CHAPTER#13

45 11 2
                                    

Khawar kafi dair tk wahin zameen pr lait Kar ro Raha thaw...... Khawar ki Ankhein Rony ki wajah sy aur dukh sy laal hochuki thin...... Uska Pura chest laal hochuka thaw...... Aur usko body pr jagah jagah wounds aye huye thy...... Khawar BHT mushkil sy zameen sy uth'ta hai....... Aur apny tooty huye khilono ki tarf jaa Kar usko apny haathon main leta hai aur RO Raha thaw.......
Khawar: Babaaaaa.....😭💔 Ap k sary kharidy huye toys Ashar NY Tod diye Baba......😭💔 Mery sary favourite toys Tod diye.......😭💔 Mera Spiderman.......😭💔 Ahhhhhhhhhhhh......😭💔 Baba......😭💔 Mujhy Nahi rehna yahan......😭💔 Mujhy apny Pas bula lein Baba......😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Khawar apny tooty huye khilono KO apny haathon main Lekar apny Ghar Chala jata hai aur Warda Khawar k any Ka intezar Kar rahi thi...... Khawar apny Ghar jaa Kar apni mama k Pas jata hai......
Khawar: Mamaaaaaaaaaaa.....😭💔 Mamaaaaaaaaaaa........😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Humaira bhagty huye Khawar k Pas ati hai aur us sy puchti hai.......
Humaira: Kiya hua hai Beta..... Tum itny zakhmi halat main kaisy ho...... Kisny mara hai tumhein...... Mujhy btao beta..... Kiya hua...... (Worried 😟)
Khawar roty huye apni mama ko hug 🤗🫂 kar leta Hai aur hichkiyan lety huye btata hai......
Khawar: Mamaaaaaaaaaaa.......😭💔 W......wo......woh A.....as......ashar hai na......😭💔 Usny M.......mu......mujhy BHT m......ma.....mara h......ha......hai Mamaaaaaaaaaaa........😭💔 M......ma.......main W......war......war........warda k Ghar Us.......us......usk sath k......kh......khelny jaa Raha thaw a.....ap.......apny toys ly Kar......😭💔 L.......le.......lekin Ashar NY M.......mu.......mujhy r........ra.......raa.......raasty m......ma.......mai......main Bina w.......wa......wajah k BHT mara hai...... 😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Humaira: Kahan rehta hai yeh Ashar..... Aur Bina wajah k kaisy maar skta hai tumhein..... Main jaa Kar isk parents sy BT karti Hun......
Khawar: Nahi mama.......😭💔 Ap Usk Ghar Nahi jayein GI......😭💔 Woh BHT bury log Hain mama.....😭💔 Usny Mera Spiderman bhi phaad Diya mama.....😭💔 Aur mery sary toys bhi Tod diye......😭💔 Mery toys main sy BHT sary toys apny sath Ghar ly Gaya mama.......😭💔 Aur Mujhy BHT mara Mama......😭💔 Mujhy BHT dard horaha hai.......😭💔 Mama......😭💔 Usk Baba NY bhi Mujhy BHT mara hai mama......😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Yeh sun Kar Humaira KO BHT ghussa Ata hai...... Aur Woh Khawar sy kahti hai......
Humaira: Mujhy jaldi Btao k uska Ghar Kahan hai....... Yeh toh BHT badtameez ladka hai..... Us din bhi tumhein aur Warda KO mara hai aur AJ phr sy mara hai..... Kyun..... Kheriat toh hai......
Khawar: Mama.....😭💔 Ap unk Ghar Nahi jayein gi......😭💔 Ham yahan Nahi rahein Gy.....😭💔 Mama.....😭💔 Ham yahan sy dur chaly Jayein Gy.........😭💔 Jahan yeh SB na hon sirf ap aur main rahein Gy mama......😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Humaira: Tum rou Nahi Beta..... Mera Dil phat Raha hai tumhein is tarha rota Dekh Kar...... Main tumhein is tarha sy Nahi Dekh skti Hun......
Khawar: Mama Mera chest aur meri body BHT dard Kar Rahi Hai.......😭💔 (Crying loudly 😭💔)
Humaira: Ao mery sath beta..... Tum Aram Karo main tumhein check karti Hun........ aur tumhary wounds pr ointment laga deti Hun......
Humaira Khawar KO apny room main ly jaa Kar uski shirt 👕 utar Kar Usk wounds dekhny lag jati hai...... Aur us k wounds pr ointment laga deti hai.......
Humaira: Tum yahin laity raho...... Main tumhary liye haldi wala dudh ly Kar ati Hun......
