Continued from the previous part.....
Haseena.: nahi sid mujhe nahi bethna
Sid: par kyu , chal ne sabke saath beth te hai
Haseena: tujhe nahi pata mujhe akela bethna hi pasand hai
Sid: par hasii mujhe sab ke saath bethna hai
Haseena: haa to tu beth ja unke saath main akele hi thik hun(annoyed)
After saying this she left to give the order
Sid goes and sits on other table
Haseena comes
Haseena: jaa na ab wahan hi beth yahan kyu aaya hai main akeli beth sakti hoon .
All can listen to them
Sid: tu akeli beth sakti hai par main tujhe akela nahi chod sakti
SamjhiShe smiled.
Haseena: aacha bata tu kaisa hai
Sid : badiya par tere bina bor ho jata hun
Haseena: vo to main bhi ho jati hoon
Food had arrived
Sid : accha hasii tere aur abhi bro ke bich kuch hua hai kya
Haseena: aa..nahi to ,kyu
Sid: to phir tu unhe sir kyu bol rahi hai
Haseena: hum duty pe hain
Sid : nahi hasii kuch gad bad hain
Haseena: kuch nahi hai
Sid: thik hai tujhe meri kasam sach bata
Haseena: sid ye tu ..kasam kyu..di
Sid : dekha main sahi tha kuch hua hua
Haseena: hmm hua hai kuch nahi bhot kuch hogaya hai
Sid: matlab naraj hain kya tu unse
Haseena: nahi naraz nahi hain hum unse
Abhijeet smiles listening to it
All other also smileSid: fir
Haseena: nafrat hai hume unse
Abhijeet becomes sad
Sid:kya, aisa kyu
Haseena tells him everything
Sid: kya matlab wo hi tere real bhai hai
Haseena: hmm
Sid : yaar vishwas nahi ho raha ki itna sab kuch unhone kiya
Haseena: matlab
Sid: matlab ki jabse unse mila hun dekha hai maine ki kaise unhone tujhe pyaar kiya hai tera saath diya teri har wish puri ki kaise wo teri choti se chot pe daar jate the
Haseena: vohi sab ki wajah se to aaj tak unki baat par yakin kiya humne
Sid: par hassi mujhe yakin nahi ho raha ki wo jab ek paraye ko itna pyaar de sakte hain to vo apni sagi(real) behen ke saath galat kaise kar sakte hai
Haseena: kon paraya
Sid: tu
Haseena: matlab
Sid: unhe pehle se thodi pata tha ki tu unki behen hai fir bhi pyaar karte the wo tujhe
Listening to this she goes to deep thinking
Haseena: to sid tu kya bolna chahte hai ki sab meri galti hai
Sid : nahi tu galat nahi hai jab tujhe pata aachanak pata chala tab tera reaction sahi tha par ab tu ek baar sunti se unse baat karke dekh sach kya hai
Haseena: nahi karni unse mujhe koi baat nahi puchna kuch kyunki ab hum unki koi bhi baat par vishwas nahi kar payenge sid (tears were coming from her eyes)
Ab na un par na kisi aur par vishwas kar payenge hum
Tujhe pata hai sid unhone promise kiya tha ki wo humse kabhi jhoot nahi bolenge par kya hua tod diya wada unhone
Bachpan main bhi ye hi hua tha ye hi kiya unhone
Wo kehte hain na history repeats itself
Wohi hua hain bachpan main aur aaj dono bar galat kiya unhone
Kyu...har baar hamare saath hi aisa hote hain sid
Humne to kisi ke saath galat nahi kiya fir kyu bhagwan hume saza de rahe hai
Pata hai tujhe jabse ye hua hai 1 hafte se nind nahi aayi dhang se har baar nightmare aa jata hain aur uss ke baad ghanto nind nahi aati
Aur sar dard roj double hone lag gaya hain
Koi nahi hai hamare saath isliye mumma -papa ko bhot miss karte hain humAbhijeet listens and gets sad
Sid: hasi calm down tabiyat kharab ho jayegi teri
(He wipes her tears)
Chal aab smile karShe puts a fake smile
sid: Ye fake smile mat kar real wali
Haseena: rahne de na sid
Sid: hmm
Thik haiHaseena: thank u
He starts tickling her
Haseena: sid... bas kar... hogaya... pls ye ...galat... hai
Sid: thik hai (He stops ) Ab aaise hi
hasti raheThey start talking randomly
After sometimes sid returns to his team
All of them go back home
Part ends
Word count : 700 words
So guys how was the part
Do vote ,comment and follow
You Can message me for suggestions
Thank you and have a nice day
🙂🙂🙂🙂

YOU ARE READING
Haseena Malik + Abhijeet (Cid)😇
RandomIt's the sangam of cid and madam sir's lead character haseena malik It is mainly based on the relation of haseena malik and cid officer senior inspector abhijeet To know the relation of abhijeet and haseena And this story mainly revolves around a...