apne galat kiya...
kaka: aray chup karo tum dono akshira bahu ne Abhimanyu se sadhi ki hai
bondita confuse
bondita: itni jaldi
akshu: bo halat hi ese the

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now