moran's new life

734 92 39
                                    

Hai ..

Hello .

Happy reading..

*******************
Param was searching for karan and he didn't found in home , he stumbled with bharkha ..

Param : bharkha , tum karan ko kayi dekha kya ??

Bh : nahi param , shayad woh terrace mein hoga , agar Mila toh puch lena ki unke aur monu ke beech sab teek hai ya nahi ..

Param : sure , tum hum dono keliye do cup coffee lekar avogi ??

Bh : yeah sure ..

And she left to kitchen , param left to terrace and saw karan was just seeing the sky , he came to karan and kept his shoulder around his shoulder ..

Param : kya hua chote ?? Sab teek ??

Karan : haa bhi aur nahi bhi ..

Param : matlab ?? Tumne sari sach bathaya na Monami ko ..

Karan : nahi batha paya bhayya , mouka hi nahi mila ..

Param : what do you mean mouka hi nahi mila ?? Kal tum dono akele the , so have to confess na ??

Karan : dekhiye halat hi kuch ayisa huva hai ki mein batha nahi paya ..

"What ?? "

Bharkha just entered the terrace and heard karan words ..

Bh : what do you mean halat ?? Ab tum dono wife and husband ho , yeh koi gidda guddi ka khel nahi hai karan , as a husband Sara sach bathana tumhara responsibility hai..

Karan : bhabhi mein khud Sara sach bathana chahtha tha , lekin ..

Param : it's ok karan , kal nahi ho paya toh aaj bathav ..

Bh : no it's not ok param , it's not at all ok , kal tak karan ko Monami par haq nahi tha , lekin kal raat pati hone ka pura haq usne Diya hai , ab sach pata chalne ke baad monu ko ayisa lagega ki karan jaanbhuj kar ab tak sach nahi bathaya hai ..

Param : arey ek jhoot hi toh bola hai , ismein ithni panic hone ki kya hai bharkha ??

Bh : no yeh sirf ek jhoot ki baat nahi hai , trust ki baat hai , Monami jaisi sensitive ladki keliye yeh baat bahut matter karthi hai , ( seeing karan )  this time you have disappointed me karan ..

Param : it's ok bharkha choti si baat hai kisi se bhi ho sakta hai ..

Bh : what do you mean kisi se bhi hosakta hai ?? Agar tum mujhse ayise jhoot pein jhoot bolte na mein toh divorce dekhar baby ko lekar chali javungi samje ??

Param : kya... Kya ... Baat kar rahe ho ?? Mei ... Mein kyu jhoot bolunga ??

Bh : bolna bhi nahi chahiye ( seeing karan ) aur tum , abhi kuch batane ki jaruri nahi hai , jo hona tha woh hogaya hai , ab sahi wakth ka inthazaar karo , usse bilkul bhi ayisa nahi lagna chahiye ki tum usse use kar rahe ho ..

Saying this she angryly left from there , karan again sees the sky and thinking something deeply , suddenly his eyes fells on param who was in somewhat tension ..

Karan : aap ko kya hua hai ?? Tension mein lagre ho ..

Immediately param gave a fake smile ..

Param : mujhe kya hona hai ?? Tum  ab yeh sab math soch , abhi abhi shadhi huyi hai , yehi kuch time hai tum dono ke pass ek dusre ko jaane keliye samajne keliye so go to Monami , humare toh humesha hi rahega ..

Karan : are you sure bhayya ?? Aap mujhse kuch chupa nahi rahe ho ..

Param : nahi.. nahi toh .. tum jao na yaar jab dekho jasosi karte rehte ho ..

💜 𝕸𝖆𝖗𝖊𝖊𝖟-𝖊-𝖎𝖘𝖍𝖖💜 ( Slower Updates ) Where stories live. Discover now