dhoka💔

62 5 0
                                    

party khatam ho jati hain bondita ki family goenka house chali jati hain
next day
bondita subha subha uth kar roy choudhury haveli ke yaha pohoch ti hai or dekhti hai baha sudhamini ke ghar pe roy choudhury jate hain
bondita: ye sub sudhamini ji ke ghar ke bhar kiya kr rahe hain? jake dekhti hu
bondita jati hain or baha room mein ja kar dekhti hain to dekh kar shocked ho jati hain kiyoki anirudh or sudhamini hote hain
kaka: tumhe sharam nahi aai ye karte hue
s.p: ab kiya fayda hain meri beti ab kisi ko chehere dekhne layak nahi rahi
anirudh: meine ku..kuch nahi kiya me..mein ne kuch nahi ki..kiya
mini: jhuth anirudh tumne kl nashe ki halat mein mere saath puri raat bitayi hain jabardasti ki hain tumne anirudh mere saath or tum khe rahe ho meine kya kiya?(mini start fack crying)
anirudh ki najar bondita pe padhti hain
anirudh: bondita
anirudh ke upar ke do button khule hote hain or baal bikhre hue hote hain
bondita bha se bhag jati hain anirudh bondita ke piche piche jata hain
anirudh: bondita meine kuch nahi kiya sach mein mere bharosa karo
bondita: kiya barosha karu meri akhe galat hain kiya mere kano ne suna bo galat hain kiya mujhe apse kuch baat nahi karni hain barrister Babu
bondita chali jati hain anirudh knees pe beth jata hain or rone lagta hain someone ye dekh kar evil smile deta hain or baha se chala jata hain
in goenka house
bondita bohot roti hai bondita khana nahi khati hain fir aarohi aati hain
aaru: bondu please khana kha le kab tak tu uske liye roye gi bo or tu khana nahi khaye gi to tu bimar padh jaye gi
bondita: padhne do bimar mar jane do mein kiya karu ji kar bi
aaru: tu us insaan ke liye ro rahi hain bo tere layak hi kiya tha tu use chodh kar apni neyi suruat kar
bondita: hmm sayad ap sahi khe rahi ho
aaru: hmm chal ab khana kha le
bondita: mera man nahi hain
aaru: to ese karegi apni nayi shuruat?chal kha
aaru apne haatho se bondita ko khilati hain ye bade papa dekh kar khush hoti hain
in night
bondita apne room mein ghat bandh kar ke bed pe beth kar kuch shoch rahi hoti hain tabhi ek admi khidki se khudh kar aata hain
batao kon?

Ye Rishta Kya kha Lata hai Where stories live. Discover now