Asthma Attack

455 56 6
                                    

Haseena was awaken by some noises in the kitchen.She looked at the time and it was 1 00.She sees that the light in the kitchen is on

IN THE KITCHEN:

Karishma and Aayan are eating icecream

Aayan:Agar Haseena didi ne pakad liya to?

Karishma:Amma bhak,wo to so rahi hain

Aayan:Lekin di-

Karishma:Tum na kam bolo warna lagaye ek kantaap

Haseena goes downstairs,she was still sleepy

Karishma and Aayan hear footsteps

Aayan:Lag gayi

Karishma:Jaldi chupao isse

Haseena:Aap iss waqt kitchen main kya kar rahi hain aur Aayan tum(she is then interrupted by Karishma)

Karishma:Wo iska haath bohot zyada dukh raha tha to ham usse painkiller de rahe the

Haseena:Sure?

Aayan:Haan didi

Haseena notices Aayan's shirt and she sees icecream stains

Haseena gets angry

Haseena:Aap itni laparwa kaise ho sakti hain Karishma

Karishma:Ka baat kar rahi hain aap

Haseena shows her the icecream stains

Haseena:Naatak karne ki zaroorat nahi hain

Haseena:Aapko asthma ki problem hain aur fir bhi aap iss waqt icecream kha rahi hain

Karishma:Wo to bachpan ki samasya thi

Haseena gives her a deadly stare

Haseena:Aur Aayan ko abhi sirf healthy chize khaana chahiye

Haseena:Aap dono se ham subah baat karenge

She then goes back to sleep

Aayan:Hamne bola tha

Karishma:Tumhari wajah se unko pata chala hain

Aayan:Aapki galti thi

Karishma:O topa insaan,thik se nahi kha sakte the?

Aayan:Aapki wajah se kal maar padegi hamko

Karishma:Agar tumne apna mooh band nahi kiya na to ham tumhe phod dalenge

Aayan:Haan haan thik hain

Karishma:Jao na ab

They also go to bed

IN THE MORNING:

Aayan wakes up and he hears loud noises

He goes in the living room and he sees that Haseena is scolding Karishma

The bro-sis telepathy:

Karishma:Di bohot naraaz hain,bhaag yahan se

Aayan:Dikh raha hain,waise aap daant khao,ham wapas sone jaa rahe hain

Aayan turns back to leave but then Haseena stops him

Haseena:Ruko!

Aayan:lag gayi

Haseena:Kaha bhaag rahe the?
Idhar aao

Haseena scolds both of them

Aayan:Meri galti nahi thi

KAREENA(SISTERS)Donde viven las historias. Descúbrelo ahora