Part 13 (Teju in Obroi mansion)

2.5K 298 16
                                    


Other side in Obroi mansion. Aditya comes there. He asked a servant about Karan.

Adi: Karan kaha hai?

Servant: sir study room nei hai.

He goes to study room and saw Karan is so happy.

Adi: Kya baat hai brother. Aaj itna Khush kyu hai?

Karan smirked.

Karan: baat toh khusi ki hi hai. Aaj woh ladki arahi hai mere Ghar. Mere sath rehne ke Liye.

Adi: ek minute, tujhe ladki mil gayi hai?

Karan: of course. Karan Obroi ko koi rok sakta hai Kya.

Adi: Kaun hai woh? Jarur koi needy, helpless Hogi, hai na? Uski garibi ka Aise fyda uthaya hai tune.

Karan: one second, woh ladki poor nehi hai, nahi needy hai. Haa, but helpless jarur thi. Jiss wajese usse Meri baat manni pari. Tu usse janta hai.

Adi: Kaun hai woh?

Karan: calm down mere Bhai. Abhi aati hi Hogi. Tu khud hi dekh Lena.

In Teju's house. Teju comes downstairs and saw everyone is busy.

Tm: Aree, Teju. Tu niche Kyu Aayi? Packing has done beta?

Teju: yes, Mumma, done.

Teju's Chachi: wahh.... Humari beti ko Badi jaldi hai aapni sasural Jane ki, hmm.

Tm: beta hum Saab toh abhi venue chale jayenge. Tu bhi humare sath hi chal Rahi hai na?

Teju: nehi mumma. Woh Mai parlour jaungi ready hone ke Liye.

Ada: Teju, Teri appointment toh Liya tha. Woh log tujhe wahi venue pe ake ready karenge na?

Teju: nehi di. Woh, Maine parlour mei hi appointment Liya tha. Mai wahi se ready hoke ajaungi. Aap Saab Chali Jao.

Teju's Chachi: Teju, tab Tu akele kaise sambhalegi. Ada Tere sath Jayegi toh tujhe help kar payegi.

Ada: Haa, Mai chalti hu Tere sath

Teju: nehi di, koi jarurat nehi hai. Yaha aapki jarurat hai. Mumma papa, Chachi, Chachu sabko help ki jarurat hai. Aur yehi baat Meri, mei sambhal lungi khudko.

Teju goes upstairs.

Ada in mind: Teju ko Kya hogaya hai? Yeh itni ajeeb behave Kyu kar Rahi hai? Teju Kuch chupa toh nehi Rahi. Jabse bade papa Ghar Aaye hai tabse yeh Kuch jyada hi pareshan lag Rahi hai. Inn Kuch dino mei bohot Kuch jhela hai bechari ne. Par abb Kya pareshani hai. Teju ne Aise Kyu bola ki 'Mai khudko sambhal lungi '. Yaa phir Mai Kuch jyada hi soch Rahi hu. Want se bhi ajj uski shadi hai aur thodi toh nervousness Hogi usse. Shayad iss liye.

In Teju's room. She's crying.

Teju: I will miss this house. I'm sorry mumma papa, Mai aap sabko dhoka dene jaa Rahi hu. Mujhe maaf kar Dena. 😭😭😭

........................................................................

Teju comes downstairs with luggage and saw the whole hose is empty as everyone has gone to venue. She left for Obroi mansion.

In Obroi mansion. Teju reaches there. She goes inside with her stuffs. One staff comes to Karan's study to make him know that Teju has arrived.

Karan: see, agayi hai woh. Let's go downstairs.

Adi: Kuch jyada hi jaldi nehi hai tujhe usse Milne ki.

Karan: Haa jaldi toh hai. Kyuki mere paas wakt bohot kaam hai. Aur abhi mujhe jaldi iss baat ka hai ki usse dekhne ke Baad tera reaction Kaisa Hoga, iss reaction ke Liye Mai aur wait nehi kar sakta. let's go.

They come downstairs. Teju's back is facing so adi couldn't see her. Karan comes in front of her.

Karan: toh aagayi hai aap. Aapki honesty dekhke achacha Laga mujhe.

Teju: Mai aapni baato ki pakki hu. Deal karne mujhe Pasand nehi. But agar aapno ke Liye Mujhe jaan bhi deni pare toh dungi. Mee aapno ke Liye unki khushiyo ke liye toh ek deal Kya Aise hajaro deal karne ko ready hu Mai.

Karan: I wonder. Aap itni bold hai. Without marriage aap hajaro ladko ki bachche ki Maa hone ko ready hai.

Teju: Mr Obroi, you're getting on my nerves ( loudly 😡😡)

Karan: okay okay. Calm down. By the way. Meet my friend, Adi. Aditya Singh.

Teju turns and Adi saw her. He is shocked 😳

That's it for today. Let me know in the comment section that how's the part? Do votes and comments please 🥺🥺🙏🙏.

TejRan: Ek Rishta Samjhota KaWhere stories live. Discover now