8~Unnoticed

77 7 6
                                    

Rani Pari and Raja Sangram were astonished after knowing that now Dhruv and Tara are well aware of their identities and their past.

Rp~ye kya ho gaya? Kaise mil gaye ye dono ek baar phir? Meri beti Tamanna ek baar phir ja mili uss Daksh se, humara shraapt kaam he nahi kara

Sn~mera beta Daksh bhi ja mila uss Tamanna se, mera bhi shraapt kaam nahi kara. Ab sochiye ke kya karein kaise alag karein in dono ko? Ye Tamanna ne toh humein dharti par na jaane ka shraapt diya tha, kya karein kaise bulaein un dono ko yahan?

Rp~chahti toh main bhi hoon un ko yahan bulana, lekin kaise bulaein un ko, woh yahan ayengay bhi ke nahi?

Sn~kuchh toh karna he ho ga na? Hum nahi milne de sakte unhein, kasam se agar Tamanna pari na hoti na toh koi masla na hota mujhe, itna atoot pyaar hai, main baap hoon us ka, main bhi khushi chahta hoon us ki

Rp~main bhi jaanti hoon ke Daksh se behtar jeevan saathi Tamanna ko nahi milay ga, isliye agar Daksh bhi rakshas na hota na, toh mujhe bhi koi masla na hota

Sn~Rani pari, main mere betay ko us ki shaktiyaan tyaagne nahi doon ga sun lijiye

Rp~toh main bhi apni beti ko us ki pari shaktiyaan tyaagne nahi doon gi

Sn~toh phir nahi ho ga un ka milan.

Rp~main apni Tamanna ko aap ke haath dobara mrityu nahi milne doon gi

Sn~bhooliye mat, aap ne khud saunpa tha us ko mujhe. Aur aap ke bhi haath mere betay ki mrityu hui thi.

Rp~humein kya pata tha ke un ko apni shaktiyo'n ke saath saath un ki asal pehchaan aur pichhle janam ki kahani yaad aa jaye gi?

Sn~yaad nahi aaya tha un ko, unho'n ne khoj ki jabhi un ko pata laga, aaj kal ka daur bhi aisa hai ke sab cheez ki maloomaat aasani se mil jaati hai

Rp~humare paas ek upaaye hai, hum ek jadui kalam se un ke paas apna khat pohnchaein gay is jadui aaine se, kya pata woh aa jaein

Rp~humare paas ek upaaye hai, hum ek jadui kalam se un ke paas apna khat pohnchaein gay is jadui aaine se, kya pata woh aa jaein

Oops! Questa immagine non segue le nostre linee guida sui contenuti. Per continuare la pubblicazione, provare a rimuoverlo o caricare un altro.

She wrote a letter and transferred it to the earth through the mirror. The letter reached Tara's house while she was with Dhruv outside his house at night. An owl came and sat on his forearm.

Dh~Tara, ye dekho, wohi snowy owl, dekho

T~(smiled) haan, ye toh wohi hai, hum ko pehchaan gaya isliye humare paas aa gaya

T~(smiled) haan, ye toh wohi hai, hum ko pehchaan gaya isliye humare paas aa gaya

Oops! Questa immagine non segue le nostre linee guida sui contenuti. Per continuare la pubblicazione, provare a rimuoverlo o caricare un altro.
Bekaboo (Dhruv Tara) ~completedDove le storie prendono vita. Scoprilo ora