RAJSHEKHAR REPORT(2)

85 6 1
                                    

Nxt morning naitik, naman and rajshekhar again went to the hospital and get all the necessary tests done and were waiting for the reports

After 2 hours
Nurse- doctor apko andar bula rhe hai
Na- jii chaliye
Doc- aayiye Mr. Singhania abhi main apki hi reports study Kar rha tha
Na- to kya aaya reports me doctor papa theek hai ma unhe cancer nhi hai na
Doc- dekhiye Mr. Singhania reports achi nhi hai apke father ko 4th stage brain cancer hai
Naman- yeh aap kya keh rhe hai pkka apki reports Galat hai hum dubara tests karvayenge aisa ho hi nhi sakta
Na- Haan doctor papa bilkul theek hai koi cancer ke symptoms nhi hai pkka yeh report hi galat hai
Raj- tum dono bilkul shaant ho jayo or doctor aap bataiye ache se kya hai report me
Doc- rajshekhar ji apko brain cancer hai 4th stage hai isliye operation possible nhi hai, apki age ko dhayan me rakhte hue hum radiotherapy opt nhi Kat sakte main apko kuch medicines prescribe Kar deta hoon or nxt week se apke chemotherapy sessions shuru ho jayenge
Raj- yeh sab thodiye doctor yeh bataiye ki mere pass kitne din bche hai jeene ke
Doc- rajshekhar ji main abhi kuch nhi keh sakta shayd 5 saal ya shayd 5 mahine yeh sab apki chemotherapy ki success rate par depend karega or ek cheez chemotherapy se apki body din pe din weak hoti jayegi, yeh ab apka decision hai ki aap chemotherapy karvayenge ya nhi
Raj- nhi doctor mujhe chemotherapy nhi karani aap bas medicines de degiye
Na- papa aap yeh kya bol rhe hai apko therapy kyun nhi karani
Naman- aap koi dikkat hai kisi cheez se kyun nhi karayenge aap therapy.
Doc- yeh ligiye Maine dawai likh di yeh le ligiyega medical se or mujhe aap sab discuss karke 2 3 din me bata digiyega ki aap therapy karayenge ya nhi Abhi main chaltu or patient wait Kar rhe hai
Na- jii thank u doctor

Naman, naitik and rajshekhar went to their house, as they entered all started their questions
Na(angry) - bas kigiye sab Kitna bolenge yeh nhi ki hume bolne de na pani pucha na kuch or bas bolna shuru ho gye
Ak- naitik yeh aap kaise bol rhe hai kya baat hui aap itne pareshaan kyun hai
Raj- kuch nhi beta yeh to aise hi pareshaan hai
Naman- papa ab yeh baat chupane ka koi fayda hai sabko Sach pata hona chahiye unka haq Banta hai
Ka- kaisa Sach naman saaf saaf batao kya baat hai
Dev- Haan beta hume bhoot darr lag rha hai jo bhi hai saaf saaf bata do
Na- maa akshara bhabhi papa ko brain cancer hai wo bhi 4th stage

This was a shocker for everyone , devyani sat down with a thud as soon as she heard this
Naman- Haan maa doctor ne kaha hai ki papa ki radiotherapy nhi ho sakti age ki wajah se unhe chemotherapy karani hone par papa ne mana Kar diya ab aap hi sab papa ko samjhaye ki yeh therapy unke liye kitne important hai
Ak- papa bhaiya kya keh rhe hai apne mana kyun kiya therapy ke liye
Raj- kyunki doctor ka kehna tha ki therapy ke baad main weak hota jaunga din pe dim main tum sabpe bhoj nhi banana chahta or na nhi Bistar pe zinda laash ki Tarah marna chahta main apni bchi hui zindagi haste khelta bitana chahta hun tum sab ke saath
Ak- papa Agar aap therapy nhi karayenge to cancer or badh jayega phir apko bchana or mushkil ho jayega naira ke saath nhi khelna kya apko usko chalna nhi sikhana uske saath doll house nhi khelna yeh sab apke sapne hai na to unhe Pura kigiye apne liye na sahi hum sab ke liye Maan jayiye therapy ke liye plzzz papa
And suddenly naira and namish anmol started crying listening to all this that their Dada will leave them soon
Namish- dadu plzzz sabki baat Maan jayiye na therapy kara ligiye na
Anmol- Haan dadu hume chodkar mat jaiye na
Naira was crying continuously as soon as Raj took her in his arms she stopped crying
Raj- theek hai main therapy karaunga time pe dava lunga apna saara khayal rakhunga apne namish anmol or khaskar apni naira ke liye .

Divyani was still in shock but recovered and was determined to fight this disease with her husband . Nxt week they started his chemo sessions which with time made him weak physically but not mentally.

MADE TO LOVE AGAIN  Место, где живут истории. Откройте их для себя