ch 6

122 6 3
                                    

Flashback end

Y/n : ji aap log

Y/n ye kehe te hue Rudre ke aadmi ko dekh ti hai , kyuki vo phele bhi iss baat ke liye y/n se mile chuka hai

Jay : ma'am ye hamare sir hai app iss bare me inse hi baat ki jiye

Ye kehe ke jay Rudre ki taraf ishara ker ta hai , y/n ye sunn ke Rudre ki taraf dekh ti hai aur kehe ti hai

Y/n : (sad sigh) sir mein vada ker ti hu , main aap ke paise jald se jald lota dugi please sir mujhe kuch waqt dijiye

Ye sunn ke Rudre kuch der tak kuch soch ta hai aur smirking ker te hue kehe ta hai

Rudre :  bilkul nhi , ye ek saal ka contract tha jo ki ab khatm ho geya hai , aur ab main aur waqt nhi se sekta

Ye sunne ke baat y/n udhas hoke apna ser niche ker leti hai tabhi y/n kehe ta hai

Y/n : sir please ( sad tone)

Rudre kuch soch ta hai phir kehe ta hai

Rudre : thik hai mere pass ek rasta hai ager tum maan jao to~

Y/n : kon si rasta sir ?

Rudre y/n ke kerib ate hue uss ki aankhon me aankhe dal ke kehe ta hai

Rudre : tumhe mujhe se shaadi ker ni ho gi

Ye baat sunn ke y/n ke aankhon me ansu aa jate hai usse samjh nhi ata ki ab kya kere

Rudre : tum chinta mat karo , shaadi ke baad main tumhara aur tumhare baap ka , dono ka khyal rekhu ga

Ye sunn y/n shoch me pad jati hai

Rudre : mere pass jyada waqt nhi hai jaldi se apna jawab do

Apni maa ki mout ke baad y/n ne apne pita ko apni puri duniya bena leya tha , y/n  ke pita ne usse maa aur baap dono ka pyar diya tha ye soch ke ki y/n kabhi bhi khud ko ekela na samjhe

Per aaj jab uss ke pita ki aise halat hai to vo samjh nhi paa rhi ki vo kya kere ek tarf uss ki zindagi hai aur dusri tarf uss ke pita ki jaan

Uss ke maan me sirf aur sirf ek hi baat chel rhi thi " jab papa thik the tab mein unne ek achi life nhi de pai , per kam se kam ab ek moka to hai papa ka ilaj ache se ho jaye ga isse achi baat aur kya ho sekti hai"

Rudre : tumhe sunnai nhi de rha ( y/n ke arm pakdte hue) jeldi se apna jawab do nhi to mujhe force kerna bhi ata hai

Rudre ne achanak se y/n ka baju(arm) pakda tha iss wajah se vo ek dam se dar geyi thi uss ki himmat nhi ho rhi thi rudre ki aankhon me dekh ne ki

Rudre : jaldi BOLO!! ( In angry)

Koi aur rasta na hone ki vajha se y/n apna ser haa me hila deti hai

Rudre : maine thik se sunna nhi !!

Y/n : ( apna ser utha te hue) h-haa , main shaadi ke liye t-tyare hu

Rudre ye sunn ke apne cold face me ek teekhi muskan lata hai , vo apne secretary ko dekh ta hai aur usse kehe ta hai

Rudre : aaj raat ko 11 baje , pass ke kisi chhote se Mandir me shaadi ki tyariya shuru kero

Ye sunn ke Jay apne sari admiyon ko ishara ker ta hai aur vo sab waha se chele ja te hai phir jay apne boss ko dekh ker kehe ta hai

Jay : sir chele?

Rudre hmm me jawab de ker y/n ki aor jata hai aur kehe ta hai

Rudre : main ek ladki ko tumhare pass bheju ga wo bhi shaadi ke jode ke sath to tyar hoke uss ke sath aa jana thik hai

Ye kehe te hue Rudre y/n ka ek gaal sehela rha tha

______________________________________

I know it's looooooong time 😁😁

But please forgive me please i will try to not repeat this mistake please sorry again 🙏

Thanks for reading my book 😊
Saranghaeyo 💜💜💜

𝑩𝒆𝒌𝒉𝒖𝒅𝒊  ( ᴛᴀᴇ × ɪɴᴅɪᴀɴ ʀᴇᴀᴅᴇʀs ) حيث تعيش القصص. اكتشف الآن