Part -7

399 43 14
                                    

Continue from last part

Now Karu di also slept and starts murmuring one thing that Anu bhaiya hume bhul gaye , Anu bhaiya abb humse pyar nahi karte hai. And Kareena heard her but she hear only Anu bhaiya 's name

Kareena : Aiyo lagta hai Kariamma Anu bhaiya ka koi sapna dekh raha hai tabhi toh nind mein woh Anu bhaiya ka naam le raha hai.

Thinking this Kareena also slept

At morning 6 Am

At Singh house

All three siblings wake up

At 6:30 Am

At Singh Mension

Karu di, Kareena di and Anu bhaiya abb ready ho chuke they and now they are doing their breakfast

Kareena ( in mind) : Abb mai Kariamma se puchta ki raat ko woh Anu bhaiya ka kya sapna dekh raha tha.

Kareena : Aiyo Kariamma tum ek mere ko ek batayega kya?

Karishma : Konsi baat Karee ?

Kareena : Yeah baat ki tum raat mein Anu bhaiya ka konsa sapna dekhta joh tum unka naam leta nind mein?

Hearing this Anu bhaiya looks at Karu di and Karu di got shocked.

Karishma ( in mind) : Abb jhooth bolna padega.

Karishma : Haa woh hum , tum aur Anubhav bhaiya amusement park ghumne gaye they humare sapne mein toh hum keh rahe they ki Anu bhaiya ki favorite ride mein chalte hai isliye hum Anu bhaiya ka naam leh rahe they.

Kareena : Ohh

Karishma : Haa .

Karishma( in mind) : Aaj humari bike kharab ho gayi hai hum abhi usko mechanic ko de aayenge lekin wapas sham ko ayenge kaise... Ek kaam karte hai bhaiya se puchte hai ki sham ko woh hume lene aa sakte hai kya?

Karishma : Anubhav bhaiya aaj app humein pick kar lenge kya sham ko ?

Anubhav : Kyu?

Karishma : Darasal woh humari bike kharab ho gayi hai abhi toh hum usko mechanic ko deke phir thane nikal jayenge toh isiliye app hume pick kar lenge kya ?

Anubhav : Thik hai kar lenge

Karishma : Ok bhaiya

At 7:30 am

At Singh Mension

Anu bhaiya left for headquarters, and Karu di left for mechanic and thana.

At 8 am

At Karu di's side

Karu di reached at mechanic.

Karishma : Arre suno ( to mechanic)

Mechanic : Ji madam

Karishma : Yeah humari bike kharab ho gayi hai iska clutch kaam nahi kar raha hai and yeah rukh bhi bhot rahi hai bich bich me chalte chalte.

Mechanic : Ok madam mein abhi check karke bata deta hu

After 5 minutes

After bike checking

Mechanic : Madam problem thodi jyada hai toh thik hone mein thoda time lagega

Karishma : Ohh, kitna time lagega?

Mechanic : Madam shyd se 1 hapta kyunki abhi mujhe 3 din ke liye bhahar jana hai and isko bhi pura khol ke check karna padega isiliye 1 hapta lag sakta hai

Rishta Tera Mera ( Anushma) Where stories live. Discover now