Part-5

557 18 12
                                    

Part-5

Bahadur House

Niggo ji and mimi were doing their breakfast waiting for farjaad to join them

Niggo ji was thinking about last day's events
Umeed's heartfelt efforts to make positive and healthy difference in farjaad's life was so heart touching

She never imagined umeed could do something like this
She always saw her breaking classic pieces or creating a mess but this side of umeed was new to her and she simply couldn't get this out of her mind

Mimi looked at niggo ji

Mimi- maa

Niggo ji - yes mimi

Mimi- kya hua aap kiss baarei mei soch rahi hai

Niggo ji- nothing beta

Just then farjaad came all ready to leave

He sat in his chair and mimi served him his breakfast

Farjaad- Assalamuallaikum maa

Niggo ji - waalaikumassalam

Mimi- bhai mujhe apse baat karni hai

Farjaad-bolo beta

Mimi- bhai aap reena ko fire kardein

Farjaad and niggo looked at mimi

Farjaad smiled

Farjaad- mimi beta apko nahi lagta aap umeed ke saath rehte rehte bilkul umeed ki tarah baatei karni lagi

Mimi- bhai please
Mazaak na udayein

Farjaad- kya hogaya mimi

Mimi- bhai aapko nahi pata kal uss reena ney umeed ki kitni insult ki
Pata hai umeed kitni hurt hui thi
Bichari uska toh koi kasoor nahi tha
Infact usne toh apke liye kitna pyaara sa surprise plan kiya tha
Aur uss reena ki wajah se bichari umeed ka mood hi off hogaya

Niggo ji- kya kiya reena ne mimi

Mimi- maa
Umeed se ghalti se paani ka glass girgaya tha aur miss reena ka expensive LV bag thoda sa geela hogaya tha
Uss par usne umeed ko kitna kuch suna diya
Woh toh umeed ne bhai ki image aur company ke reputation ke baarei mei soch kar kuch nahi kaha
Warna jiss umeed ko mai jaanti hu na woh reena ka mooh hi tod deti

Niggo ji felt bad and farjaad sighed

Farjaad- waise kaafi hurt hui thi umeed
But ab theek hai
Thodi pampering ki zaroorat hoti hai madam ko
Agar woh kardiya toh she is all set

He smiles and mimi smiles too

Mimi- but woh jaldi maan jaanti hai bhai
Zyaada nakhrein nahi dikhaati

Farjaad- nakhrein toh beta woh sirf mujhe dikhati hai

Mimi- kyuki usey pata hai ke aap hi usey handle karsakte hai

Farjaad-hmmmm

Niggo ji smiles and asked

Niggo ji- waise tum kis surpirse ki baat karrahi thi mimi

She don't want to tell mimi and farjaad that she knows about it so she pretended to stay unaware of umeed's surprise

Farjaad smiled and said

Farjaad- lavender bouquet aur kuch essential oils jissey mera migraine thoda kam hojaye

Niggo ji- So thoughtful of her

Mimi- hai na maa
Kitni intelligent hai umeed

Farjaad smiles and mimi said to him

Mimi- par aap reena ko fire zaroor karein
Please bhai

My Little WorldWhere stories live. Discover now