Chapter : 2

173 12 6
                                    

After finishing his breakfast, Rahul got ready for office.

" Shona, mein office jaa raha hu, jaldi aaunga OK " he kissed her forehead and left.

Raichand Mansion :

Vineet was roaming here and their in the room searching something.

" Ruhaana plss jaldi aao, I'm getting late " Vineet shouted from room.

Ruhaana entered the room and said, " Ohho, vineet kya hua kya dhund rahe hein ".

" Red colour ki ek file hein yahi toh rakhi thi " Vineet said frustrated.

" Aap bhi vineet, accha wardrobe mein I will search aap drawers and baaki cupboards mein dekhiye " Ruhaana started searching.

Vineet was searching one of the cupboards and find the file their, " Mil gaya Ruhaana " and he pulled it out. As he took the file, a box also fell.

Seeing the box, tears welled up in vineet's eyes. Ruhaana though got teary, composed herself went near him and kept her hand on his shoulder. He turned and hugged her.

" Kyu Ruhaana kyu, Gudiya ne kabhi kisika bura nahi chaha toh use itni takleef kyu. Aur rahul....wo... Wo toh kitna hasta muskaraata tha ...ab toh jaise uski muskuraahat kahi kho si gayi hein " Vineet said.

" Sab theek hojaayega Vineet, sab sahi hojaayega ekdam pehle jese " Ruhaana said partting his back.

" Kab Ruhaana kab " Vineet sobed.

" Himatt rakho vineet, warna maa, Papa, viren sab toot jaayenge " Ruhaana said.

Outside someone listened to this and tears welled up in person's eyes.

Malhotra Mansion :

Rahul came downstairs and found his all family members there.

" Bhai, dad mein taiyaar hu office keliye " He said.

Sachin, Akshay and Vivan nodded.

" Hum nikalte hein " They said and bidding bye to their mom and wives they left.

" Dekha Angel, kitna Badal gaya hein mera rahul. Yaad hein pehle kese mujhe ek hug deke, mein jaldi aaunga mom kehke, Bhai ko bolo mujhse zyaada kaam na karaye kehke sifaarish karaake jaat tha mera baccha. Aur aaj dekho, esa hogaya hein jese uske andar jaan hi nahi hein " Ahaana said having tears in eyes.

" Mein aapka dukh samaj sakhti hu ma, himatt rakho maa sab theek hojaayega " Angel said giving her hope.

" Kitna sannaata hogaya hein ghar mein. Jab yaha divu shaadi karke aayi na, uske baadse mujhe Kabhi nahi laga ki iss gharme koi baccha nahi hein, kese maa maa kehke ghar mein ghumti thi, rahul ki shikaayat karti thi. Poora din bolti rehti thi. Magar in doh mahino mein ye ghar ek dam shaant hogaya hein. Meri bacchon ki kya galati thi, Kyun hua uss din esa, Kyun " Ahaana broke down in tears.

Angel and Palak hugged her.

" Bhagwaan acche logon ke imteehaan lete hein, esa aap kehti thi na maa. Toh ye bhi shaayad divu ka imteehan hein. Dekhna isse paar karke laut aayegi wo hamaare paas. Usse aana hi hoga. Aakar mujhe aur dii ko tang karna hi hoga, hame tease karna hi hoga " Palak said in a confident tone but she too was teary.

All were missing their princess, trio hugged each other and supported each other.

Raichand Mansion :

"  Kiran Mein nikal raha hu office keliye " Amar Said, but didn't get any response.

He turned and found Kiran lost. He kept his hand on her shoulder. She came to reality.

VIVAH ...Journey From Engagement to MarriageWhere stories live. Discover now