7

2.7K 167 46
                                    

Next Day ,

Rayan was trying to Reach Omkara's paints and Those artist tools Present on Table
And And And
Things fell on Floor , including a Sculpture which he was working on !

Gauri came panicking

Gauri : E kaa Kia .. ab yae jatadhari hippie Nandi ban Jae ga

Rayan : vo ta mama ?

Gauri : beta e Papa ka saman tha na Tor dia sb

Om Entered

Om : to Kya Hua Toot gya to,!

Rayan : Sholly Tashveel valy papa..

Om : Tasveer valy papa nai Beta. Srf papa

Gauri : hum E sb Saaf kr dyty hain

Om : koi zaroorat ni hai .. nokar hain Kr lain gy Vo
Rayan Beta apko Yae Paints Chahiye ?

Rayan Nodded

Thk hai.. To aj chalain Gy market aur ap ko ly kr doon ga..

Gauri : ji nahi.. koi Paint vaint lyny ki Jaroorat nai hai.. hath , Ghar, Kapry , jameen sb Gandy kry Ga
Bs pencil vaghera ly dijiye

Om : ab Kya Krain Rayan ?! Yae to Mnna Ho gya

Rayan: toi bat nai.. toloul (colour) penshils ly loon Da

Om : Aur ap k lye bht ce Toys aur naye kapry b..

Rayan : aul mama ty lye?

Om : mama K lye b Kapry lain gy !

Gauri : nai Thankoo.. hamry pas Bohat hain
(And she left the room)

Rayan : mely pash b bohat shalay hain.. Dithaoon ap To ?

Om : haan Dikhao

Rayan took out all his dresses from bag one by one and Spread them on floor

Rayan : yae dethain One Two Thlee 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Om : itny sary ?

Rayan : meli mama ny Ly ty Diye (he told him with big smile)

Om : (smiled) bohat achy hain

Rayan : pal mama ty pash Zada taply nai hain .. Dithaoon ?

Om : han!

And baby Took out Gauri's dresses one by one

Rayan : one two thlee foul Five. Bash

(Mery Kahayl ce serial mai b kch itny hi Kapry hain Gauri ke .-. )

Om could see those dresses were old ,, he felt bad

Om : Ap ki mama ko k lye b Naye kapry lain gy

Rayan : ek Bat bataoon !

Om : han

Rayan : mama na Jhoot bolti hain

Om : acha ?!

Rayan : vo tehti hain Diwali py shilaf bachy naye talply Pehanty hain.. Baly nai pehanty ..
Letin Adi aur sonu ti mama ny Naye taply pehny thy

Om : mama ny nai pehny naye ?

Rayan : nai ..!

Om : aur apny

Rayan : mai ny 2 .. yae vala Aul yae vala

Om : apki mama Bohat achi hain

Rayan : han g .. Mama tehti hain Layan ny Pehny mama ny pehny et hi baat hai

Om wanted to hug gauri tight ..

Om : is diwali py apki Mama b Naye kapry pehnain gi.. sb ce achy

Rayan : meli mama Naye taploon mai Bohat achi ladain Di .. hai na ?

Om : haan

Rayan : ap ty taply tahan hain

Om : wahan

Rayan : mai dethoon?

Om : ao

He showed him wardrobe

Rayan : itny shaly ...
.
Yae vala Acha hai
Mai ly loon ?

It was a waist coat

Om : ahan
(Took Out and Gave it to rayan)

Rayan : mai Pehnoon ?

Om : naa Baby.. Bohat bara Hoga apko

Rayan : plesh

Om : aaww Ok
.
.
He was not to be seen in That Extra Large coat

Om smiled Big and Gauri entered
She started laughing ..
Om was mesmerized and Came to senses when she said

Gauri : e Kaa hal Banaya hua hai

Rayan : papa ta hai .. acha hai na ?

Om : i guess isy waist coat kafi pasnd hai.. aur is k pas hai b nai. To isy yae b dilwa doon ga

Gauri : humy pta nai tha Isy aisy Kapry pasnd hain. Pta hota to Jaroor ly dyty

Om : gauri mera Mtlb Vo nahi tha

Gauri : e kaa hal Bana Rakha hai Rayan . Sary kapry bagwati ce bahar Q nikaly hain

*bagwati* he heard that word first time from Chulbul.. awww she was too Cute and innocent he thought

Rayan : papa to dithaye thy..
Mama Papa ny taha Diwali py Ap to naye talpy ly tal dain Dy

Gauri Smiled at him

Aul ap Shab she piyali ladain di

Gauri kissed rayan and started putting dresses back in bag

Om : almari mai jagga khali krwa di hai.. apny aur is k kpry vaheen rakh lo

Gauri : ji

Om : Gauri abi rayan Ko ly kr market ja raha hoon tum b chalti to

Gauri : sarry.. kam.hai humy

Om Gestured rayan to ask her

Rayan : mama Papa Ishala tal lahy hain ty mai ap she tahoon. Ap b chalain

Om Closed his eyes in disbeleive ..

Gauri : papa ce kaho Mama ko kam hain. Ap dono Chaly jain

Rayan : papa mama Teh lahi hain--

Om : haan Sun lya mai ny
(To gauri) change krwa do isy ..

Gauri : ji

_________

ThankYou ♡

Vo Humsafar Tha [COMPLETED✔]Onde histórias criam vida. Descubra agora