CHAPTER#15

52 10 6
                                    

Next Day

Khawar aur Warda mil Kar khel rahy thy...... Warda Khawar sy kahti hai......
Warda: Khawar Chalo hum kite 🪁 bna Kar udaty Hain......
Khawar: Lekin Mujhy toh kite 🪁 bna na aur udana Nahi ata.......
Warda: Nahiiiiii..... Khawar..... Mujhy kite 🪁 bna na aur udana bhi Hai......
Warda Khawar sy apni Har zidd manwana chahti Hai...... Aur Khawar Warda ki Har BT Har khwahish aur Har zidd Puri karta Hai.......
Khawar Kuch sochny lag Jata hai aur phr kahta hai......
Khawar: Achaw aik mint..... Mery pas aik idea hai...... Main apny tablet main kite 🪁 bnany aur udany Ka Tariqa dekhta Hun thk hai.......
Warda: Han tum jaldi sy Dekho......
Khawar apna tablet uthata hai aur search 🔎 karny lag Jata hai....... Warda Khawar k tablet pr apna sar jhuka Kar Dekh rahi thi...... Jiski wajah sy Khawar KO Kuch bhi nazar Nahi aa Raha thaw...... Khawar Warda Ka sar thoda SA peechy karta hai...... Lekin Warda phr sy tablet ki screen pr apna sar jhuka leti hai......
Khawar: Warda..... Apna sar Hatao.... Mujhy Kuch bhi nazar Nahi aa Raha hai......
Warda: Achaw sorry 😔 ab tum Dekho......
Warda Khawar k sath AA Kar Beth jati hai....... aur Usk bazu KO apny dono bazu'oon main lock 🔒 kark Usk shoulder pr apna sar Rakh Kar kite 🪁 bnany aur udany ki video dekhny lag jati hai...... Khawar aur Warda kite 🪁 bna na start Kar dety Hain...... Thodi dair main Khawar aur Warda kite 🪁 ready Kar dety hain..... Aur Uspr bada bada likhty Hain........
"KHAWAR ♥️ WARDA
BEST FRIENDS FOREVER"
Khawar: Ready hogaya....... Chalo upr kite 🪁 udaty Hain.....
Warda: Han jaldi chalo...... Yeyeeeeeeee..... 🎉🎊
Khawar aur Warda upr chaly jaty Hain...... Warda Khawar k liye kite 🪁 pakadti hai aur Khawar kite 🪁 udany lag Jata Hai...... Thodi hi dair main kite 🪁 kafi unchayi pr udny lag Jata hai......
Warda: Yeyeeeeeeee...... 🎉🎊 Kite 🪁 urh Raha hai...... (Excited 🎉🎊)
Warda kite 🪁 KO udta Dekh Kar Khushi sy jumping karny lagti hai.......
Khawar: Aao Warda pakdo dour.....🧵  Tum bhi udao Aao.....
Warda Khawar k Pas jati hai toh Khawar Warda k haath main dour 🧵 Dy Deta Hai.......
Khawar: Khayal sy udana haath Ka khayal rakhna cut na aa jayein haathon main......
Warda KO udana Nahi ata toh Woh dour 🧵 ko idhr udhar karny lag jati hai......... aur kite 🪁 Ka balance kharab hony lag Jata hai.......
Khawar: Aisy Nahi...... Aisy Nahi...... Isko kheencho apni tarf aur gol gol ghumao.......
Warda: Nahi horaha hai Khawar...... Please help kro.....
Khawar: okay......
Khawar Warda k Pas jaa Kar Usk haathon KO apny haathon main pakad Kar kite 🪁 Ka balance thk karta hai........
Khawar Warda k sath usi position main kite 🪁 uda Raha thaw....... Thodi dair tk Khawar aur Warda kite 🪁 udaty Hain...... Ashar unko apni terrace sy patang 🪁 udaty Dekh leta hai........ aur foran sy patang 🪁 kharid Kar Lata hai......... aur udany lag Jata hai........
Ashar to himself: Wowww! Yeh patang 🪁 toh BHT khubsoorat hai...... yeh toh ab Mera hogaya......... ab Dekh tujhy toh main AJ sabaq seekhaun GA...... Tera patang 🪁 ab Mera hoga....... Ahahahaw.......
Ashar tezi k sath apna patang 🪁 Khawar aur Warda k patang 🪁 k gird ghooma ta hai aur unka patang 🪁 kaatny lag Jata hai......
Warda Ashar KO Dekh leti hai...... Khawar apny patang 🪁 KO khenchny lag jata hai.....
Warda to Khawar: Khawaaaar........ Woh Dekho yeh patang 🪁 Ashar Ka hai.......... Woh Dekho Woh dur Ashar khada hua hai......... aur wahi hamara patang 🪁 kaat Raha Hai......
Khawar Ashar ki tarf dekhta hai........ toh waqaie Ashar hi uska patang 🪁 kaat Raha thaw......
Warda: Oyeeeeeeeeee! Chod hamara patang........ 🪁 (Shout loudly in full Anger 😡🔥)
Ashar ishara karta hai k ab yeh Mera patang 🪁 hai aur ab yeh Mera hogaya Hai.......
Warda to Khawar: Yeh toh tumhari Har cheez pr kabza Kar ta hai Khawar....... Isny tumhari Har cheez pr kabza Kiya hai........ ab is patang 🪁 pr bhi Kar Raha Hai........
Khawar: Yeh patang 🪁 mery liye BHT qeemti hai........ Kyunki ismain tumhara naam likha hai mery naam k sath..... Isko main Kisi bhi soorat usko Nahi dunga chahy AJ Kuch bhi hojaye......
Ashar zor sy dour 🧵 khenchta hai aur Khawar Ka patang 🪁 cut jata hai....... aur Ashar usko apny patang 🪁 k sath utar Kar kabza Kar leta hai......
Khawar: Ayeeeeeeeeeeeeeee! (Shout loudly in full rage 😡🔥)
Khawar bhagty huye terrace ki stairs 📶 sy utarta hai......... aur tezi k sath Ghussy main Ghar sy bahir nikal jata hai......... aur Ashar k Ghar ki tarf bhagta hai.......
Warda NY Khawar ko pehli baar Itny Ghussy main aur teesh main Dekha thaw...... Warda BHT Ziada ghabra jati hai......Warda ghabraty huye ahista ahista stairs 📶 sy utarti hai........ aur Khawar Ka wait karti Hai....... Kafi dair hojati hai lekin Khawar Wapis Nahi Ata hai...... Warda ka Dil zor zor sy dhadakny lag Jata hai........ Woh dari hui bethi thi...... Aur us ka right hand kanmpny lag Jata hai.......

🥀🦋𝐊𝐎𝐈 𝐍𝐀𝐇𝐈 𝐀𝐏𝐍𝐀🍃🕊️Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