Khawar: Mama..... Mujhy Warda k Pas Jana Hai...... Woh Mera wait Kar rahi hogi......
Humaira: Beta...... Tum Aram Karo..... Warda k Pas bad main chaly Jana..... Tumhari Tabiat thk Nahi hai.......
Khawar: Mama Woh mujhsy naraz hojayegi...... Abhi bhi hogayi thi Mujhsy naraz...... Aur phr Woh RO rahi hogi..... Main JB us sy milny Nahi jata toh Woh Mera intezar karty huye roti hai......
Yeh sun Kar Humaira smile 😊 pass karti hai aur Kahti hai.....
Humaira: Is bar Nahi hogi naraz......
Khawar: Lekin kaisy Mama?
Humaira: Is bar tum bemar Hona...... Toh Woh tumhein is tarha dekhygi toh Woh naraz Nahi ho PAYEGI.......
Khawar: Sach Mama?
Humaira: Bilkul sach......
Khawar smile 😊 karta hai toh Humaira kahti hai.......
Humaira: Tum yahin rest Karo..... Main tumhary liye dudh ly Kar ati Hun......
Humaira kitchen main Khawar k liye dudh leny chali jati hai...... Aur Khawar apny upr blanket Dal Kar lait jata hai aur apni Aankhein band kar leta hai...... Humaira Khawar KO painkiller Dy Kar aur dudh pila Kar sula 😴💤 Deti hai........
Thodi dair bad Warda Khawar k Ghar ati hai aur Khawar KO awazein deny lag jati hai......
Warda: Khawar....... Khawar....... Kahan ho tum.....
Humaira Warda ki awaz sun Kar bahir ati hai..... Toh dekhti hai k Warda apny haathon main toys Lekar khadi hui thi......
Humaira: Warda beta tum..... Andr AA jao.....
Warda Humaira k Pas ati hai aur Kahti hai.....
Warda: Aunty Khawar Kahan hai...... Main KB sy uska intezar Kar rahi Hun Woh Mujhy 5mint main wapis any Ka bol Kar Gaya thaw......
Humaira: Beta Khawar andr room main so 😴💤 Raha hai.......
Warda: So Raha hai? Lekin ham toh khelny waly thy aunty......
Humaira: Han beta...... Lekin usko Ashar aur Usk Baba NY BHT Ziada mara hai.......
Yeh sun Kar Warda KO BHT Bura Lagta hai aur Woh Khawar k Pas bhag Kar jati hai........ Aur room main enter hojati hai.......
Aur Khawar ki tarf Dekhti hai toh Khawar bed 🛏️ pr so 😴💤 Raha hota Hai...... Warda bhag Kar Khawar k Pas jaa Kar Beth jati hai...... Khawar NY khud KO apni neck tk blanket main chupaya hua thaw.......
Warda Khawar k sath Beth Kar kafi dair tk Usk uth'ny Ka intezar Kar rahi thi....... Lekin Khawar BHT gehri neend 😴💤 so raha thaw....... Warda Khawar KO hug 🤗🫂 Kar leti hai aur usk chest pr apna sar Rakh leti hai........
Khawar k chest pr BHT Ziada wounds thy...... Aur jaisy hi Warda NY apna sar Khawar k chest pr Rakha uski neend 😴💤 takleef ki wajah sy toot gayi thi.......
Khawar: Ahhhhhhhhhhhh...... Hhhhhhhhhhhhhhh..... (In severe pain 😖💔)
Warda Khawar KO phr bhi hug 🤗🫂 Kar k Usk upr Laiti hui thi......
Khawar apni ankhein kholta Hai toh dekhta hai k Warda Usk upr hug 🤗🫂 kiye huye laiti hui hai....... Khawar shocked 😳 hojata hai aur Kahta Hai......
Khawar: Warda tum...... Yahan....... (Shocked 😳)
Warda: 😭💔
Warda ro rahi thi....... Khawar Warda k koi bhi response na deny pr phr Kahta Hai......
Khawar: Sorry 😔 Warda....... Main tumhary Pas hi AA Raha thaw...... Lekin Woh Ashar hai na...... Usny aur Usk Baba NY Mujhy BHT mara hai.......
Warda Khawar sy hug 🤗🫂 break karti hai aur apny ansu'oon KO saaf Kark Beth jati hai.......
Khawar bhi beth jata hai...... Aur Warda KO justification deny lag Jata hai.......
