Part 12 . Medicines

347 21 0
                                    

Continues from the previous part .......................................

Haseena in low office ahh

Abhijeet: hasu headache ho raha hain kya

She was just gazing at Abhijeet

Abhijeet: aaise kya dekh rahi hain

Haseena: kuch nahi bas ye soch rahe the ki aap ko kaise pata chala ki hame headache ho raha

Abhijeet: kya hain n main tujhe itna janta jitna tu bhi khud ko nahi janti hogi isliye mujhe pata chal jata hain

Haseena: vo toh hain

Abhijeet: accha headache ho raha hain to medicine lele warna
Headache badh jayega

Haseena: wo ...h.. Abhi nahi baad main

Abhijeet : kyu ye medicine bhi layi nahi
Koi baat nahi main de deta hoon

Haseena: a..a..h wo nahi ... Rehne ..dijiye ...

Abhijeet: hasu kya hua hain sach bol jhoot bilkul nahi mat bolna (he said jn stern voice )

Haseena: wo actually n hamare dose change ho gaye hain

Abhijeet: kya , aur tune mujhe bataya bhi nahi
Kyu aur dose kyu change ho gaye
Aur jhoot mat bolna

Seeing him angry she told the truth

Haseena: vo actually na last 2 weeks na bhot kaam tha tha jiski wajah se hamne bhot tension aur stress ho gayi thi jisse hamari tabiyat thodi kharab hogayi thi
Toh jab hamne apne doctor ko dikhaya tha usne dose change kardi ye hamare saare

Abhijeet: kya hasu teri tabiyat itni kharab ho gayi aur tune mujhe batana jaroori bhi nahi samjha

Haseena: aaisa nahi hamne jan bujh ke aapko nahi bataya

Abhijeet:kyu

Haseena: wo kya hain ham nahi chahte the ki aap hamari wajah se tension le

Abhijeet: hasu lekin ye galat tujhe batana chaiye tha

Haseena: bata dete toh aap kya kar pate

Abhijeet: matlab

Haseena: matlab ki bata dete toh aap hamare paas aa jate
kya

Abhijeet: aa jata

Haseena: aap aane ko ready rahte lekin wo aapke khadus acp sir aapko chuti (leave) nahi dete and aap aa nahi pate aur bas fir bas yahan tension lete isliye nahi bataya

Abhijeet: baat toh sahi hain teri
Par hasu sir ko khadus mat bol samjhi

Haseena: ha baba thik hain nahi bolenge

Abhijeet: accha ye bata mujhe ki teri konsi konsi medicine ko dose badhayi hain doctor ne

Haseena: saari bada di anxiety attack ki , panic attack ki ka power increase kar diya
Aur headache ka bhi power increase kar diya hain

Abhijeet: matlab saari change ho gayi medicine
Tu ek kaam karna mujhe saare medicine ke naam send kardena main rakh lunga apme paas
Aur tu headache ki le lene medicine phir avoid mat kar aur haan ab se no tera careless behaviour nahi chalega

Haseena : vo actually abhi nahi le sakti

Abhijeet: kyu

Haseena: wo isliye kyunki headache ka power itna strong hain ki medicine lene ke 3-4 min tak ham almost behosh ho jata hain isliye aur ham lekar bhi nahi aye hain medicine yahan isliye ghar jaa kar lete hain

Abhijeet: kya itna strong power

Haseena: hanji

Abhijeet: accha waise ghar se yaad aaya tu kahan rah rahi hain

Haseena :
Ek rented flat main

Abhijeet : kya ? Par kyu

Haseena : toh aur kahan rahenge

Abhijeet: mere ghar chal wo mere saath saath tera bhi toh ghar hain n

Haseena : nahi















Part ends
So guys haseena kyu kar rahi hain abhijeet ke ghar janne se mana

Do vote and comment and read the next chapter to find out

😊😊😊😊😊😊😊😊😊

Haseena Malik + Abhijeet (Cid)😇Where stories live. Discover now