Haseena enter kisi ko nahi pata tha woh ana wali hai
Malik furqan is sitting in hall sofa reading a file
Haseena enter and said baba
Malik furqan look at her and become happy and hug her and ask tum kab aye bataya keyun nahi
Haseena said aghar batadeti ro surprise kaisa hota ???
Malik furqan ask mission hogaya accha sa
Haseena said jee baba sab sahi sa hogaya
Malik furqan said im proud of you
Haseena smile
Sayeeda come and said bas yehhi kehkeh ka apna isko bigara hai
Haseena said hogaye app start nahi matlab beti itna din baad aye hai yeh nahi ka ussa millein haal pouch lein bas ata hi start hogaye
Then alia , rahilla , rameen , irha and rayan come
Alia meet haseena bohot accha sa pyaar sa
Haseena said chalo sab ka dil to patthar ka nahi hain
Alia ask matlab ???
Haseena said matlab dekhlein app kaisa milein mujhsa meri fikr hai apko aur aik yeh hain ( point toward sayeeda )
Rameen ask keyun inhonna kya kiya ???
Haseena said karna kya hai puri duniya mujhe izzat deti hai manti hai . Pura khandaan mujhe izzat deta hai aur aik yeh hai jinko apni beti ki koi kadar hi nahi
Sayeeda said to kadar tab karungi jab koi dhang ka kaam karogi
Haseena said nahi to aur kya karun pura khaandaan mein meri parhai sabsa zyada hai hamara khaandaan ki pehli larki police wali hoon sab izzat karta hain
Alia said baat to sahi hai waisa meri bacchi pa mujhe to bohot fakhar hai
Haseena said aik app hain aur aik yeh mujhe kabhi kabhi shaq hota hai ka kya mujhe adopt kiya tha
Sayeeda said adopt karti to koi accha piece karti na tum jaisi thori karti
Malik furqan control his laugh
Rameen irha and rayan laugh little
Haseena ask tum teenon ko kuch zyada hassi nahi arahi ???
Irha said easy bhabhi easy
Malik furqan said choriya yeh sab aya bathiya
They sit
Alia said aikto mein apni bacchi sa milna aye hoon aur aik baat karni hai three days baad ahmer wapis jaraha hai kuch 1 ya 2 months ka liya to mein chahrahi thi ka aghar kal ya parson nikah hojaye to
Sayeeda said lekin itni jaldi tayariyan kaisa hongi
Alia said abhi bas ghar ka logon aur kuch kareebi logon ko bulwa ka kardeta hain phir shaadi to dhoom dham sahi karenga .
Rahilla said jee sadgi sa kardeta hain
Malik furqan said theek hai hamein koi mashla nahi parson kardeta hain
Alia is very happy and other also
Rahilla said aur hamein aik baat bhi karni thi
Alia look at rahilla
Rahilla indicate her to say
Alia said haan woh actually ...... wo.....woh
Sayeeda said kya hua inminan sa bataya
YOU ARE READING
Kareena Forever Friendship , Misunderstanding And Love
Fanfictionpeep into story and look . haseena alag hogi thori