Ragini slaps Haseena

519 78 10
                                    

Lucknow
Pushpeena get ready in civil dress to leave for Kanpur.

3 hours later
They they reach Kanpur and were going towards Singh Niwas. They entered a bridge when suddenly Haseena applies breaks seeing a commotion on the road which caused the traffic jam.

Pushpa: Yeh itni bheed kahe hai idhar.

Haseena: Lagta hai accident hua hoga, chaliye chalke dekhte hai.

Pushpa: Ji.

The duo get done and make their way towards towards the center of the crowd. There they see Ragini sitting on the bonnet of the jeep with her goons standing near her holding rifles in their hands.

 There they see Ragini sitting on the bonnet of the jeep with her goons standing near her holding rifles in their hands

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ragini: Bada shauk hai tumko bhaagne ka engineer babu.

Engineer: Ragini ji humko shama kijiye, hum e bhul dubara nahi karenge.

Ragini(shouts): Ama o topa aadmi, tumko itna bhi nahi pata ki Ragini Singh ke shabdhsagar mein shama shabdh hai hi nahi. Tumhara sahas kaise hua bey humare bauji ke saath vishwasghat karne ka. Ragini Singh kachu bhi seh sakti par apne bauji ke saath vishwasghat nahi. Narad lelo sasure se uske saare paise.

Narad: Ji badi malkin.

Narad snatches the bag of money from the engineer.

Ragini: Sasure ab tumko vishesh amantran dena padega zameen ke kaagaz nikalne keliye.

Engineer: Ragini ji humare paas filhaal woh kagaaz nahi hai.

Ragini: Tumhari maiya ki sasu maiya. Sasure agar aaj tumhare paas paisa na hota toh yahi apni bandook ki saari goliyan tumhari iss khopdi mein nikal dete par tumhara kismat accha hai ki humko humara paisa mil gaya. Ek din ka samay dete hai tumko zameen ke kaagzad humare haathon mein aur tum humare bauji ke charno mein dikhne chahiye humko nahi toh dekhliyo.

Engineer: Ji jaisa aap kahe hum waisa hum karenge.

Engineer gets up to go from there.

Ragini: Ama o humne tumko jaane ki anumati nahi diye hai ab tak. Paap kiye ho toh uska praschit toh karna hi hoga. Woh dekho neeche ganga maiya itne prem se behrahi hai. Dubki lagao aur apne saare paap dholon unmein.

Engineer: Ka?

Ragini(furious): Ama samajh mein nahi aata ka tumko, humne kaha na dubki lagao toh lagao.

Haseena: Yeh sab kya chal raha hai? Yeh Ragini Singh khule aam gunda gardi kar rahi hai aur sab khamosh hai. Humhe inhe rokna hoga, yeh sab sahi nahi hai.

Pushpa: Nahi maddam sir aap nahi jayegi waha. Karishma toh bas naam ki gundi hai Kanpur ki, asli gundi toh yeh hai Ragini. Yaha pe Ragini Singh ka raj chalta hai isliye sab chup hai. Bahurani ke pita Vikraal Singh ji yaha ke neta te, phir Ragini neta banke party ka kaam sambhalne lag gayi. Vikraal Singh ji aur Ragini Singh ko sab bohut maante hai idhar, koi unke khilaaf ek shabdh bhi nahi kehsakta idhar. Jaise Karishma Singh ka bhaukaal Lucknow mein mashoor hai waise hi Kanpur mein Ragini Singh ka keher bohut mashoor hai.

Haseena: Par Pushpa ji humhe inhe rokna hoga, yeh galat kar rahi hai.

Ragini(angrily): Uthao sasure ko aur visharjit kardo ganga maiya mein.

Ragini's men throw the engineer in the river. Pushpeena get shocked seeing this.

Haseena goes and stands infront of Ragini.

Haseena: Yeh kya kiya aapne, kyun feka uss aadmi ko nadi mein?

