❝𝙿𝚁𝙴𝙼 𝙿𝙰𝚃𝚁𝙰❞

82 8 9
                                    

Dwarka

Krishna was playing flute but he get disturbed by Soilder 

"Vasudev Krishn ko mera pranipat"

Krishna open his eyes and find sanik

Solider:- Shri Krishna apse milna ek brahman aaya hein

[Shri Krishna a Brahmin has come to meet you]

Krishna Nod, he came and saw a brahman rishi Agnidhyotha

Krishn:- pranipat rishiwar!!! bethiya

Agnidhyotha sit beside him Krishna sit down

Krishn:- Aap yaha iss prakar yaha sab Kushal Mangal hai

[You are here like this, is everything alright?]

Agnidhyotha:- mein yaha ek dut bankar aaya hun Vasudev
[I have come here as a messenger Vasudev]

Krishn:- kiska dut
[Whose messenger]

Agnidhyotha:- Rajkumari Rukmini

Krishn look at him a smile appeared on his lips

Agnidhyotha:- rajkumari ne apka liya patra bheja hai
[The princess has sent a letter for you]

Agnidhyotha give him the letter, Krishna take the letter with a smile and read..

Hey Madhusudana

Aap toh sundarta ke prateek hein or apka gun sunne walon ke kaano mein pravesh karne or unhe har kasth se rahat dena ki shamta ke liya prasiddh hain. Prabhu aap toh vansh, charitr, saundary, vidya, dhan aur prabhaav mein aap atulaneey hain. Aap sabki khushiyon ka dhiyan rakhta hein Aur kaun see achchhe parivaar kee ladki, shaantachitt aur vivaah yogy hogi jo sahi samay aane par aapako apne pati ke roop mein nahin chunegi? Iss prakaar, priya bhagawaan, maine khud ko aapko samarpit kar diya hai aur aapako apane pati ke roop mein chuna hai kintu mera bhrata rukmi or magadh samrath jarasandh ne meri iccha ke virudh mera vivah chedi naresh Shishupal ke sath te kar diya hai hai

hey Madhusudana apni kripa kijiya
Kripaya jaldi aaiya aur mujhe apni patni bana lijiya. Mein apse prem karti hun mera apna jeevan apko samarpit kar diya prabhu mein apka atarit kisi or ki nahi ho sakti
mujhe yaha ek kaksh mein band kar diya gaya hai yaha se bahar jaane ka koi maarg nahi dikh raha hai mujhe
prabhu meina apna hriday mein apse vivah kar liya yeah Rukmini toh keval apki ki hai mein toh jeevan bhar apki Dasi bankar raha lungi kintu chedi naresh Shishupal se vivah nahi karungi, aap yaha aayiye or mujhe apna sath le jaiya nath. Kintu meri iccha hai ki mera parivaar ka koi bhi vyakti or apka madya kisi bhi prakar ka yudh na ho meri iccha hai ki aap bina yudh ke mujhe apna sath le jaya Kal mera vivah hai or reet anusar kal vivah se purv kaniya ko girja mata ke mandir mein Puja Karni hoti hai mein apki girja mandir mein pratiksha karungi mujhe vishwas aap aayaga

Apki Rukmini

Hey Madhusudana

[you are the epitome of beauty
Your praises are famous for their ability to enter the in ears of the listeners and give them relief from every suffering. Lord, you are balanced in your lineage, character, beauty, knowledge, wealth and influence.
You care about everyone's happiness and a girl from a good family, calm and marriageable who will not choose you as her husband when the right time comes? Thus, dear Lord, I have dedicated myself to you and have chosen you as my husband but My brother Rukmi and Magadha emperor Jarasandha have arranged my marriage with Chedi king Shishupala against my will.
                                  Oh Madhusudan, please show your mercy. Please come quickly and make me your wife.I love you, I have dedicated my life to you, There can be no one else in the Lord except you.I've been locked in a room here, I don't see any way out.
Lord, I have married you in my heart, this Rukmini is only yours. I will remain your maid for the rest of my life but I will not marry Chedi King Shishupala.You come here and take me with you, Nath. But I wish that there should not be any kind of war between any person in my family and yours.I wish you would take me with you without a fight
Tomorrow is my marriage and as per tradition, a girl has to worship in the temple of Mother Girija before marriage. I will wait for you in the temple, I believe that you will come]

 ⋆⋅ AshtaMahishi ⋅⋆ Where stories live. Discover now