Part -8 ( Bonus)

374 50 7
                                    

Continue from last part

Now,

The call ends

Karishma ( in mind) : App toh hume bhul gaye bhaiya magar shyd Kareena ko hum aaj bhi yaad hai kitni fikra karti hai woh humari aaj se kuch time pehle aap bhi ese hi they baat baat per humari fikra karte  they humse pyar karte they humare sath time spend karte they lekin abb app completely hume bhul chuke ho and humse pyar bhi nhi karte ho abb, abb toh hume esa lagne laga hai ki kal ko agar hum mar bhi gaye toh bhi apko koi fark nahi padega. Khair hume naa sahi baki sab ko toh apka pyar aur sath mil raha hai.

And she starts crying again and the and she did her dinner crying and the whole night passes away like this.

Next Day

At morning 7am

At Mahila Police Thana

Cheeta enters in the thana and sees Karishma reading a file on her table. And he move towards her.

Cheeta : Jai Hind Karishma Madam

Karishma : Jai Hind Cheete

Cheeta : Karishma madam apki eyes itni red kyu hai? ( because her eyes are red because she crying whole night and couldn't sleep ).

Karishma : Woh actually humari aankh mein kuch chala gaya tha toh isliye red hai.

Cheeta : Ohh, ok waise madam app abhi thode time ke liye ghar jaa sakti hai kyunki abhi dedh ghanta bacha hai apki duty start hone mein.

Karishma ( in mind) : Ghar toh hum tab tak nahi jayenge jab tak Anu bhaiya khud aake hume na le jaye. Hume ghar jana hai toh sirf Anu bhaiya ke sath me hi jana hai warna nahi jana ghar hume Kareena ko bhi hum thane milne bula lenge jab bhi maan karega .

Karishma : Nahi Cheete hum abhi ghar nahi jayenge.

CC : Kyu madam?

Karishma : Woh isliye kyunki abhi Kareena aur Anubhav Sir kahi bahar gaye hue hai toh hum akele jaake kya karenge.

CC : Ohh, madam apne nasta kar liya kya?

Karishma : Nahi woh hum bas abhi karne hi wale they.

CC : Accha, madam aap yaha hi rukhyea hum uu Badnaam ko bolke apke liye chai aur nasta mangwate hai.

Karishma : Thik hai Cheete

Then CC calls Badnaam and orders him chai and breakfast for Karu di
and Badnaam came and Karu di did her tea and breakfast.

Cheete : Madam app ek kaam kijiye abb fresh ho jayea phir thodi der aaram kar lena.

Karishma : Hum subah hi fresh ho gaye they Cheete and humne aaram bhi kar liya hai

CC : Ok madam

At that time SS and PS also entered in thana

SS : Jai Hind Madam

PS : Jai Hind Madam , madam yeah apki eyes ko kya hua hai?

Karishma : Jai Hind Santu and Pushpa Ji, Pushpa ji woh humari aankh mein kuch chala gaya tha toh issi wajah se laal hai.

PS : Ohh

At 8: 00 am

Anuseena enters in thana

All : Jai Hind Sir and Haseena madam

Anuseena : Jai Hind everyone

HM : Karishma Singh apki aank itni laal kyu hai?

Karishma :Woh humari aankh mein kuch chala gaya tha toh woh laal ho gayi.

HM : Ohh , accha

Karishma : Ji madam

Then Karu di starts looking at Anu bhaiya .

Anubhav : App ese kya dekh rahi hai Karishma Singh kuch puchna hai kya apko.

Hearing this Karu di felt bad because she was looking at him because she thinks that he ask about her eyes or may be says that no she is saying lying.

Karishma : Nahi Anu bhaiya, sorry Anubhav Sir hume kuch nahi puchna

Anubhav : Toh phir app humari taraf kyu dekh rahi thi?

Karishma : Sir hum apko nahi apke piche joh diwar hai uspe joh photo lagi hui hai usko dekh rahe hai.

Anubhav : Ohh achha

Karishma : Apko dekhne wale hum hote kon hai ( murmurs slowly ).

Anubhav : Kuch kaha kya apne Karishma Singh

Karishma : Nahi Sir humne toh kuch nahi kaha. Waise Sir app yaha itni subha?

Anubhav : Accha thik hai, woh hum yaha Haseena ji ko chodne aaye they .

Karishma : Ohh

HM : Abb app sab ka ho gaya ho toh kuch kaam bhi kar lijiye

All( except Anu bhaiya) : Ji madam

HM : And Anu app bhi headquarters nikaliye warna apko late ho jayega.

Anubhav : Ji Haseena ji, abb hum chalte hai

All : Jai Hind Sir

Anubhav : Jai Hind

HM : Bye Anu

Anubhav : Bye Haseena ji

Karishma : Bye bhaiya

Anubhav : Bhaiya nahin Sir Karishma Singh.

Hearing this Karu di felt bad. And Anu bhaiya leaves.

Tata bye bye

Do vote and comment

And part kaisa laga batana jarur and agar koi idea ho yaa suggestion ho toh woh bhi batana.

Milte hai next part ke sath tab tak ke tata bye bye everyone.

Rishta Tera Mera ( Anushma) Onde as histórias ganham vida. Descobre agora