Ragini: Ama tum, tum yaha ka kar rahi ho? Aur yeh humara shetra hai, hum joh chahe karenge. Tum humko mat sikhao humko ka karna chahiye aur ka nahi.

Haseena: Ab humhe samajh mein aaya ki Karishma Singh itni badtameez aur ziddi kyun hai, kyunki uski behen bhi waise hi hai. Dono behno ko sirf sadakchap gundon ki tarah gunda gardi karna aata hai aur kuch nahi.

Ragini loses her cool and just gives Haseena a tight slap making her fall down on the road.

Haseena is shocked by this, Pushpa ji too is stunned by Ragini's this act.

Pushpa(shouts): Ragini yeh ka kiya tumne? Maddamsir par haath kahe uthaya?

Ragini: Ama bhakk maun rahiye Pushpa ji. Agar aap humari chutki ki saas nahi hoti na toh maiya kasam issi shann aapko lagate ek kantaap humse uch swar mein baat karne keliye.

Haseena: Yeh kya badtameezi hai, aapki himmat kaise hui Pushpa ji se iss tarike se baat karne ki? Aur aapki himmat kaise hui humare upar haath uthane ki.

Ragini: Sirf haath uthane ki nahi aur bhi bohut karya karne ka sahas hai Ragini Singh mein, karke dikhaye?

Pushpa: Maddam sir isse panga nahi lete, aap jaanti nahi isse. Chaliye chalte hai yaha se, ussi mein hum dono ki bhalai hai.

Haseena: Pushpa ji aap gaadi mein jaake bethiye.

Pushpa: Lekin maddam sir.

Haseena(sternly): Pushpa ji that's an order.

Pushpa: Ji maddam sir.

Pushpa Ji goes and sits back in the car. Haseena was about to say something when Anubhav comes there and sees Ragini boiling in anger.

Anubhav: Ka hua Rani kahe itna krodhit horahi ho tum, kisne tumko itna krodhit kardiya?

Ragini: Ama e vyakti humre karya mein badha banne ka prayas kar rahi hai.(pointing towards Haseena) Hum uss engineer ko paath padha rahe te bauji se vishwasghat karne ka, e sasuri aake humre saamne apne jajbaaton ki pipri bajane lagi.

Anubhav looks at Haseena and gets furious.

Anubhav: Haseena Malik tum, tum toh mahila thane ki thana pramukh ho na.

Haseena: Ji par aapko kaise pata?

Anubhav(roars): Tumhari kismat acchi hai ki hum auraton pe haath nahi uthate nahi toh joh tumne humri Kashi ke saath kiya hai na, mann toh kar raha hai ki apne haathon se tumhari jaan lelu.

Haseena(angry): Dekhiye humhe nahi pata ki aap kon hai aur aapki woh Kashi unko bhi nahi jaante, hum bas itna jaante hai ki aap humse iss tarike se baat nahi karsakte. Humhe gussa mat dilaye nahi toh hum kya kya karsakte hai iska aapko koi idea bhi nahi hai.

Ragini(roars): Tumhari maiya ki sasu maiya. Sasuri humare hi shetra mein aake humare hi bhaiya ko dhamki dene ki tumhari himmat kaise hui? Tumhari toh(picks up her rifle and points it on Haseena)

 Sasuri humare hi shetra mein aake humare hi bhaiya ko dhamki dene ki tumhari himmat kaise hui? Tumhari toh(picks up her rifle and points it on Haseena)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Haseena is stunned by this.

Ragini: Bohut hogaya tumhara, aaj tumhara kissa hi khatam kar dete hai hum.

Ragini is about to press the trigger when Karishma comes and blocks the way by standing infront of Haseena and protecting her. Ragini is shocked by this, Anubhav too is stunned seeing Karishma protecting Haseena.

Ragini(shocked): Chutki.

Karishma: Nahi jijimaa aap aisa kachu nahi karegi.

Teaser: Karishma saves Haseena.

Chapter completed.
Hope you'll like it.
Do vote and comment.

REGRETWhere stories live. Discover now