2.

30 4 16
                                    


Sakshi beta bahut sundar lag rahi ho, assha ha ki tum jungkook ko sambhal lo gi.

Ji agar apka ashirwaad hoga to ma jungkook aur is pura ghar ko acha sa sambhal lungi

Wo to ha, hum sabhi ka ashirwaad tum dono ke sath

Wase woh kha ha

Jungkook kise kam se office gya ha .

Indar choudhary (junkook ka pitaji) hame ladki pasnd ha
Radika choudhary (junkook ki maa) mujhe bhi ladki pasand ha bhai sab

Mai janta tha ki aap ko meri betiyaan raani pasand aa jayeg-

Ruk ja rajkumaar mana to rishta abhi savikar koni karyo sa to tahar ja, kaal na kar.

Janu su teri beti tere tera liya heera sa, par bul na mara pota mara jigar ka tukdha sa

Teri chori pariksha ma pass na hui ha abhi, mai dekh kar jach padtaal ka sath mera pota ko baya rachungi

Par maa-

Bass jo khadiya so khadiya, meri marzi ke bina chora ka liya iss ladki ko pariksha deni hogi

(Sakshi gulo hardly while listening to her dominance voice)

Taiyar sa chori.

J-ji

Hmm

.............................

Hame khuch karna hoga warna woh bhudiya inka rishta kabhi nhi hona degi kusum

To fir kya kra

Hum apne dost se baat karenga dekhta ha ki woh kya khata ha is maamla main

..............

Radhika kya kara maa to jungkook ki shaadi sidha -2 nhi hona dengi.

Maa ko thodha din dusra gawon bhej deta ha, aur apne beta ki shaadi kar deta ha.

Tum sahi kha rahi ho, maa thode din naaraaz raha hi, par fir maan jayegi.

Hmm
...... ....................

Simran tumne khana bna liya

Ji maa, maine bna liya

Tumse kuch baat karni ha, suno hamne tumhra vivah tai kar diya ha.

Par kyu

Kyu ka kya matlab, ab puri zindagi hamre sath hi rahongi jao apne ghar, mujhe apni dusri beti ka bhi vivah karna ha

Pooja beta ajao khana kha lo

Ji maa

Pooja while coming, khadi khadi dekh kya rahi ho, mujhe khana dal do,

Hmm dalti hu didi (tears are coming from her eyes)

Thinking (mara pati jo bhi hoga uss ma khud ko samarpit kar dungi)

....................

Maa app ko bhen ne yaad kiya ha, app do din bhen sa mil aao

Baat to thik sa chorra, ma aaj shaam ko chali jaungi
Bhut yaad aa rahi sa apni beti ki milugi ussa.

Bhu hamara saman rakhaa de gadi ma

Ji maji.

Aur mara pota ka dhyan rakhiyo,

J-ji maa.

.................

ji Hamne koi galti to nhi ki maa sa baat chupakar.

Nhi , hame ya karna hoga radha tum janti ho kitne log hamro jaan ka dushman ha, koi pata nhi smaa ka, hame Jaldi jaldi junkook ko uthar adhikari bana na ho ga.

Hamara dost bhi yahi chahta ha.

Tumne jungkook se baat ki is bara ma .

Ji ki thi.

.... ........

Jungkook (thinking)

(Doing pushups and sweat is making him more hot)

Jis ladki sa bhi mara vivah hoga, ma ussa apna lunga.

Agar woh buri hogi to bhi mari hogi, aur agar achi hogi to bhi mari hogi.

(Jungkook ne aaj tak kisi ladki ki taraf nhi ankh utha kar nhi dekha, isiliye woh apna gharwaalo ki marji se shaadi kare ga.)

.................

Kal vivah ha tumhara janti ho, simran.

Bichaari, kitne budhe insaan se tumhari shaadi ho rahi ha (her sister in mocking tone)

Simran sadly smile.

Koi baat nhi didi, mara kana ji mara sath ha woh mari har kadam par raksha karenge.

Bahaad ma jao.

Hai palanhar abh tu hi ha, jis par mujhe aas ha.

(While parying to God she slept ) .

....................
.......

Agli subha, utho beta Jungkook tumhara vivah ha aaj jante ha koi, bhut shadhraan sa vivah kar raha ha tumhara, par chinta maat karo, tumhara liya ik achi party rakha ga hum.

Koi baat nhi maa, vivah ha koi fashion show nhi agar sadharan bhi hoga to mujhe koi preshani nhi ha

(Her mother patt her head and hug him)

Mera pyaraa beta kitna badaa hogya, kisi ki nazar na laga. (She take her kajal from eye and apply behind the ear of Jungkook. )

Chalo tayar ho jao , tumhara liya subh kuch us thal ma ha

.............

Simran tayar ho gyi, chalo tumhara sassural walo na joda bhaja ha. isa phen lo, aur tiyarr
ho kar bhar aa jana.

Arti tumhe tiyarr kar degi.

Ji maa

...................

Rahul samajho, ma tumse bhut pyarr karti hu, par mare liya ye shaadi karna jaruri ha

Kya matlab ki shaadi jaruri ha ik taraf kheti ho ki pyarr karti ho aur dusri taraf kheti ho ki ussa shaadi karni ha

Kya chahiye assa tumhe is shaadi se.

Dekho ik barr, ma jo karna chahti hu mujhe karne do, ma tumhara pass wapis aa jaungi.

Nhi agar aaj is waqt, aur abhi tum mara sath nhi chali to ma bhi khi aur shaadi karlunga aur kabhi wapis nhi aunga.

N-nhi r-rahul a-aise maat karna, ma tumhara bina nhi ji sakti.

To fir chalo mara sath.

..............

Rajkumar kha ha sakshi tumne wada kiya tha ussa hamro bhi bana na ka abh gyi tumhri aulad (While raising voice)

Mu-mujhe n-nhi pata.

Bhaisab mara beta waha mandap ma bhatha ha ya ass lagya ki uski hona wali patni uska sath bathahgi, per beti to pata nhi kha ha.

Asmaan kha gya ya zameen nigle gyi uss-

Maa

Jungkook b-beta.

(While showing his hand) maine sab khuch suna ha.

(Saying this he go to outside in rage)

Maa sahi kha rahi thi par hamne hi unki nhi suni. (While crying)

IK VIVAH ASA BHI❤    ! jk Where stories live. Discover now