parents love 💕

66 9 5
                                    

Hello everyone
I hope all you are doing good

Precap:- suddenly someone shouts

Rakhi:- yeh kiski chilane ki awaz hai

Rakesh:- yeh to anurag ki chilane ki awaz

(both ran after the sound. They saw Anurag and Karishma sitting on the cot. Everyone has come there)

Rakhi:- kya hua Karishma ji

Ks:- pta nahi yeh jhatke se jaage aur yha bhag ke aa gaye

Kr:- kyun apna didi ko bina makeup dekh liya ( silently laughing)

Hm:- aarey kr ese nahi bolte Krishma bina cute dekhte hai ( loughing silently)

Pj:- arrey aap log santu jasei baate kyun ker rahe ho

( Santu glaring at pushpa. Pushpa looked at her)

Pj:- hum.. humara matlab hai ki muddey pr aao kya hua humara lalla ko

Anur:- humare amma kitni samajhdaar hai

Ks:- haan ..Han bhout samajhdaar hai ( tounting)

Pj:- hume esa kyun laga ki aapne hume tana maara confusion look

Hm:- aap jagah aur time to dekhliya kiji raat ho rahi hai khi pr bhi shuru ho jate hai

Pushma:- sorry

Hm:- anurag ji aap btaiye n. Kya baat hai

Anu:- hmm pr pehle aap log please hasna mat.

Ks:- koi nahi hasega boliye

Anur:- dursal mujhe ek sapna aaya meney dekha ki. Vo jo ander painting nahi lagi hai tumhare ya kareena ki.

Ks:- haan to uska kya

Anur:- main dekha uss painting ka munh khula hua tha aur Aankhe lal ho rahi thi aur meney dekha aaru ko painting kheech rahi hai apni Taraf aur aaru chila rahi hai.. papa bachao... Bachao papa main usko bachane ke liye bhaga bhi pr lekin us painting ne mere aaru apne ander kheech liya ( his eyes were moist)

(everyone was looking at each other then started laughing out loud. After some time, Aaradhya's eyes fall on her father. He sees that his father is not feeling well. Someone is laughing at him.)

Aaru:- silence 🤐 ( shouted).

( Everyone calms down when Aaradhya screams.everyone looks at her. pain was clearly visible on her face. Then Aaradhya sits on the cot near her father.)

Aarru:- papa yeh sab ek sapna tha aur yeh kl khatam ho jayga. Apko pta esi duniya ki koi takat nahi hai h
Jo ki mujhe aapko alag ker sake. Hum dono hamesha saath rahenge

Anur:- pr beta...

( Intrept in between)

Aaru:- papa apki aur mumma Anushma ki beti aur hume kuch nahi hoga. Aur specially na apko n mujhe infact hum sabko ab yeh saari baate chodo mujhe neend aa rahi hai aaj aap mujhe sulana. Mummy bta rahi thi aap bachpan lori gate the mere liye to jaake sunao n.

(Aaradhya lies down with her head on Anurag's knee. Anurag rubs her head with his soft hand and starts singing the lullaby. As he was singing everyone remembers aaru childhood. everyone's eyes were moist. A few tears rolled down from Karishma's eyes. She went & sat next to the aaradhya & kissed on forehead & Karishma also started singing)

SISTER BY Blood  FRIENDS BY CHANCEWhere stories live. Discover now