Khawar: Sorry 😔 Warda...... Main tumhary liye apny sary favourite toys laa Raha Thaw........ Lekin Ashar NY mery toys Tod diye aur bht sy toys pr kabza Kar Diya......
Warda Khawar k Kisi bhi BT Ka Jawab Nahi deti hai aur Sirf uski batein sun rahi hoti hai........ Khawar KO Lagta Hai k Warda us sy naraz hogayi hai.......
Khawar apni shirt 👕 utar Kar Warda KO apny zakhm dekhany lag Jata hai.......
Khawar: Warda yeh Dekho......😭💔 Mujhy Ashar aur Usk Baba sy sach main BHT mara hai......😭💔 Main jhoot Nahi bol Raha Hun.......😭💔 (Crying 🥹💔)
Warda Khawar ki tarf Dekhti hai toh Khawar Ka Pura chest aur Usk shoulders BHT Ziada zakhmi thy.......
Khawar Ka complexion BHT Ziada white thaw....... Toh Usk zakhm bhi BHT Ziada waziya (Visible) thy......
Warda: Main us Ashar k Pas jaa rahi Hun aur main uska Mooh Tod Kar Aungi.....😡🔥 Aur Usk Baap Ka bhi.......😡🔥 Aur un dono k tooty huye Mooh tumhary haath main rakhungi.......😡🔥 Usny tumhein kyunnnn mara......😡🔥 Kyunnnnn.....😡🔥 Main bhi usko marungiiiiii.....😡🔥 (In full anger 😡🔥)
Warda uth Kar bhagny lagti hai...... Lekin Khawar tezi k sath bed 🛏️ sy utarta hai aur usko pakad leta hai.........
Khawar: Nahi Warda.....😭💔 Tum wahan Nahi jaogi......😭💔 Woh BHT bury log Hain......😭💔 Tum thk kahti ho k uska baap aik ghattiya insaan hai.....😭💔 Aur Woh aur Usk Ghar waly bhi.......😭💔 Tum usko Kuch Nahi karogi.......😭💔 Tum Nahi jaogi Usk Pas......😭💔 (Crying 😭💔)
Warda: Toh phr Woh tumhein Marta kyun Hai.......😡🔥 Main bhi marungiiiiii uskoooo.....😡🔥 (In full Anger 😡🔥)
Warda BHT Ziada Ghussy main thi aur Khawar sy apna haath chudwa rahi thi...... Lekin Khawar NY Warda KO BHT mazbooti k sath pakda hua thaw.......
Warda: Chodo Mujhyyyyy......😡🔥 Main us sy BADLA lungi.......😡🔥 Tumhein kyun Marta hai Woh......😡🔥 (Shout loudly in full Anger 😡🔥)
Khawar: Tum ghussa mat Karo...... (Very much politely and lovingly 🥰😘😍)
Warda Khawar k chest pr zor sy punch 👊 karti hai toh Khawar dard ki wajah sy chilla pad ta Hai....... Aur Warda KO aik dam sy chod deta hai......
Khawar: Ahhhhhhhhhhhh....... Hhhhhhhhhhhhhhh......... (Shout in severe pain  😖💔)
Khawar apny chest pr haath Rakh leta hai aur Uski Ankhon sy dard ki wajah sy aansu behny lag jaty Hain.......
Aur Woh zameen pr Beth jata hai...... Warda tezi k sath Khawar k Pas ati aur us k sath Beth jati hai aur kahti hai......
Warda: Sorryyyyyy..... Sorryyyyyy...... Khawar....... Ghalti sy lag Gaya Khawar....... Sorryyyyyy......
Khawar apna sar tezi k sath negatively hilata hai.......
Aur Uski ankhon sy aansu beh rahy thy...... Warda Khawar k ansu'oon KO saaf Karny lag jati hai......... aur Khawar k haath KO Usk chest pr sy hatany lagti hai....... Lekin Khawar bar bar apna haath apny chest pr Rakh Raha thaw.........
Warda: Main NY jan bujh Kar Nahi Kiya Khawar...... Please Mujhy maff kardo.......
Khawar: It's okeeeh...... Warda...... PLEASE Sorry 😔 Mt Kaho....... Ahhhhhhhhhhhh...... (In severe pain 😖💔)
Warda Khawar KO khada kark bed 🛏️ pr laita deti hai....... Khawar dard ki wajah sy BHT tadap Raha thaw........ Khawar NY apny dono Haathon KO apny chest pr Rakha hua thaw.......
Warda: APNY haath hatao Khawar......
