Episode 18 mission succesfull

125 12 3
                                    

And it falls on her but someone push her and it falls on that girl arm

It started bleeding badly

And the girl was haseena

Everyone are shocked

Usko foran hospital lekar gaye

Karishma is worried + angry and staring her deadly

Haseena dont dare to look at her

Principle also came

And ask miss haseena kaisi hain app

Haseena said bilkul theek hoon mam dont worry

Karishma said bas marna ki hi kasar rehgae thi warna apka school na koi qasar to chori nahi thi

Mam said i know im really very sorry and mein ajj hi ussa theek karwa loongi

Karishma said ab ka faida unko to itni chot laggaye na aik to miss haseena kobhi mahan banna hota hai harwaqt and aik to apka school ki koi maintenence nahi hai . Aghar kuch jyada jojata to appna socha hai ka hota

Haseena said karishma singh easy hojaya . Kuch hua to nahi na

Karishma said apto chup hi kijiya apka liya to goli lagna bhi kuch nahi hota

Miss anum ask app dono aisa keyun baat karraha ho jaisa aik dusra ko salpn sa janta ho andyeh goli kahan sa agaye ????

Kareena realise

Karishma said hum bas waisa hi general baat karraha tha ka inka loya goli lagna bhi bari nahi HOGI

Miss konain said ohhhhhh .

Mam said mein akj hi aisi sari cheezain sahi karwati hoon and haseena jabtak app puri tarhan sa theek nahi hojati app rest kijiya

Haseena about to say something

Karishma give a deadly glare

She become quiet

Everyone laugh silently

After sometime karishma haseena ko ghar leka gaye

And take good care of her and gussa bhi bohot kiya

After 4 weeks woh kafi theek hogaye ab bas choti si hi choot thi

Usna school ana start kiya

And for independence day dsp of mumbau and dsp and mpt team aye school kuch disciussion and tayariyan dekhna because woh parson tha

Everyone is in ground

Miss konain ask apki madam sir nahi aye mainna suna hai ka lucknow mein bohot famous hain . Har case jazzbat sa solve karti hain bohot polite mature and sensible hain . And wahan ki SI ulat hain bhaukal mashoor hai unka and shayad koi dialouge bhi hai

Santu said aisa kantal lagaungi ka muh to aik hi baat nikla gi daroga jee dekha bohot par tumsa nahi dekha

Miss anum said haan lekin dono ki dosti ki misalain di jati hain and sab unko bohot manta hain

Kareena is smiling

DSP said woh actually aik mission mein mashroof hain

Miss sheeba said unsa milna ka bohot dil tha

Miss shalini said haan

Kareena look at eachother and smile

So at indepence day

Students and teachers are giving speeches tablose and songs wagera

Miss ashifa miss karisnma miss anum and konain came to haseena

Kareena Forever Friendship , Misunderstanding And LoveWhere stories live. Discover now