32

2.3K 127 26
                                    

Almost 3 months later :

Gauri came out of bathroom.and rayan came running to her

Rayan : mama

Gauri : han bacha

Rayan : mjy Doad (gaud) mai Uthain..

Gauri : kia

Rayan : Uthayen na

Gauri : mgr Q

Rayan : Bali maa ny b ans to uthaya va tha ..

Gauri : vo chota hai naa ..

Rayan : mai b to chota hoon..

Gauri : nhi na bacha.. Abi nahi

Rayan : baeilly mai to ap uthati thi naaa

Gauri : Jaan mama thak gai hain naa.. Baad mai uthain gy naa

Rayan : mama nai naaa utha lain .

Gauri : (little angry) ek baar ki baat smjh mai nahi ati rayan .. Manna kia na

Om entered

Om : kya hogya

Rayan : mama mjy Doad mai nai ly lahen.. Ans ti mama ny ushy uthaya va hai

Om : to ao na mai utha lyta hoon

Rayan : nai mama

Gauri : samjhaiye naa isy.. Nai hai himmat abi hum mai..

Om : mai utha lyta hoon apny sher ko

Om lifted rayan in his lap and went out..!
_________

Few days later

All of them were sitting room.. He and shivani came there shivani sat with anika and rayan started playing with toy car little away from them..

rudra : mjy to lgta hai Beta hoga

Om : arey aisy kysy.. Beti hogi naa

Rudra : mjy to apni team banani hai naa..Larka chahiye

Bhavya : oho rudy . beta hai na un k pass.. Unko beti Chahiye

Rayan heard and came there.. He was standing beside a sofa

Shivaay : beti Honi chahiye .. Mai b isi haq mai hoon

Jhanvi : gauri tm batao..

Gauri : beti chahiye !

Anika : hai naa.. Lrkiyan bht cute hoti hain..

Dadi : haaan ... Mgr naam kia rakhain gy

Jhanvi : ananya

Rudra : larky k nam b socho na.. Agr beta hua to..

Bhavya : to phr bary bhai jaisa.. Rayansh

Anika : ye to rayan aur ansh ka mixture ho gya ..nai?

Om : haan yae to hai.. Mgr i wish beti hi ho..
Vo meri team mai hogi na  

Gauri : betiyan mama ki team mai hoti hain..

Om : ji nahi.. betiyan papa ki princess hoti hain

Gauri : aur mama ki best phrend hoti hain

And it was the moment when rayan felt no one wanted him in their team ..

He went from there Sadly ..!

Evening ;

Rayan and shivani were in their room..

Jhanvi was passing by who heard their conversation

Vo Humsafar Tha [COMPLETED✔]Where stories live. Discover now