Chapter 4 : Will they agree?

361 23 4
                                    

The scene starts with the Mahajans eating their dinner. All the elders were present. The kids had gone to sleep earlier. Swarna eyed Juhi something regarding Monami. Juhi moved her head to indicate no. Swarna again eyed Juhi and this time sternly. This time Juhi moved her head to indicate yes.

Juhi(clearing her throat) : Monami.
Mo(looking towards Juhi) : Ha, ma.
Ju : Woh Maaji ko tujhse kuch baat karni hai.
Suhasini coughed hearing it. Monami looks at Suhasini and passes a glass of water to her. Suhasini passes a death glare to Juhi who mumbles a sorry.
Suhasini : Ha. Saach batao tu mere liye aabhi bhi baccha hai. Aisa lagta hai kuch din pehle he Juhi ne hume khush khabar diya aur kuch waqt pehle he tu aayi.
Monami smiles.
Su : Par saach to hum baadal nahi sakte ki tu aab ek kumari hai. 25 saal hogayi tere. Aur shaadi ki ummar bhi hogayi.
Mo : Shaadi?
Manish : I know princess ki tu aab tere career par focus kar raahi hai. Par shaadi ki baad bhi to career baana sakti hai.
Mo : Par ajayanak se shaadi kyu? Aur itna jaldi?
Surekha : Tere shaadi ki umaar hogayi hai. Iss umaar jaane ki baad accha ladka nahi milna wala.
Mo : I don't care. Mujhe aab shaadi nahi karne hai and that's final.
Deepak : Par hume bohot accha ladka mila hai.
Mo : Jitna bhi accha ladka ho mai shaadi nahi kar rahi hu.
Keerti : Ladka commando hai.
Monami paused for a second hearing this. Commando? That's her dream occupation.
Swarna : Ladka se millne mai kya burai he. Kya pata accha lag jay?
Abir : Aur waisa bhi ladka accha lage then shaadi karna.
Mo : Par aap logo ko yeh commando ladka kaisa mila?
Riya : Mere ek colleague uski devar kya liye ladki dhoond rahi thi.
Karthik : Maan ja na, Khushi. Ladka accha hai aur family bhi.
Deepak : Tujhe bilkul pressure lene ki zaroorat nahi hai. Par ladka se mille.
Monami thought for a moment.
Mo : Thik hai mai millne ke liye ready hu.
Everyone smiles upon hearing this.
Mo : Par mere ek shaart hai.
Everyone get tensed hearing it.
Mo : Ladka pasand nahi aaya to mai directly reject kar dungi.
Everyone chuckles hearing it.
Naira : Paasand to hone wali hai. Ladka bohot accha hai.
Mo : Dr Monami Mahajan ki dil jeetna itna aasan nahi hai.
Scene changes to the Shergil Mansion. Karan was sitting in his room going through some papers. Pakhi comes to his room.
Pakhi : Karan.
Ka : Ma, andar aao.
Pa : Kya kaar rahi hai?
Ka : Kuch official kaam. Ma, kuch batana hai aapko?
Pa : Ha. Woh teri dadaji keh raha thi aab to tere mission bhi khatam hogaya aur shaadi ki umaar bhi hogaya.
Ka : Ma, please. Shaadi nahi.
Pa : Kyu tere koi paasand hai?
Ka : Aisa nahi, ma.
Pa : Phir kyu aisa kaar raha hai? Dekh ladki bohot accha hai. Doctor hai.
Ka : Accha? Ladki bhi dhoond liya.
Pa : Ha. Dekh Karan umaar ho rahi hai mere. Khudki beta ki shaadi bhi dekh nahi paogi kya mai?
Ka : Ma, aap itna bol rahi hai. Thik hai mai ladki se milongi.
Pa : Yeh hui na mere beta wali baat.
Ka : Itna excited maat hona. Sirf milne kya liye ha kaha shaadi ke liye nahi.
Pa : Thik hai thik hai. Raat hogayi hai. Sooja.
Ka : Hmm. Good night, ma.
Pa(kissing on his forehead) : Good night.
Pakhi comes out of the room. The whole family except the kids was waiting for her.
Pakhi(with a smile) : Mission successful.
Everyone : Yes!
Pakhi : Ssshh. Sun lega.
They high-fived.



To be continued.

ZDMN: Pyaar ke RaangWhere stories live. Discover now