Khawar: Mujhy BHT dard horaha hai Warda...... (In severe pain 😣💔)
Warda Khawar k haathon KO zaberdasti Usk chest sy hatati hai....... Khawar Ka full chest us sy bhi Ziada red hochuka thaw........ Warda Khawar k chest KO halka halka rub karny Lagti hai.......
Khawar: Ahhhhhhhhhhhh......😣💔 Wardaaa.....😖💔 Mujhy BHT dard horaha hai........😣💔 (In severe pain 😖💔)
Khawar Warda k haathon KO bar bar apny chest sy hatata hai........ Lekin Warda Khawar k haathon KO peechy hatati hai aur continuously Khawar k Chest KO halka halka rub karti hai....... Warda k rub karny sy Khawar KO pain main BHT relief feel hony Lagta hai.......... Kafi dair tk Warda Khawar k chest KO rub karti hai......... Khawar BHT gehri neend 😴💤 main doob jata hai........
Warda Khawar k upr blanket Dal Kar apny Ghar chali jati hai........
Isi tarha Kuch din aur guzarty Hain...... Warda daily Khawar ki Tabiat puchny aur usko dekhny Khawar k Ghar Aya karti thi...... Aur ghanton ghanton Usk sath Betha karti thi aur Usk sath baatein karti thi....... Khawar NY aik hafta BHT weakly guzara thaw....... Is hafty main Humaira Khawar Ka admission usi school 🏫 main Kar ti hai Jis school 🏫 main Warda padti hai...... ab Khawar aur Warda classmates bhi ban Chuky thy.......
Aik hafty baad Khawar Warda k Ghar apna Tablet ly Kar jata Hai....... Aur seedha Warda k room main enter hota Hai....... Warda Khawar KO Dekh Kar BHT Khush Hoti hai aur Excitement main usko hug 🤗🫂 Kar leti hai........
Warda: Khawar....... Tum AA Gaye......
Khawar: Nahi abhi rasty main Hun......
Khawar hansty huye Kahta Hai........ Warda Khawar sy hug 🤗🫂 break karleti hai aur kahti hai.......
Warda: Tum Mera mazak uda rahy ho?
Khawar: Nahi toh...... Yeh Dekho main apna tablet ly Kar Aya Hun tumhein dekhany......
Warda: Wowwwww! Khawar yeh toh BHT Ziada pyara hai...... Yeh Tumhara Hai?
Khawar: Han....... Lekin abhi tk Mera thaw........ Ab ham dono Ka Hai......
Yeh sun Kar Warda BHT Ziada Khush hojati hai aur Khushi sy pagal hojati hai aur Kahti hai.......
Warda: Tum Mujhy yeh dogy khelny k liye?
Khawar: Han..... Main tumhein dunga...... Tum MERI dost ho na toh main apni Har cheez tum sy share karunga.......
Warda: Thank you Khawar......
Khawar: Main tumhein game laga Kar deta Hun...... Phr tum khelna thk hai......
Khawar Warda KO game laga Kar deta hai aur usko samjhata hai aur Kahta Hai.......
Khawar: Yeh lo Warda...... Tum Mujhy target do...... High score bnao...... Phr main tumhein dunga......
Warda: Han thk hai...... Tum MERI help Karo game khelny Main......
Khawar: Achaw thk hai main tumhari help karta Hun......
Khawar Warda k sath couch 🛋️ pr Beth jata hai aur Usk haathon main tablet Deta hai...... Aur Usko game khelny main help karta hai......
Warda BHT Ziada enjoy Kar rahi thi aur BHT Ziada Khush thi...... Thodi dair main Humaira ati hai aur Khawar sy kahti hai........
Humaira: Khawar Beta...... Chalo Ghar Nahi Jana tum ny.......
Khawar: Jee mama...... Main aa Raha Hun......
Khawar uth Kar jany Lagta hai...... Lekin Warda uska haath pakad Kar Humaira sy kahti Hai.......
Warda: Aunty...... Please....... Khawar KO yahin rehny dein...... Ham khel rahy Hain...... Khawar please tum mat jao.......
Warda Khawar aur Humaira KO request bhari nazron sy Dekh rahi thi....... Khawar Warda KO Dekh Raha thaw........
Humaira: Beta Khawar NY apna homework complete Karna hai na...... Aur Warda beta tum ny apna homework complete Kiya hai?
Warda: Aunty....... Ham mil Kar homework complete karlein Gy...... Ap please Khawar KO Mt ly Kar jayein....... Please Aunty........
Humaira: Achaw thk hai...... Lekin main sirf adha ghanta tum dono KO khelny Ka time deti Hun....... Usk bad tum dono NY apna homework complete Karna hai........ Usk bad hi tum dono khelo gy.......
