Part 12

484 46 15
                                    

Everyone was seating in Urvashi's cabin after camp.

"Mam 3 baj rahe hai.. Kya ab forest ki ride ho sakti hai kya..??" Sumedh asked.

"NO.. " Aadi & Devaki screamed in unison.

"Kya hua..? " Aaru asked.

Both looked towards each other & became quiet.

"Haan.. Par jyada log nai.. " Abhishek said.

"Chalo thik hai.. Hum chaar log sirf.. " Aaru said.

"Thik hai.. Chand driver ko bolo jeep nikale.. " Urvashi said.

Urvashi Abhishek Sara Aadi Sumedh Aaru & Devaki went fr a ride in forest.

Devaki & Aadi were looking nervous.

"Kya forest hai yr.. Itna deep aur beautiful.. " Aaru said while looking towards beautiful forest.

"Sab kuch hai Sir.. Beauty hai.. Nature hai.. Par yaha ke Adivasi logoka kuch karna padega.. " Urvashi said.

Hearing Adivasi's name Aadi & Devaki became more nervous.

"Matlab..?? " Sumedh asked.

"Yaha pe jo tigers hai wo in adivasi logoko utha ke le jate hai.. Aur Adivasi log co operate nai karte.. " Abhishek explained.

"Hmm.. Rehabilitation ka point rakha tha na tum logone unke samne..?? " Aadi asked.

"Haan.. Par wo ajib hai.. Samne nai ate.. Jungle me kisi ek area me bhi nai rehte wo log.. Baar baar apni jagah change karte hai.. " Urvashi complained.

"Problem hai yeh to.. " Sumedh said.

"Humne Forest Ministry se baat ki.. Par Minister tade ji bhi co operate nai karte.. Wo kehte hai ki in Adivasi logoke chakkar me hum na pade to hi behtar hai.. " Urvashi frowned.

"Are aise kaise chalega..?? Wo log bhi hamare state ki janta hai.. " Aadi said with concern.

"Wo log abhi bhi 1876 ke jamane me jite hai.. Un logoko bahar ki duniya kya hai kaisi hai kuch nai pata.. Wo khud kheti karte hai aur khate hai.. Bas.. Aur kuch nai hai unki life me.. " Sara said.

"Par wo log tayyar kyu nai hai humare sath co operate karne ke liye..? " Aaru asked.

"Ek bahot bade myth ki wajah se.. " Urvashi said.

"Myth..?? Oh yess.. Wo Nagtani wali.. Hame Dr Unnibhavi ne bataya tha.. " Sumedh said.

"Wahi.. Isi ki wajah se yeh log rehabilitation ke liye ya phir hamare duniya se judne ke liye tayyar nai.. Unhe lagta hai Mare hue Nagtanis un sab ko maar denge agar wo rehabilitation ke liye tayyar ho gye to.. Kyu ki Nagtanis rehab ke against the.. Unhe apna culture waisa hi rakhna tha jaisa hai.. Yeh log apne basti ke aas pas bahot security rakhte hai.. Taaki koi na aa paye.. " Urvashi explained in detail.

"That's so unfair.. In logoke saath galat ho raha hai.. Hame inhe bahar nikalna hoga iss sab se. " Devaki said.

"Yeh Adivasi bolte hai ki wo sab ek saath apni jaan de denge agar kisine unke area ke andar ane ki koshish ki to.. Government itne sare logoki suicide nai dekh sakta.. Isliye sab chup hai. " Abhishek told.

Devaki & Aadi again looked towards each other with scared expression on their faces.

"Don't worry Miss Urvashi.. Hum jaroor kuch na kuch hal nikal lenge.. " Aaditya assured.

They were going from street in jungle when suddenly a man came in front of him. He was looking weired. He has worn a dress made with leaves & So many ornaments made from
Nails of tigers. He has painted his eyes & portion near eyes with dark red colour. Urvashi took out her gun.

NagtaniWhere stories live. Discover now