Part-14

378 20 14
                                    

My Little World

Part-14

USA

Farjaad as usual went for a conference to attend with reena while telling his dear wife to wait for him in the waiting room of the office

Reena gets inside but farjaad looked at grumpy umeed and said

Farjaad- umeed please
Cheer up
Jaise Meri conference khatam hojayegi we will get back to the hotel
Aur phir aapko jahan jaana hai mai waha lejaunga

Umeed- Rehne dein aap
Zyaada baatei na banaye
Mujhe pata hai ke aisa kuch nahi hone waala

Fqrjaad- arey yaar
Don't get it started again umeed
Is baat par hum kitni dafa behes karenge??

Umeed pouts and farjaad sighs and cupped her cheek

Farjaad- Yahi wait karein
Mai kuch der mei aajaunga
Ok

Umeed- Theek hai
Jaayein
All the best
Allah aapko kaamiyab karein

He smiles and kissed her forehead

Farjaad- Love u baby

Umeed- love u too

Farjaad went inside and umeed looked around and peeped outside the window

Umeed- Yahan ke logo ko oonchai se kya obsession hai
Itni oonchi buildings hai har jagah
Allah ji
Bass hamari hifazat karna

She wandered here and there to pass the time and her gaze fell on a small girl who is close to 5 years accompanying her mom and dad

The girl looked back at umeed and smiles wide
Umeed waves her hand and the girl waves back

Umeed went out and that girl moved forward to meet umeed

Umeed- Hi

Girl- Hello

Umeed- Urdu aati hai?

Girl nods and Umeed shakes her hand

Umeed- Mera naam Umeed hai
Aur apka

Girl- Mera naam Reem hai

Umeed- bada pyaara naam hai

Reem-haan sab yahi kehte hai

Umeed smiles and asked her

Umeed- Aap iss boring se office mei kya karrahi hai

Reem- apne mama baba ke saath aayi hu
Woh yaha kaam kartey hai
Aur aap

Umeed- Mere Husband bhi yaha kuch kaam ke silsile mei aaye hai
Unke saath hi aayi hun

Reem-same same
Waise umeed baji
Ek baat batayein
Apko bore horaha hai na meri tarah

Umeed- Haan
Bahot zyaada
Pata nahi yaha log kaam kaise karletey hai
Mujhe toh ghutan horahi hai

Reem- mama bhi yahi kehti hai
Par kya karey
Kaam toh karna padega na

Umeed smiles and ruffles her hairs

Reem- umeed baji
Kyu na hum ek kaam karey
Nicche jaake khellein
Tab tak bade logo ka kaam nahi hojata

Umeed- Haan
idea bahot accha hai par agar apke parents aapko dhundne laggaye toh
Woh pareshaan hojayenge na

Reem- kuch nahi hoga
Hum uss receptionist ko batadenge ke hum neechey jaarahe hai
Woh batadegi mama baba ko

Umeed-hmmm
Sahi hai
Chaleinn

Reem- haan

Umeed held reem's hand and she walked towards the reception

Umeed- Excuse me

My Little WorldWhere stories live. Discover now