Yeh sun Kar Warda aur Khawar dono agree karty Hain........
Khawar/Warda: thk hai Aunty/Mama......
Humaira Farah k Pas jaa Kar Beth jati hai aur gap shap lagany lag jati hai........ Is aik hafty main Humaira aur Farah ki BHT BHT achi aur strong bonding ban chuki thi........ Khawar aur Warda enjoy Karty Hain....... Farah aur Humaira Khawar aur Warda KO is tarha Khush aur fresh Dekh Kar BHT Ziada Khush Hoti Hai......
Adhay ghanty bad Warda Khawar aur Humaira k sath unk Ghar apna school 🎒 ly Kar jati hai...... Warda Khawar k sath mil Kar apna homework complete karny lag jati hai........
Warda Khawar k room main Usk sath bethi hui thi aur apna homework complete Kar rahi thi.........
Khawar Almost apna homework complete Kar chuka thaw...... Khawar Warda ki tarf dekhta hai toh Warda Ka haath Ziada written work karny ki wajah sy BHT Ziada kanmp Raha thaw aur Usk haath sy baar baar pencil ✍️✏️ gir rahi thi......
Khawar: Warda? Kiya horaha hai?
Khawar Warda k kanmpty huye haath KO dekhty huye Puch Raha thaw.........
Warda: Khawar....... Mera haath BHT Ziada kanmp Raha hai....... Main Nahi likh Paa Rahi Hun...... Dard horaha hai BHT.......
Khawar: Tum ny apni medicines li Hain?
Warda: Han main NY li thin...... Lekin Mera haath phr bhi thk Nahi hota Hai....... Main ziada Kam Nahi Kar skti Hun apny haath sy....... Meri position bhi isi wajah sy affect hojati hai Khawar.......
Khawar Warda ki yeh bt sun Kar BHT khafa hojata hai.......
Khawar Warda sy Kahta Hai......
Khawar: Warda...... Tum idhr mery Pas ao...... Main tumhara haath ✍️ pakad Kar tumhein homework complete Karwata Hun.......
Warda: Lekin tum kis tarha sy complete karwao Gy...... Tumhara apna homework bhi toh hai na......
Khawar: Main NY apna homework complete Kar liya hai...... Tum mery Pas ao.......
Warda Uth Kar Khawar k Pas jati hai aur us k kareeb hokar Beth jati hai...... Khawar Warda Ka haath ✍️ pakad Kar usko homework complete Karwa ta Hai.......
Thodi dair main Khawar Warda Ka haath ✍️ pakad Kar uska homework complete Kar WA Deta hai.......
Khawar: Lo..... Hogaya complete...... Khush.....
Warda: Han..... BHT Ziada...... Thank you Khawar......
Khawar: Tumhary haath main dard horaha Hai?
Warda apna sar positively hilati hai....... Toh Khawar Warda ka right hand dabany lag jata hai aur Uska Pura bazu shoulder sy Lekar Usk haath tk dabata rehta hai....... Kafi time tk Woh Warda k bazu KO dabata hai........ Warda k pain main ab BHT relief aa chuka thaw......
Warda: Khawar...... Ab thk hai...... Bs aur Mt dabao.......
Khawar: Pakka?
Warda: Han Pakka......
Khawar: Achaw thk hai....... Main tumhari books 📚 aur notebook 📓 bag 🎒 main Dal Deta hun tum mery bed 🛏️ pr jaa Kar rest karlo......
Warda: Nahi main thk Hun..... Ab dard Nahi horaha Hai.......
Khawar: Main NY Kaha naw..... Tum jao aur lait jao......
Warda Khawar sy agar apny sary nakhry uthwati hai toh uski BT bhi manti Hai...... Warda Khawar k bed 🛏️ pr jaa Kar lait jati hai....... Khawar Warda ki sari books 📚📖 notebook 📓 aur pencil ✏️ pouch 👝 main Rakh Kar Sara Saman set Kark Warda k bag 🎒 main Dal Deta hai aur bag 🎒 Rakh Kar Warda k Pas Ata hai...... Warda thak Kar so chuki thi....... Khawar Usk upr blanket Dal Kar room ki light off kardeta hai aur room Ka door 🚪 band kardeta hai aur room sy bahir chala jata Hai........

TO BE CONTINUED

🥀🦋𝐊𝐎𝐈 𝐍𝐀𝐇𝐈 𝐀𝐏𝐍𝐀🍃🕊️Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