Hazrat Abdullah Ibne Masons (R A) kehte hai Rasool (S A W) ne farmaaya musalmaan ko gaali dena fisq hai, usko qatl jarna kufr hai.
Hazrat Masood (R A) kehte hain Rasool Akram (S A W) ne farmaaya jab insaan apne ghar waalon par nek niyyati aur husoole sawaab ki gharz se sarf karta hai to wo uske waaste sadqa shumaar kiya jaata hai.