5~Nothing Normal

86 11 9
                                    

After some days, Dhruv rang up Tara.

Dh~Hello Tara

T~hello Dhruv

Dh~tumhe yaad hai na kal humari performance hai woh bhi final

T~of course, ye bhi koi poochhne wali baat hai? Main toh practice mein lagi hoon, aur full time spicy cheezein, cold drinks sab avoid kar rahi hoon, aawaz ko kuchh nahi hona chahiye na, surr galat ho jayengay

Dh~haan woh toh hai, main soch raha tha aaj phir practice karte hain saath mein?

T~(happily) really? Great, theek hai phir kab milengay?

Dh~itna toh mere parents bhi khush nahi huay hongay mere paida hone par, (Tara chuckled) main half an hour mein aaya, tum ready rehna

T~okay

Call disconnected. Tara got thinking.

T~ye Dhruv se jab bhi milna hota hai, toh aisa lagta hai ke rago'n mein khoon nahi, khushi daud rahi ho, hawaein mehek uthti hain, bekaboo ho jaati hain, (she placed her hand on the left side of her chest) in dhadkano'n ki tarah, dil double double dhadakta hai, aisay jaisay bijlee daud rahi ho, (she smiled dreamily) jaise... Pichhle janam ka rishta ho, ya us se bhi gehra kuchh ho, (she looked down while blushing) jaise hum banay he ek doosre ke liye ho'n, jaise ye ehsaas purana ho. Ye butterflies feel hona pait mein, us ke paas hoon toh goosebumps aana, all this is not normal, itna achha lagta hai us ke paas, jaise woh mera ho, sirf mera.

 Ye butterflies feel hona pait mein, us ke paas hoon toh goosebumps aana, all this is not normal, itna achha lagta hai us ke paas, jaise woh mera ho, sirf mera

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She heard clapping sound and looked at the entrance, it was Khushi.

Kh~wah wah, kya kamaal ki poetic lines boli hain tu ne, (she sat beside Tara) kya ho gaya? Mareez e ishq ban gayi kya? (Tara chuckled) hass kya rahi hai bol na? Dekh tujhe na kavita competition mein hona chahiye yaar

T~aray toh saaf kaho na ke aap ko mujh se poetic lines likhne mein help chahiye, tareefo'n ke pul ke neeche matlab ki nadi behti saaf nazar arahi hai didi

Kh~oh ho ho ho, behen hoon teri, matlab ka rishta nahi humara

T~ of course, lekin main baad mein likh doon?

Kh~kiun?

T~Dhruv aaye ga abhi half an hour mein

T~Dhruv aaye ga abhi half an hour mein

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Bekaboo (Dhruv Tara) ~completedWhere stories live. Discover now